favicon kya h or ise kaise or kyu use karte hai

hello frnds
aaj ham bat karenge ki favicon kya h or iska use kya h favicon se kya hota h kya ise ham bana sakte h  or kaise banate h 

favicon h kya 
is imeage ko jab aap joom karenge to aap dekhnge ki favicon kya h 
favicon ek chota sa imeage hota h jo hamare blog ki ek khash pahchan banata h or hamare blog ya site ko alag pahchan dilata h maan lijiye ki apne www.facebook.com ki site open ki to ap dekhenge ki apke browser me ek chota sa icon aata h facebook ka ise hi favicon kahte h
favicon se blog ko kya fayada
frnds favicon se pahla fayada to ye hota ki hamari site bheed se alag ho jati h hamari bhi kuch pahchan ban jati h,vaise to jab ham blogger per blog banate h blogger ka hi favicon use karte h lekin jab ham favicon apne pasand k hisab se lagate h to kuch quality bhi badal jati h
blogger me favicon kaise add kare
sabse pahle aako apne blog k dashbord me jana h fir apko LAYOUT per click karna h 
ab jaha per imeage me teer ka nishan laga h apko waha edit per click karna h
ab app chose file per click karke ek imeage select kare 
jo apne favicon k liye banaya h use upload kare fir save file per click kare
 note:apka favicon 100kb ka hi hona chahiye isase jyada kb ka favicon save nahi hoga

favicon banane k liye aap http://onlinehtmltools.com/ ka use kar sakte h 

  1. blog kaise banate h janane k liye yeha click kare
  2. blog kyo banaye isase hamara kya fayada h
  3. chitika ads se kaise kamaye

apko ye batana h ki meri ye post apko kaisi lagi 
koi question h jaroor puche 
thankxxxxxxxxxxxxxxx

Share this

Receive Quality Articles Straight in your Inbox by submitting your Email below.

Related Posts

Previous
Next Post »

hello readers
apko comment karne se pahle kuch bata diya jaye

1.ap comment me galat sabd ka prayog nhi karenge
2.ap internet se juda koi bhi sawal puch sakte h
3.ap koi bhi sawal bar bar n puche
agar aap chahte h ki apke comment ko publish nhi kiya jaye to bata dijiye ya ap HAMSE SAMPARK KARE form fill karke send kare
THANKXXXX

Ads Inside Post