new post ko 2 miniute me search me kaise laaye janiye full guide in hindi

hello frnds 
aaj ham baat karte hai ki apne post ko search me jaldi se kaise laye,agar aap ek blogger hai to apko ye jankari hogi ki hamre blog ke sabhi post ka serach me aana kitna importent  hai or ye us time or jaruri ho jata hai jab ham apne blog ke liye new post publish karte hai,aapko pata hoga ki aaj kal sabse jyada traffic hamare blog pe google se aati hai ya ye bhi kah sakte hai ki aaj google ko bahut hi jayada use kiya jata hai kuch bhi serach karne ke liye to sabse jaruri hai ki hamare post google me sabse jaldi index ho   



chaliye jante hai post ko jaldi se google me index kaise kare traffic pane ke liye?

apko jo bhi step niche bataye gaye hai unko sahi se follow karni hai 
  1. sabse pahle apko https://www.google.com/webmasterstoo/ pe jana hoga
  2. ab apko apne site pe click karna hai
  3. jab aap apne blog ke dashbord me pahuch jaye to apko CRAWL  pe click karna 
  4. ab apko fetch as google ka option milega Apko uspe click karna hai 
  5. ab apke samne ek page open hoga jisme apko ek box bhi dikhai dega apne jo post publish ki hai uska link yeha pe dale
  6. ab apko FETCH button pe click karna hai
  7. ab apko post url list me add ho jayega uske aage apko SUBMIT TO INDEX  button hai uspe click karna hai

screen shot

  1. ab apke samne ek popup window open hogi usme apko CRAWL ONLY THIS URL pe click karna hai 

screen shot dekhe
ab apka post index ho gaya hai aap apne is post ko 5minuite me search me aa jayegi aap check kar sakte ho 


note>>aap is trick se ek month me 500 post submit kar sakte hai jo ek bahut hi best value hai 

agar apko kuch puchna hai ya janana hai to aap direct comment kare ya leave a msg ka use kar sakte hai,ab aap apne koi bhi sawal ko hamare forum me bhi post karke puch sakte hai ham apki help jarur karenge 
agar is ;post se apki help hui hai to plzzz share jarur kare:-)

thankxxx for read this

Share this

Receive Quality Articles Straight in your Inbox by submitting your Email below.

Related Posts

Previous
Next Post »

5 comments

comments
24 May 2016 at 11:18 delete

bahut badiya jankari di sir ek baar mera blog dekh lijiye koi kami to nhi hai
my site ... anytechtips.com
plz sir help me

Reply
avatar
24 May 2016 at 22:02 delete

rahul maine apka blog dekha hai mai chahunga ki aap hame mail kare fir apko batata hu ki apko kya karna hai

thankxxx for comment keep visiting anytimehelp7.blogspot.com

Reply
avatar
24 May 2016 at 22:02 delete

rahul maine apka blog dekha hai mai chahunga ki aap hame mail kare fir apko batata hu ki apko kya karna hai

thankxxx for comment keep visiting anytimehelp7.blogspot.com

Reply
avatar
3 June 2016 at 21:52 delete

Sir aap apne blog par kon se adds network k adds use karte ho,

Reply
avatar
4 June 2016 at 14:46 delete

Hi sharik
mai apne blog pe abhi koi ads nhi use karta hu lekin agr aap chaho to mai apko chitika account approved karke de sakta hu
thankxxxxx for comment
keep visiting this site

Reply
avatar

hello readers
apko comment karne se pahle kuch bata diya jaye

1.ap comment me galat sabd ka prayog nhi karenge
2.ap internet se juda koi bhi sawal puch sakte h
3.ap koi bhi sawal bar bar n puche
agar aap chahte h ki apke comment ko publish nhi kiya jaye to bata dijiye ya ap HAMSE SAMPARK KARE form fill karke send kare
THANKXXXX

Ads Inside Post