blog me post kaise dala jata h

hello frnds
jaisa ki aap sabhi jante h ki maine aaj tak jo b post kiye h unme se jyadatar apke blog ko sundar accha banane k liye hi diye ab apko post b likhne ki b jarurat hogi lekin  aap sochte h ki blog me post kaise likha jata h or blog me post dene se kya fayada hota h to apki sari samsya ka samadhan h meri ye post jo aapko apke blog me post likhne me help karegi
and i m sure
ki aap b bahut saral tarike se jan jayenge


to start karte h

stape 1

apne blog me login kijiye 
jab apke samne apka blog open ho jaye  

stape 2

 tab show hoga apke left corner me 

stape 3 

apko waha pe click karna hoga <a photo kewal sanketik h>



jab ap post ko compleate kar le to apko kya karna h uske liye next stape follow kare 

stape 5  
apne jo post likha h usi page k right side me upper a tabs dikhai denge

agar ap apne post ko pulish karna chahte h to publish pe click kare

agar apka post abhi adhura h aap usme kuch or aad karke publish karna chahte h to 


lekin aap publish or save karne se pahle preview jaroor kare jisse ap apne post me hui galti ko
 
dekh kar sahi karke publish kare
a apke post k liye bahut sahi rahega 
mai aasha karta hu a post apki kuch to help karegi 


apko meri a post kaisi lagi jaroor bataiye 

apke man koi shak ho ya mere site k liye koi sujhao ho toaap sadar amantrit h
i m waiting for your comment

Share this

Receive Quality Articles Straight in your Inbox by submitting your Email below.

Related Posts

Previous
Next Post »

hello readers
apko comment karne se pahle kuch bata diya jaye

1.ap comment me galat sabd ka prayog nhi karenge
2.ap internet se juda koi bhi sawal puch sakte h
3.ap koi bhi sawal bar bar n puche
agar aap chahte h ki apke comment ko publish nhi kiya jaye to bata dijiye ya ap HAMSE SAMPARK KARE form fill karke send kare
THANKXXXX

Ads Inside Post