hello frnds
ap sabhi log jante h ki aaj har admi apne pass smart phone rakhna chahta h lekin kuch logo k pass smart phone nhi hota h un logo k pass kewal laptop ho sakta h un logo ki soch hoti h ki agar ham latop lelenge to ham un sabhi kam ko asani se laptop k uper kar sakte h lekin aaj bhi ham agar android apps ko apne computer per direct play kara chahe to nhi kar sakte h qki hamara computer android apps support nhi karta h isliye jante h
#android apps computer per play karne k liye kya kya hona chahiye
agar aap apne computer per android app play karna chahte h to apke pass bluestacks name ka software apne computer me install kare ye ek aisa software h jo apke computer ko smart phone bhi bana sakta h
#android apps computer me kaise play kare
- apko jo bhi app apne laptop ya computer me chalana hai usko apne pc me copy kare
- uske baad apko BLUESTACKS ko download karna hai or usko install karna hai
- ab apko apne pc me jo android app copy kiye the unke aage BLUESTACKS ka symbol show ho raha hoga
- ab apko kisi bhi app pe dobble click karna hai
- jab apko install success ki information mil jaye to apne BLUESTACKS ko open karna hai
jab ap bluestacks ko open karenge to apko kuch aisa dikhega jo screen shot aap uper dekh rahe hai or apko isme or android me koi bhi fark mahsus nhi hogi
aap is software me apne man pasand app bhi search karke download bhi kar sakte h
agr aap hamse kuch puchna chahte hai ya koi jankari chahte hai to hame comment kare
thankxx for read this
Share this
Receive Quality Articles Straight in your
Inbox by submitting your Email below.
3 comments
commentscomputer ka apps bnany ki popular website btao or android app computer m kasay chlatay h bo bhi btao
Replyharish ji apne comment kiya uske liye thankxx
Replyor shayad apne is post ko sahi se padha nhi hai isme ANDROID APPS ko PC me hi chalane ki baat batayi gayi hai or apne jo coputer software banane ki baat kahi hai uske liye apko coding,java,php or bhi bahut tarah ki coding ka knowladge hona jaruri hai
bahut jald hi post hogi is topic pe
thankxx again
wifi + mobile data use kaise krain
Replyhello readers
apko comment karne se pahle kuch bata diya jaye
1.ap comment me galat sabd ka prayog nhi karenge
2.ap internet se juda koi bhi sawal puch sakte h
3.ap koi bhi sawal bar bar n puche
agar aap chahte h ki apke comment ko publish nhi kiya jaye to bata dijiye ya ap HAMSE SAMPARK KARE form fill karke send kare
THANKXXXX