read more ka button apke blog par kaise dale

hello frnds
aaj ham is post jariye ham bat karenge ki ye ek aisa button h jisase hamari post sunder bhi lagti h 
or hamare visiter ko badha deti h lekin ham kewal post karte rahte h frnds jab ham kisi site ko open karte h to hamare samne bahut si post samne aati h or sab per read more ka button hota h jo hame or post padhane ko exited kar deti h ki aakhir is post me kya h or look bhi acha aa jata h



chaliye bat karte h read more ki
q chahiye READ MORE post me

aap apni post ko kitni bhi achi q na  likhe lekin o read more k bina bejaan si lagti h or uska look doosro k post k aage feeka ho jata h or post poora dikhaideti h isase to 1st problem ye h ki agr koi reader us post ko n padhna chahta h to bhi use padhana padta h or o boor ho jata h or use doosri post ko search karna pad sakta h,ke ho jane se o bhi hamare post ko padhne ko bekarar ho jata h or jab read more ka button visiter click karte h to unki pasand ki post unke samne hoti 
ISLYE HAM TO YAHI KAHENGE KI AGAR AAP BLOGGING KARTEA TO READ MORE KA BUTTON JAROOR USE KARE

READ MORE kai tariko se lagaya jata h leki ham jo tarika laye h o bahut hi saral h or koi bhi use kar sakta h ham ye to jaan chuke h ki read more kitna upyogi h hamare liyr 
baat karte h ise lagate kaise h


ham ye jaan gaye ki read more ka use ham apni post ko poora n dikhakar thoda bhag dikhane k liye use karte h

sabse pahle apko apne blog k dashboard me jakar  POST per click karna hoga jaisa imeage me h
uske baad apko select karna h ki aap kis post me read more k button lagana chahte h
jab apka post open ho jayega to apko kitne word post k dikhane h decide karke jaise 50 word dikhana h to apko 50 word k baad INSRT JUMP BREAK per click karna h uske baad apko costmize per click karna h 
ab apko PREVIEW button per click karna h 
lekin apko to READ MORE KA BUTTON chahiye to uske liye apko pahle apne dashboard per click kare  fir aap TEMPLATE per click kare
jab aap costimize per click karenge to apke samne ye imeage jaisa screen per aayega

ab apko sabse pahle ADWANCE per fir uske baad ADD CCS per click karna hoga 

ad ccs per click karte hi apke samne ek box open hoga 
usme apko ye jo code niche diya h o dalna hoga 


.jump-link a{
 padding: 10px;
 display: inline-block;
 margin-bottom: 10px;
 font-weight:bold;
 background-color: red;
 color: #fff;
}
is code ko pesti karke APPLY TO BLOG per click karna h apke blog k jitne bhi post h or jin per INSERT JUMP BREK h waha read more ka red colour kabutton milega 
 jo html k bare me jante h o iska colour bhi change kar sakte h


app hame bataye ki ye post apko kaise lagi
agar aap koi question puchana chahte h to comment box me jakar puch le 

thankxxxxxxxxxx



Share this

Receive Quality Articles Straight in your Inbox by submitting your Email below.

Related Posts

Previous
Next Post »

hello readers
apko comment karne se pahle kuch bata diya jaye

1.ap comment me galat sabd ka prayog nhi karenge
2.ap internet se juda koi bhi sawal puch sakte h
3.ap koi bhi sawal bar bar n puche
agar aap chahte h ki apke comment ko publish nhi kiya jaye to bata dijiye ya ap HAMSE SAMPARK KARE form fill karke send kare
THANKXXXX

Ads Inside Post