hello frnds
ap sabhi jante hai ki aaj ham aap poori tarah se internet per depend ho chuke hai agar hamko koi bhi jankari janani hoti hai o chahe koi badi jankari ho ya koi bahut hi choti jankari ham kisi bhi search
engine me jaker search kar lete hai LEKIN kya aap jante hai ki ye jankari kaha se search me aa jati hai AGAR aap blogger hai to apko iska answer jarur pata hoga AGAR nhi to apko nhi pata hoga
frnds
jab ham koi bhi blog me apne kam ki koi jankari dekhte hai or usko padhte hai to ham sochte hai ki ham bhi ek aisa hi blog banaye or logo me apni jankari share kare lekin hame blogging karne ke liye ek blog ki jarurt hogi LEKIN jab hamare pas paisa nhi hota hai blog banane ke liye to ham apko salah denge ki apko BLOGGER.COM per apna blog banana chahiye qki ye poori tarah free hai izi hai or koi coding skill ki jarurat bhi nhi hai or GOOGLE ka utpad hone ke karan bahut hi VISHVNIYA hai
blogger.com ki kuch jankari apko janana chahiye
blogger ek bahut hi badhiya blogging plate from hai jaha tak mai sochta hu lagbhag har blogger blogging ki suruat isi plate form se karta hai,isko 23 AUGUST 1999 me PYRA LABS ne launch kiya tha or GOOGLE BABA ko itni achi lagi ki usne isko kharid liya.....
agar ap is plate from par blog banate hai to apko sub domain ke sath apke blog ka url milega
LIKE THIS apKEBLOGkaNAM.blogspot.com bilkul free domain hai
ek GOOGLE account me aap lagbhag 100 blog bana sakte hai blogger.com pe
blogger.compe blog banane ke 7+karan apke leye
to frnds chaliye jante hai ki ye itna popular q hai or sabhi blogger ko ise hi q use karna chahiye
1 security
apko jab bhi blogger me enter hona hoga to apko apke mail id or apke pasword ki jarurat padegi or agar ye apke passnhi hai to app blogger me log in nhi ho sakte hai or apko bata du ki ye jo blogger.com hai google ki service hai jo apko har tarah se hack hone se bachati or google ka product hone ke karan 100% surakshit hai
2 server lode

kabhi ye hota hai ki hamare blog per jab bahut sare visiter live rahte hai to hamare ke to jo saste hosting server hote hai o down ho jate hai LEKIN agar apka blog BLOGGER.COM per hai to apko iski koi bhi chinta karne ki koi jarurat nhi hai qki ye apko yeha per bilkul free mil raha hai
3 sever up/down
apko pata hai ki blogger ka server kab down hua tha 2013 me iska server wahi 0.x sec ke liye down hua tha tab abhi tak iska server me koi problem nhi aayi hai
wahi agr apne self hsoted blog banate hai to server ou down hone ka chance apke hosted price ke uper depend hota hai
4 serve response
is plate form ka response time ham milisecond me le sakte hai lekin self hosted blog ka response time seconds me jo jata hai
ib plate form me jo blog hote hai o bahut hi fast load hote hai agar hamara template acha ho to iske chance badh jate hai
or jo blog fast load hoti hai o search me bhi achi aati hai
5 template editing
ha
is blog me ham bina kisi coding skill ke apne template ko eit kar sakte hai jaise koi widget lagana,koi icon lagana,colour set karna etc bade hi saral purawak kiya ja sakta hai
6 always free
apko pata hai ki blogger per sabhi sewa free me diya jata hai chahe o koi widget ko add karne ki ho ya koi or isme apko free me diya jata hai jo apko or kahi per ek sath free me nhi milenge
or ye hamesha free bhi rahegi
7seo atteck
agar aap blogging ke touchme rahte hai to apko iske bare me pata hoga lekin apko ye pata nhi hoga ki jis blog per SEO atteck hota hai o sabhi WORDPRESS per hote hai
jaha tak mai sochata hu blogger ki post bhi high rank hoti hai iska sabse bada karan ye ota hai ki iska server kabhi bhi down nhi hota hai,fast load or open hota hai etc
8 free resourse
blogger pe blog use karne waloko jyada tar bahut se widgets,templates,tricks,tips internet per free me mil jate hai or wahi per bahut se templates bhi free me mil jate hai jo dekhne me bhi bahut ache or responcive hote hai
9 use karne me asan
is plate form ko use karna bahut hi asan hai isko sabhi use karte hai like as writer,technichiyan ya fir or koi jo kisi bhi khas chij ke bare me jankari rakhta ho
to frnds ye jankari thi blogger ko join karne ki karno ki lekin mai iski tarif nhi kar raha hu ye to ek bhut hi badhiya platefrom hai kisi bhi blogger ko blogging suru karne ki
asha hai kia pko ye post jarur pasnd aayi hogi
comment or share jarur kare
Share this
Receive Quality Articles Straight in your
Inbox by submitting your Email below.
2 comments
commentsPretty nice post. I have in fact enjoyed reading your website posts. I have been googling blogs and sites in related manner recently and i have to state you have a nice
ReplyPass Box manufacturers
hello dear RATNA ji
Replyaap hamare blog pe aayi uske liye apko bahut bahut thankss gar apko koi bhi jankari chahiye to jarur bataye ham apki help karenge
THANKXX FOR COMING
hello readers
apko comment karne se pahle kuch bata diya jaye
1.ap comment me galat sabd ka prayog nhi karenge
2.ap internet se juda koi bhi sawal puch sakte h
3.ap koi bhi sawal bar bar n puche
agar aap chahte h ki apke comment ko publish nhi kiya jaye to bata dijiye ya ap HAMSE SAMPARK KARE form fill karke send kare
THANKXXXX