post ke bich me adsence ke ads kaise lagate hai janiye poori jankari

hello frnds 
aaj ham baat karenge ki apne post ke bich me adsence ke ads kaise lagate hai dosto waise to post ke beech me ads lagana bahut hi simple hai lekin jin logo ko nhi jankari hai unke liye bahut hi hard hota hai or eek baat JISKI CHAH,USKO MILTI HAI RAH

to chaliye jante hai ki ham apne blog ke sabhi post me sirf ek baar me hi adsence ke ads kaise lagate hai 

#1.apne blog ke dash bord me jaye or LAYOUT pe click kare 


#2.uske baad apko main<post body>ke niche EDIT ka option hai uspe click kare




#3.ab apko SHOW ADS BETWEEN POSTS ke age jo box hai usme click karna hai or ap apne ek post me kitne adsence ke ads show karna chahte hai obhi select kare  




#4.ab apko SAVE button pe click karna hai  
ab jab apne SAVE button pe click karke setting poori kar liya hai to apko chek karne ki bhi hak banta hai qki apne itnimehnat ki hai to dosto cheak karne ke liye aap apne blog ka koi bhi post pen kare or dekhe ki apke blog me google ke adsence show ho rahe hai ya nhi agar apke blog pe adsence approve hoga to ham apko vishwas dilate hai ki apke blog pe adsence ke ads jarur show honge 



frnds agr apko koi dought hai or aap hamse kuch puchna chahte hai to aap hame comment kare ham apke sawal ka answer jarur denge 

agr mere liye koi sujhaw bhi hai to jarur comment kare 

thankxxxx

Share this

Receive Quality Articles Straight in your Inbox by submitting your Email below.

Related Posts

Previous
Next Post »

hello readers
apko comment karne se pahle kuch bata diya jaye

1.ap comment me galat sabd ka prayog nhi karenge
2.ap internet se juda koi bhi sawal puch sakte h
3.ap koi bhi sawal bar bar n puche
agar aap chahte h ki apke comment ko publish nhi kiya jaye to bata dijiye ya ap HAMSE SAMPARK KARE form fill karke send kare
THANKXXXX

Ads Inside Post