feedburner live status widget apne blog me kaise add kare janiye hindi me

hello frnds 
aj ham baat karte hai ki aap apne blog me FEED BURNER LIVE STATUS widget kaise use karte hai or isko use karne se hamko kya fayda hota hai kya hamare blog me bhi ye widget lag sakta hai or agr lag jata hai to isko kaise lagate hai chaliye jante hai apke in sabhi sawalo ke jawab denge 






chaliye sikhte hai ki apko apne blog pe live readers status widget kaise add karna hai?


agr apko apne blog me ye simple widget add karna hai to apko ye sabhi steps bahut hi carefully follow karne honge 


screen shot 


  • jab aap apna blog select karenge to aap apne blog ke feed burner dashbord me pahuch jate hai 
  • dash me jaker apko PUBLICIZE pe click karna hai 
  • uske baad apko ek feed count ka option milega ab apko uspe click karna hai 
  • ab apke samne ye option aata hai ki apko apne blog me kaisa widget lagana hai 
  • agr apko animeted live status widget lagana hai to second number wale pe click kare 
  • or agr apko sthir widget lagana hai to aap first wale pe click kare 
  • uske baad apko ACTIVATE button pe click karna hai 


  • jab aap activate button pe click karte hai to apko ek code milta hai 
  • aap us code ko copy kare or save button pe click kare
  • apne blog ke dash board me jaye 
  • waha pe LAYOUT pe click kare 
  • fir ye decied kare ki apko ye code kaha pe lagana hai ya apko apne blog me live blog readers count widget  kaha pe add karna hai ye nishit karke ADD A GADGET pe click karna hai 
  • or code ko pest karna hai fir apko apne template ko save karna hai

congress ab apka live status widget apke blog pe lag chuka hai ap isko check kare ki ye work kar raha hai ki nhi 



to my dear frnds apko ye post kaisi lagi aap hame jarur bataye agr apko kuch puchna hai ya apne blog ke baare me kuch janana hai ya fir apka koi aisa question hai jiska ans apko nhi mil raha hai to aap  hame jarur bataye ham apki jarur help karenge 



thankxxx for read this

Share this

Receive Quality Articles Straight in your Inbox by submitting your Email below.

Related Posts

Previous
Next Post »

hello readers
apko comment karne se pahle kuch bata diya jaye

1.ap comment me galat sabd ka prayog nhi karenge
2.ap internet se juda koi bhi sawal puch sakte h
3.ap koi bhi sawal bar bar n puche
agar aap chahte h ki apke comment ko publish nhi kiya jaye to bata dijiye ya ap HAMSE SAMPARK KARE form fill karke send kare
THANKXXXX

Ads Inside Post