hello frnds
aaj ham bat karenge ki favicon kya h or iska use kya h favicon se kya hota h kya ise ham bana sakte h or kaise banate h
favicon h kya
is imeage ko jab aap joom karenge to aap dekhnge ki favicon kya h
favicon ek chota sa imeage hota h jo hamare blog ki ek khash pahchan banata h or hamare blog ya site ko alag pahchan dilata h maan lijiye ki apne www.facebook.com ki site open ki to ap dekhenge ki apke browser me ek chota sa icon aata h facebook ka ise hi favicon kahte h
favicon se blog ko kya fayada
frnds favicon se pahla fayada to ye hota ki hamari site bheed se alag ho jati h hamari bhi kuch pahchan ban jati h,vaise to jab ham blogger per blog banate h blogger ka hi favicon use karte h lekin jab ham favicon apne pasand k hisab se lagate h to kuch quality bhi badal jati h
blogger me favicon kaise add kare
sabse pahle aako apne blog k dashbord me jana h fir apko LAYOUT per click karna h
ab jaha per imeage me teer ka nishan laga h apko waha edit per click karna h
ab app chose file per click karke ek imeage select kare
jo apne favicon k liye banaya h use upload kare fir save file per click kare
note:apka favicon 100kb ka hi hona chahiye isase jyada kb ka favicon save nahi hoga
favicon banane k liye aap http://onlinehtmltools.com/ ka use kar sakte h
- blog kaise banate h janane k liye yeha click kare
- blog kyo banaye isase hamara kya fayada h
- chitika ads se kaise kamaye
apko ye batana h ki meri ye post apko kaisi lagi
koi question h jaroor puche
thankxxxxxxxxxxxxxxx
Share this
Receive Quality Articles Straight in your
Inbox by submitting your Email below.
hello readers
apko comment karne se pahle kuch bata diya jaye
1.ap comment me galat sabd ka prayog nhi karenge
2.ap internet se juda koi bhi sawal puch sakte h
3.ap koi bhi sawal bar bar n puche
agar aap chahte h ki apke comment ko publish nhi kiya jaye to bata dijiye ya ap HAMSE SAMPARK KARE form fill karke send kare
THANKXXXX