hello frnds
aaj ham baat karenge ki agr apki post galti se delete ho jati hai to aap usko dobara se kaise pa sakte hai,aap ye jante hai ki kabhi kabhi kuch aisa hamare sath ho jata hai jske baare me ham kabhi sochte bhi nhi hai,aap or ham jis post me sabse jyada mehnat karte hai or o post agr galti se delete ho jati hai to hame bahut bura lagta hai lekin delete hone ke bad ham sirf ye sochte hi ki usi post ko wapas kaise laaye or aapko iske baare me kuch nhi pata hota ki us post ko recover kaise kare to chaliye ham apko batate hai
sabse pahle jante hai ki apki post delete kaise ho jati hai?
bahut se aise karan hote hai jinke wajah se apki post apke dwara hi delete ho jati hai
delete huye post ko pane ke source kya hai?
delete post ko pane ke liye aap inme se koi bhi source use kar sakte hai ap ye jarur jante honge ki agr apke blog ko kisi ne subscribe kiya hai ya kisi ne apke blog ko kisi blog directry me submit kiya hai to apka blog waha pe bhi index ho jata hai jo delete nhi hota hai aap apne blog ke kisi bhi post ko us blog directry me search karke bhi recover kar sakte hai
post recover karne ke kuch option ye hai
delete huye post ko wapas kaise paye?
ham apko batate hai ki aap apne blog delete post ko wapas pane ke liye aap apne kisi subscribers ka use kaise kare
congress apko apki post dobara se sahi salamat wapas mil gayi hai frnds ye maine khud ajmaya hai or maine isko apko bhi bataya qki dughatna kisi ke sath ghat sakti hai
hame asha hai ki apko ye post pasand aayi hogi,aap is post ko apne dosto ko jarur share kare or agr apko koi bhi question puchna hai to comment kare ya hamare forum me puche
thankxxx for read this

- apke post publish button pe sahi se click na hona
- apki post draft me hai or apne galti se delete kar diya
- aapne post me bahut hi jyada copy ki hui chije use ki hai
delete huye post ko pane ke source kya hai?
delete post ko pane ke liye aap inme se koi bhi source use kar sakte hai ap ye jarur jante honge ki agr apke blog ko kisi ne subscribe kiya hai ya kisi ne apke blog ko kisi blog directry me submit kiya hai to apka blog waha pe bhi index ho jata hai jo delete nhi hota hai aap apne blog ke kisi bhi post ko us blog directry me search karke bhi recover kar sakte hai
post recover karne ke kuch option ye hai
- apne subscriber ko contact karke aap apne post ko dobara se pa sakte hai
- apne apne blog ko jis blog ko jis blog directryb me submit kiya hai aap waha pe apne post ko pa sakte hai
- aap feedjit me bhi apne post ko pa sakte hai
- aapko apne blog ka backup hamseha lena chahiye aap iske help se bhi apne post ko recover kar sakte hai
- top 5 blog directry free me blog submit karne ke liye
- great trick new post ko jaldi se search me lane ke liye
- new trick2016 blog me live demo or download button lagane ke liye
delete huye post ko wapas kaise paye?
ham apko batate hai ki aap apne blog delete post ko wapas pane ke liye aap apne kisi subscribers ka use kaise kare
- sabse pahle agr apne khud apne blog ko subscribe nhi kiya hai to abhi kare isase ye hoga ki jab bhi aap koi new post publish karenge to ye post apko apke inbox me bhi mil jayegi
- jab aap apne blog ko subscribe kare to apko new post mail kar di jati hai jaisa aap screen shot me dekh rahe hai
- ab jab apko ye post mail kar di gayi hai to apke pass ye adwance me uplabadh ho jati ho jati hai
- ab maan lijiye ki apse wahi post galti se delete ho gayi hai to aapko jyada tenshion nhi lena hai bas apko apne blog ke dashbord me jana hai or create new post button ko hit karna ha
- ab apko apne mail me post ko open karni hai poori post copy karni hai fir us post ko apne blog ke post editor me pest kar dena hai
- ab apko uska tittle likhna hai or prema link etc pe work karke publish karna hai
- top idea great post likhne ke liye
- blog ke liye better contact us page kaise banaye
- google me photo ya imeage kaise search kare
congress apko apki post dobara se sahi salamat wapas mil gayi hai frnds ye maine khud ajmaya hai or maine isko apko bhi bataya qki dughatna kisi ke sath ghat sakti hai
hame asha hai ki apko ye post pasand aayi hogi,aap is post ko apne dosto ko jarur share kare or agr apko koi bhi question puchna hai to comment kare ya hamare forum me puche
thankxxx for read this
Share this
Receive Quality Articles Straight in your
Inbox by submitting your Email below.
hello readers
apko comment karne se pahle kuch bata diya jaye
1.ap comment me galat sabd ka prayog nhi karenge
2.ap internet se juda koi bhi sawal puch sakte h
3.ap koi bhi sawal bar bar n puche
agar aap chahte h ki apke comment ko publish nhi kiya jaye to bata dijiye ya ap HAMSE SAMPARK KARE form fill karke send kare
THANKXXXX