hello frnds
aap sabhi jante honge ki agar ham koi kam online karte h jaise clixsence se paisakamye apne site par ads laga kar or jo b online kam karte h us paise ko ham doller me pate h lekin ab o paise hamare bank account me kaise laya jay uske liye ek madhyam ki jarurat hoti h jo hamare dwara kamaye gaye dollors ko indian currency me convert karke hamare bank account me send kar deta h a kamkoi online banking k jariye hi ho sakta h
aisi bahut si trusted online banking send and recive money ka kam karti h
aaj ham bat karenge PAYZA KI
apko stape 2 stape batate h
stape 1
sabse pahle apko gmail id ki jarurat hogi(gmsil id banane k liyeyeha click kare)
ap sabse pahle apko www.pyaza.com ko open kare (paypal per account banane k liye yeha click kare)
stape 2
apke samne jo page hoga usme ap select kare ki apko kaisa account chahiye
stape 3
GET STARTED pev click kare
stape 4
ab ap apna email chek kare waha apke pas ek link hoga usko open karke apna account ko conferm kare
stape 5
ab apka account ready ho gaya h aap usko login kare or apni jankari b sahi se bhare
pyaza ko sabhi company ka saport milta h
to ab aap online money ko send or recive kijiye
ap hame batayea ki a post kaisi lagi
pyaza ko sabhi company ka saport milta h
to ab aap online money ko send or recive kijiye
ap hame batayea ki a post kaisi lagi
Share this
Receive Quality Articles Straight in your
Inbox by submitting your Email below.
2 comments
commentssir mujje alexa lgana hai apni website me.kitni money khrch hogi plz help me.sir
Replywww.webinhindi.in
hello dear kashyap
Replyapki alexa rank to hamare blog se bhi acchi hai or apko agr apne blog me alexa rank widget lagana hai to ye post padhe alexa rank widget blog me kaise lagaye
hello readers
apko comment karne se pahle kuch bata diya jaye
1.ap comment me galat sabd ka prayog nhi karenge
2.ap internet se juda koi bhi sawal puch sakte h
3.ap koi bhi sawal bar bar n puche
agar aap chahte h ki apke comment ko publish nhi kiya jaye to bata dijiye ya ap HAMSE SAMPARK KARE form fill karke send kare
THANKXXXX