hello frnds
ap jante hi hai ki ham is blog ke jariye aap tak kuch naya pahuchane ki kosis karate rahte h ki aap hamari post ko padhkar jankari prapt kare blogger agar apne apna blog blogspot.com per banaya h to apke liye ek goog news h ab aap apne blog k homepage per featured post widget laga sakte h
matlab ab aap apne blog me se koi bhi ek post jo logo ko bahut pasand aaye o post ko aap home page per laga sakte h
featured post kya h?
featured post blogger ki taraf se banaya gaya naya widget h jisme ham apni man pasand post ko side baar me dikha sakte h
to chaliye jante h ki featured post widget kaise lagaye
1.sabse pahle aap apne blog k dashbord me jaye or layout per click kare

- yeha apke post ka tittle hoga
- apke post ka kuch bhag dikhai dega
- apke post ka koi imeage dikhai dega
to chaliye jante h ki featured post widget kaise lagaye
1.sabse pahle aap apne blog k dashbord me jaye or layout per click kare
2.layout per click karne per jo page open ho usme apko add a gadget
.uske baad apke samne ek new window open hoga jisme apko featured post ka widget dikhai dega
3.apko featured post me + ke nishaan per click karna hoga
- apne post ko kis tittle me rakhana chahte h jaise featured post,most popular post,fav post etc yeha dalenge
- ap agar post ka tittle dikhana chahte h to tik kare
- ap agarapne post ke imeage dikhana chahte h to tik kare
- ap post kis labels se lana chahate h(apke click karte hi apke samne apkeblog ke sare labels aa jayenge apko labels me se kis post ko dikhana chahte h click kare)
- preview ap jo bhi post select karenge o yeha per show hoga ki homepage me ye post kaisa dikhega
ab apko kewal last step follow karna h apko ab poori settings karne k baad save button per click karna h
note:ap jab chahe apne featured post kochange kar sakte h
asha hai ki ye post apko pasand aayegi
agar apke pass koi sawal ya hamare blog k liye koi salah h to jaroor sampark kare hamse sampark karne k liye aap hame mail kare anytimehelp7@gmail.com per ya hamse sampark kare form fill karke send kare
thankxxxxxxxxxxxxxxxxxx
Share this
Receive Quality Articles Straight in your
Inbox by submitting your Email below.
hello readers
apko comment karne se pahle kuch bata diya jaye
1.ap comment me galat sabd ka prayog nhi karenge
2.ap internet se juda koi bhi sawal puch sakte h
3.ap koi bhi sawal bar bar n puche
agar aap chahte h ki apke comment ko publish nhi kiya jaye to bata dijiye ya ap HAMSE SAMPARK KARE form fill karke send kare
THANKXXXX