Showing posts with label recover. Show all posts
Showing posts with label recover. Show all posts

galti se delete post ko wapas kaise paye janiye hindi me

hello frnds 
aaj ham baat karenge ki agr apki post galti se delete ho jati hai to aap usko dobara se kaise pa sakte hai,aap ye jante hai ki kabhi kabhi kuch aisa hamare sath ho jata hai jske baare me ham kabhi sochte bhi nhi hai,aap or ham jis post me sabse jyada mehnat karte hai or o post agr galti se delete ho jati hai to hame bahut bura lagta hai lekin delete hone ke bad ham sirf ye sochte hi ki usi post ko wapas kaise laaye or aapko iske baare me kuch nhi pata hota ki us post ko recover kaise kare to chaliye ham apko batate hai 

sabse pahle jante hai ki apki post delete kaise ho jati hai?

bahut se aise karan hote hai jinke wajah se apki post apke dwara hi delete ho jati hai 

  • apke post publish button pe sahi se click na hona 
  • apki post draft me hai or apne galti se delete kar diya 
  • aapne post me bahut hi jyada copy ki hui chije use ki hai 
or bhi bahut se aise karan hai jisase apka post apke dwara hi delete jo jata hai

delete huye post ko pane ke source kya hai?

delete post ko pane ke liye aap inme se koi bhi source use kar sakte hai ap ye jarur jante honge ki agr apke blog ko kisi ne subscribe kiya hai ya kisi ne apke blog ko kisi blog directry me submit kiya hai to apka blog waha pe bhi index ho jata hai jo delete nhi hota hai aap apne blog ke kisi bhi post ko us blog directry me search karke bhi recover kar sakte hai 


post recover karne ke kuch option ye hai

  • apne subscriber ko contact karke aap apne post ko dobara se pa sakte hai
  • apne apne blog ko jis blog ko jis blog directryb me submit kiya hai aap waha pe apne post ko pa sakte hai 
  • aap feedjit me bhi apne post ko pa sakte hai
  • aapko apne blog ka backup hamseha lena chahiye aap iske help se bhi apne post ko recover kar sakte hai 
ye bhi padhe:)

or bhi bahut se option hai apko apne post ko recover karne ke ye unme se kuch khas hai jo maine apko uper bataya hai 

delete huye post ko wapas kaise paye?

ham apko batate hai ki aap apne blog delete post ko wapas pane ke liye aap apne kisi subscribers ka use kaise kare 

  • sabse pahle agr apne khud apne blog ko subscribe nhi kiya hai to abhi kare isase ye hoga ki jab bhi aap koi new post publish karenge to ye post apko apke inbox me bhi mil jayegi 
  • jab aap apne blog ko subscribe kare to apko new post mail kar di jati hai jaisa aap screen shot me dekh rahe hai

  • ab jab apko ye post mail kar di gayi hai to apke pass ye adwance me uplabadh ho jati ho jati hai 
  • ab maan lijiye ki apse wahi post galti se delete ho gayi hai to aapko jyada tenshion nhi lena hai bas apko apne blog ke dashbord me jana hai or create new post  button ko hit karna ha
  • ab apko apne mail me post ko open karni hai poori post copy karni hai fir us post ko apne blog ke post editor me pest kar dena hai 
  • ab apko uska tittle likhna hai or prema link etc pe work karke publish karna hai 
plzz read this:)



congress apko apki post dobara se sahi salamat wapas mil gayi hai frnds ye maine khud ajmaya hai or maine isko apko bhi bataya qki dughatna kisi ke sath ghat sakti hai 

hame asha hai ki apko ye post pasand aayi hogi,aap is post ko apne dosto ko jarur share kare or agr apko koi bhi question puchna hai to comment kare ya hamare forum me puche

thankxxx for read this

Ads Inside Post