hello frnds
blogger per blog banane k bad hame blog me kya karna chahiye blog me kya edit karna chahiye aaj iske bare me bat karte h
kuch logo ka ye problem hota h ki blog to ban gya h lekin isme kya jodna h kya nhi iski jankari nhi hoti h
TO FRNDS YE POST UNSABHI K LIYE H
blogger per blog banane k bad hame blog me kya karna chahiye blog me kya edit karna chahiye aaj iske bare me bat karte h
kuch logo ka ye problem hota h ki blog to ban gya h lekin isme kya jodna h kya nhi iski jankari nhi hoti h
TO FRNDS YE POST UNSABHI K LIYE H
ap sab jante h ki is blog per sirf wahi post share ki jati h jiski logo ko jarurat hoti h log aksar ye puchte rahte h ki maine site to bana liya h lekin isme kya hona chahiye kya nhi to aapka intejar khatma
is post me aapko batayenge ki ek blog me kya jaroo hota h
also read:free me blog kaise banate h
blog banane k baad kya kare
blog banane k bad sabse pahle blog ko desine karna hota h qki log aksar 30%traffic desine ki wajah se kho dete h,mai apko kuch tips de raha hu jinki help se aap apneblog ko ache se desine kar sakte h
1.template
hamare blog me jo tamplate ho o seo friendly honi chahiye,mobile me show acha hona chahiye,isliye tamplate lene se pahle in chijo ka dhyan rakhe
1.mobile friendly
2.good looking
3.better menu bar
4.fast downloding
5.simple colour
2.widget
blog me template lagane k baad ham in chijo ko add karte h
1.comment box
2.facebook page
3.recent comment
4.popolar post etc
isase ye hota h ki visiter ko koi pareshani hoti h blog me post padhne se or blog me khoobsurti bhi aa jati h
3.menu bar
menu bar ek mahtvpurn hissa h blog ka ise apne blog ki post k hisab se set kiya jata h jisase visiters ko koi pareshani nhi ho post search karne me
4.search box
sabhi tamplate me search box hota h agar nhi h to aap agr blogger per blog h to add gadet per click karke laga sakte h
5.extra feature
hamare blog per kuch extra feature bhi hote h jinka hame koi kam nhi hota h aor site bhi achi nhi lagti h ham chahte h ki hamara blog website ki tarah dikhai de
hamre blog per extra feature me power by,template by etc ho sakte h
inko kaise remove karte h next post me janenge
6.search engine
blog ko compleate karne k baad ham usko search engine me submit karte h qki jab tak search engine me hamara blog nhi ayega to hamare site per traffic nhi ayegi
7.traffic
hamare blog per traffic badhane k liye regral post share karna chahiye or social media ka bhi sahara lena chahiye qki 80% traffic social site se mil sakti h
8.adsence
ye sab kuch kar lene baad ham chalte h apne blog per google ads lagane k liye
waise to kisi bhi site per google ads lagane k liye blog 6month purana hona chahiye
lekin agar apke blog par 700 visiter per day h to aap google ads use kar sakte h
9.make money with your blog
in sabhi to stape by stape finish karke hame sirf blogging per dhyan dena h ki blog kis bare me h isse logo ko kya fayada ho raha h,agr apke andar hausla h kuch karne to app blogging karte rahe apko aisa tarika apnana h ki log apke blog ko pasand kare apke fan ban jaye
asha karta hoo ki apko ye post pasand aayi hogi
agar apke pas oi sawal h to aap puch sakte h
Share this
Receive Quality Articles Straight in your
Inbox by submitting your Email below.
4 comments
commentssir aapne abhitak domain kyu nahi kharida
ReplySir gud one. Bahot acha hai aapka blog. Mujhe bahot fayada hua ise padhkar. Sir mene bhi kuch blog banaya hai. online-help-in-hindi.blogspot.com
Replysorry frnd
Replymaine apko der se reply kiya uske liye,ab maine domainlaga liya hai
thankxxx for comment
thank you very much apna feedback dene ke liye mujhe ye jankar bahut khushi hui ki apko mere blog se kuch fayada hua hai
Replymaine apka blog dekha hai accha hai lekin agr aap likhne pe dhyan denge to jyada accha rahega
thankxx keep visiting
hello readers
apko comment karne se pahle kuch bata diya jaye
1.ap comment me galat sabd ka prayog nhi karenge
2.ap internet se juda koi bhi sawal puch sakte h
3.ap koi bhi sawal bar bar n puche
agar aap chahte h ki apke comment ko publish nhi kiya jaye to bata dijiye ya ap HAMSE SAMPARK KARE form fill karke send kare
THANKXXXX