wordpress blog me download or live demo button kaise lagate hai bina kisi plugin ke janiye hingi me

hello frnds 
kaise hai aap sabhi  aaj ham apko ek bahut hi easy jankari dene wale hai qki ye sabko pata hai lekin jab hamko isko use karna hota hai tab ham ye bhool jate hai, waise apko ye jankari hai hi ki wordpress bahut hi accha plateform hai ek bahut acche pro blogger ke liye NOT ME ......

iska to jawab aap jante hi honge ki bahut dino se maine koi post nhi kiya hai lekin aaj de raha hu or aasha karta hu ki apko ye post jarur pasand aayegi or apko agr pasand aaye to share jarur karna,dosto apko pata hai ki blogging me hamko kabhi kabhi kuch aise jankari dene hote hai jinka hame button bhi use karna hota hai.or blogger pe download or live demo button kaise use karte hai uske baare me jankari ham de hi chuke hai agr apne abhi tak nhi padha hai to jarur padhiye ye dekhiye 

lekin aaj ham apko is post me WORDPRESS pe live demo or download ka button kaise lagate hai uske bare me jante hai to chaliye STARAT karte hai 

sabse pahle mai apko bata du ki wordpress me live demo or download button lagana bahut hi easy hai bas thoda try kare 

1.sabse pahle apko apne wordpress me log in hona hai 
2.ab apko apne dashboard me dikh rahe  posts wale option me click karna  hai ab apko new    post ka icon dikhai dega ya aap us post ko bhi choose kar sakte hai jisme apko download ya   demo ka button lagana hai 

3.ab apka wordpress ka post editor open ho gaya hai isme right hand me uper apko ek box dikhai dega jo TOOL BAR TOOGLE KE RIGHT SIDE ME HOTA HAI  
screen shot dekhe 
aap jo blue color ka arrow dekh rahe hai apko uspe click karte hi ye option milenge apko isme se koi bhi button style choose karna hai 



4.ab apko apne button ke liye koi bhi style choose karna hai maine choose kiya hai 3D BUTTON STYLE or ispe click karna hai,apko kuch aisa code milega apke post editor box me 
[button color="" size="" type="3d" target="" link=""][/button]
 [button color="" size="00" type="3d" target="" url link=""]apka text[/button]
5.apko upar janha pe url link dikhaya gaya hai waha pe apko us url ko pesty karna hai janha pe aap apne visitor ko le jana chahte hai or janha pe APKA TEXT likha dekh rahe hai waha pe aap jo button pe dikhana chahate hai o likhe or janha pe size likha hai waha pe aap apne button ka size dal de
 jaise button me DOWNLOAD likha hai or link us file ki dalni hai jaha se koi file download hogi 
6.ab apko apne button preview dekhana hai or aap payenge ki apne ek bahut hi sundar button ko create kar liya hai agar apko usme kuch bhi changing karna hai to aap bade aram se kar sakte hai



aapne hame apna kimti samay dekar ye post read kiya uske liye aapka bahut bahut dhanywaad or agr apko kisi bhi prakar ki jankari chahiye ya apko is post se judi koi problem hoti hai to aap comment kare ya hamare LIVECHAT service ke jariye hamse judiye ham apka sabhi prakar ki help karenge 

request for you/agr apki thodi bhi help hui hai to

plzzz share this post with your frnds
 thannkxxx for read this


    Share this

    Receive Quality Articles Straight in your Inbox by submitting your Email below.

    Related Posts

    Previous
    Next Post »

    2 comments

    comments
    27 December 2016 at 02:50 delete

    Apke samjhane kaandaz good achahaibhai laga raho

    Reply
    avatar
    27 December 2016 at 11:22 delete

    altaf ji apka bahut bahut dhanywaad
    hame aise hi support karte rahe

    Reply
    avatar

    hello readers
    apko comment karne se pahle kuch bata diya jaye

    1.ap comment me galat sabd ka prayog nhi karenge
    2.ap internet se juda koi bhi sawal puch sakte h
    3.ap koi bhi sawal bar bar n puche
    agar aap chahte h ki apke comment ko publish nhi kiya jaye to bata dijiye ya ap HAMSE SAMPARK KARE form fill karke send kare
    THANKXXXX

    Ads Inside Post