kisi bhi blog ya site ka template name kaise jante hai janiye yeha pe

hello frnds
aaj ham baat karenge ki kisi bhi blog ya site ke template ya theme ka naam kaise jante hai waise to apko ye pata hi hoga ki aaja kal bahut se blog har ek minute me bahut se blog bante hai to unme template bhi alag alag hote hai or agar blog wordpress pe hai to theme bhi alag hote hai or jab ham koi bhi blog ya site open karte hai to hamko agar uska tempalte pasand aata hai to sochte hai ki hamko bhi apne blog pe aisa hi theme use karna chahiye lekin hamko us template ka name nhi pata hota hai jisase ham ye apne liye le sake 
to chaliye aaj jante hai ki



kisi bhi blog ya website ki theme ya template ka naam kaise jante hai?
ham apko bahut hi simple trick denge jiski help se aap kisi bhi blog ya site ka template name jan sakte hai or sath me apko ye bhi pata ho jayega ki ye template apko kaha pe milegi

  1. sabse pahle apko jis bhi blog ya site ka name janana hai usko crome me open karna hai 
  2. ab apko usme kahi pe bhi LINK KO CHORKAR right key press karni hai 
  3. ab apko ek option dikhega VIEW PAGE SOURCE dikhega 
  4. apko uspe click karna hai 
  5. aap jaise hi uspe click karenge apko new window me HTML coding milegi
  6. ab apko CTRL+F press karna hai jab aap press karenge to apko ek search box show hoga right hand me uper
  7. usme apko template name type karna hai agr o blog blogspot.com pe hai to apko usase judi sabhi jankari apke samne aa jayegi  
  8. or agar o blog wordpress pe hai to apko theme name type karna hai jaise aap isko enter karke ENTR button press karenge apko sabhi jankari mil jayegi 

apko sari details mil jayegi jaise template ya theme ka naam kya hai isko kis site ne designe kiya hai or isko aap kaha se download kar sakte hai in sabhi jankri apko mil jayegi jisase app bahut hi asani se kisi bhi blog ke bare me poori jankari le sakte hai

hame asha hai ki apko ye post jarur pasand aayi hogi,agr apke pass koi sawal hai ya hamse kuch janana chahte hai to aap comment karke puch sakte hai ham apki help jarur karenge 

agar agr apki is post se thodi bhi help hui hai to share jarur kare 


thankxx for read this 


Share this

Receive Quality Articles Straight in your Inbox by submitting your Email below.

Related Posts

Previous
Next Post »

4 comments

comments
24 May 2016 at 12:59 delete

sir aap ne jaise mobing word aur chalne wali photo ka html code diya hai
usi tarah sir aur rochak html code dene ki kripa kara
mera whatsapp number 9919604475 ydi aap html code post kare to mujhe suchit karne ki
kripa kare
meri site anytechtips.com hai

Reply
avatar
24 May 2016 at 21:32 delete

hello dear rahul
apne hamare blog pe post kiya uske liye thankxxx
hm apko sabhi kuch provide karenge like html or apko uske baare me poori jankari bhi di jayegi
apka whats app number maine apne group me add kar liya hai

thankxxx again

Reply
avatar
25 September 2016 at 22:02 delete

gaurav ji
apka bahut bahut shukriya or der se reply ke liye mafi chahta hu

thankxx again

Reply
avatar

hello readers
apko comment karne se pahle kuch bata diya jaye

1.ap comment me galat sabd ka prayog nhi karenge
2.ap internet se juda koi bhi sawal puch sakte h
3.ap koi bhi sawal bar bar n puche
agar aap chahte h ki apke comment ko publish nhi kiya jaye to bata dijiye ya ap HAMSE SAMPARK KARE form fill karke send kare
THANKXXXX

Ads Inside Post