hello frnds
16.quote:is tool ki help se ham apne post k kisi spacial line ko cover karte h jaise
aaj ham bat karenge post ko style me kaise likhate h style me likhne se kya fayda ho sakta h to chaliye baat karte h
blog me post ko style me likhane se kya fayada hota hai
- apke post me khoobsurti aa jati h
- apka post visiter ko akarshit karta h
- apka post kuch alag nazar aata h
baat karte h blogger post editer k future k bare me
sabse pahle apko apne blog me log in hona hoga fir jab apke samne dashbord me dikh rahe NEW POST per click karna hoga tab apke samne post editeropen ho jayega
post editer ka sabse jaroori hissa
1.post tittle:isme apko kiske bare me likhna h usko likhna h exa:hame post editer k bare me likhna h to ham likhenge POST EDITER K BARE ME ise ham tittle k nam se jante h isme ham 160 sabd se jyada nhi likh sakte h
2.post body:apke samne jo doosra box h usme ham detail sahit post ko likhege
post editer ke tool
1.compose/html: jab ham koi post likhate h to ham compose pe likhate h lekin jab ham koi code like html code dalna hota h to hame pahle html per click karke htmlwale bhag me dalte h
2.undo/redo:is tool ki help se aap apne post me jo kuch kiya h usko ek stape piche or ek stape aage karsakte h
3.font:is tool ki help se ham apne post ki font ko change karsakte h jaise courier,arial,georgia etc
4.font size:is tool ki help se ham sabd ko chota ya bada kar sakte h,apko apne post me kitna bada akshar chahiye jaise large,largest etc
5.formet:is tool se ham apne post ko sahi formet me likh sakte h isase readers ko bhi acha lagta h or google search me bhi fayada ho jata h
1.(bold)b:aap is tool ki help se kisi bhi word ko mota kar sakte h jaise anytimehelp iska shortcot h crtl+b
2.(italic)i:ye tool apki post ko orbhi acha bana deta h like anytime help via email
3.(underline)u:is tool ki help se post me kuch aisa likh sakte ki apki post ko open hote hi sabki naza wahi jayegi jaise mail me anytimehelp7@gmail.com
3.(strikethrough)abc:agar apne kuch likha h or aap use katna chah rahe h to aap is tool ki help se kar sakte h jaise ap kaise hai
6.text color:is tool ki help se aap apke font ka color change kar sakte h jaise this is a good blog
7.(text background color):is too ki help se ham kisi word k piche spaical colour daal sakte h jaise mai apki hamesha help karunga
8.edit link:ye acha tool h kisi bhi site k html ko hide kare doosre text dikhane ki jaisa jab hamne edit link per click kiya to text to display me ham o likhenge jo hame post me dikhana h or link to koi bhi link dal sakte h jaisa hamne likh diya yeha click kare or isme link h kisi or page ki to jab koi visiter ispe click karega to o direct us post per chala jayega
9.insert image:is tool ki help se aap koi bhi photo apne post me daal sakte h (is post me sabhi photo isi tool ki help se dali gayi h)
10.insert a vidio:aap is tool ki help se koi bhi vidio ko apne post me dall sakte h
11.insert jump break:is tool ka use ham apne post me read more button ko dikhane k liye use karte h ham jaha bhi isko use karte h hame utna h post page me dikhai deta h
13.alignment:is tool ki help se ham jo bhi likhte h usko arrenge kar sakte h
14.numbered list:is tool ki help se ham kisi bhi topic ko number wise likh sakte h jaise
- popular-post-widget-blog-me-kaise-lagaye
- bina-sim-card-ke-kaise-call-kare
- free-me-sms-kaise-kare-kasi-bhi-number-per
ahinsa param dharma h17. remove formatting:is tool ki help se ham kisi bhi word ko select karke detele kar sakte h
18.check spelling:is tool per click karte hi hame o word mil jate h jo galat h
19.transliterate words typedphonetically in english script:is tool ki help se ham english me type karke hindi likh sakte h jaise aap kaise ho type karenge to ye aisa hoga आप कैसे हो
20.left to right/right to left:ye tool apki urdu likhne me help kar sakta h qki urdu right to left likhte h
21.labels:ye tool hamare blog k liye bahut importent h iski help se ham post ko topic k hisab se alag ALag kar sakte h isase hamare visiter kis topicper post padhana chahte h padh sakte h
22.schedule:agar aap apne post ko kisi fix time per publish karna chahte h to aap yeha time set kar sakte h
23.premalink:prema link ek bahut jaruri hissa h ham apne post ka prema link bhi bada sakte h search karne bhi sahayak hota h prema link ko ham badal sakte h
24.location:is tool ki help se aap apni location add kar sakte h
25.search description:is too ki help se ham search engine ko batate h ki hamara ye post kis bare me h jaise agar post blogging k bare me h to ham YE POST APKO BLOGGING SE RELATED JANKARI DEGA
26.option: ye kuch extra option h isme bas ye rahta h ki post me comment allow h ki nhi
27.ye option k work ye h
- publish:is option ko ham apni post ko publish karne me use karte h jab hamari post poori ho jati h to yeha click karke use publish karte h
- save:is option k jariye ham post ko save karte h jo post poori n likhi ho ya kuch add karna ho
- preview:is option k jariye ham ye jante h ki visiter ko hamari post kaisi dikhegi
- close:is tool k jariye ham kisi bhi post ko poosa jo jane k baad band karne k liye karte h
asa h ki apko ye post pasand aayegi apke comment or sujhav ka swagat h
Share this
Receive Quality Articles Straight in your
Inbox by submitting your Email below.
hello readers
apko comment karne se pahle kuch bata diya jaye
1.ap comment me galat sabd ka prayog nhi karenge
2.ap internet se juda koi bhi sawal puch sakte h
3.ap koi bhi sawal bar bar n puche
agar aap chahte h ki apke comment ko publish nhi kiya jaye to bata dijiye ya ap HAMSE SAMPARK KARE form fill karke send kare
THANKXXXX