moving words me koi bhi link ko kaise jodte hai

hello frnds
pichle post me hamne jana tha ki kisi  bhi wods text ko gatimaan kaise karte hai or aaj ham uski aage ki topic me janenge ki kisi bhi gatimaan words text me koi bhi link kaise add karte hai 



sabse pahle ham iske use ko janenge
  1. iske use se hamare blog ya post me ek acha sa look aa jata hai
  2. isko ham kahi bhi use kar sakte hai 
  3. sabse hatkar ispe bahut jyada clicks milne ki sambhawna hoti hai
ye to ho gayi iske use ki baat isko banate kaise hai jante hai iske baare me

  1. sabse pahle aap NOTE PAD open kare
  2. usme <marquee><a href="yeha link dale">yeha aap jo show karna chahte hai o dale</marquee>ye poora code type kare
  3. YEHA LINK DALE ki jagahapko us page ya post ka link dalna hai jaha per aap visiter ko le jana chahte hai or YEHA AAP ki jagah apko jo show karna hai o dale
  4. uske baad aap jo red me dekh rahe hai usko apne anusaar replace kar de
  5. ab ap is code ko jaha bhi chahe laga sakte hai
apko ye code is tarah se dikhai dega  yeha aap jo show karna chahte hai o dale
free me SMS kaise karte hai janiye bas EK CLICK ME

Share this

Receive Quality Articles Straight in your Inbox by submitting your Email below.

Related Posts

Previous
Next Post »

hello readers
apko comment karne se pahle kuch bata diya jaye

1.ap comment me galat sabd ka prayog nhi karenge
2.ap internet se juda koi bhi sawal puch sakte h
3.ap koi bhi sawal bar bar n puche
agar aap chahte h ki apke comment ko publish nhi kiya jaye to bata dijiye ya ap HAMSE SAMPARK KARE form fill karke send kare
THANKXXXX

Ads Inside Post