kisi bhi imeage ko chalte huye kaise dikhaye

hello frnds
hamne apne kuch post me ye jana tha ki kisi bhi text ko moving<chalte > huye kaise show karte hai
lekin apko batana chahunga ki ye jo style hai yahi pr hi finish nhi hote hai ap inke bare me jitna jante jayenge utna hi gahre honge ye

aaj ham apko batayenge ki kisi bhi photo ko moving mode me kaise lagate hai

sabse pahle ap jis imeage ko chalte huye show karna chahte hai usko HTML me change kar le
 kaise kisi photo ko HTML me change karte hai to janane ke liye yeha click kare

jab apka imeage HTML CODE me change ho jaye to apko bas usme kuch add kar dena hai o hai

<marquee>apke photo ka HTML CODE<marquee/>
ab apko apniphoto chalti hui show hogi 
AP LIVE DEKHE
agar apko kuch DOUGHT hai to plzz hame  comment kare 

Share this

Receive Quality Articles Straight in your Inbox by submitting your Email below.

Related Posts

Previous
Next Post »

hello readers
apko comment karne se pahle kuch bata diya jaye

1.ap comment me galat sabd ka prayog nhi karenge
2.ap internet se juda koi bhi sawal puch sakte h
3.ap koi bhi sawal bar bar n puche
agar aap chahte h ki apke comment ko publish nhi kiya jaye to bata dijiye ya ap HAMSE SAMPARK KARE form fill karke send kare
THANKXXXX

Ads Inside Post