free me blog ya website kaise banate hai blogger pe janiye hindi me

hello frnds 
ap sabhi jante h ki aaj ham jyada se jyada kamane ki sochte jaise hamare pass koi product hai or agar use online becha jaye to kitna profit hoga aap soch bhi nhi sakte h lekin kisi bhi talent ko ya koi vichar ko ya koi group ko duniya tak lane k liye koi rasta hona chahiye to 
frnds o rasta h blogging ap blogger per free blog bana sakte lekin kaise chaliye jante h 
blog
"BLOG KAISE BANATE H"
blog banae k liye sabse jaroori chij h apka email id ki jaroorat hogi {agar apke pass nhi h or janana chahte ki kaise banate h to ap yeha click kare}

jab aap apni email id bana le to app ko ye select karna hai kia ap apna blog kis plate form per chahte h 

  • blogger.com per banane k liye yeha click kare jab ap isper blog banayenge to apke  blog ka url is tarah hoga EXA:EXAMPLE.BLOGSPOT.COM
  • wordpress.com per banane k liye yeha click kare jab ap isper blog banayene to apke blog ka url is tarah hoga EXA:EXAMPLE.WORDPRESS.COM
ye dono sites free me blog banati h lekin ham baat kar rahe h blogger ki to post usi topic per chelegi 
jab ap www.blogger.com site ko open karenge to apse apka gmail id or pasword manga jayega 
jab ap login ho jayenge to apko new blog per click karna hoga 
                                 

jab aap new blog per click karenge to apko new window me ye option hoga 

 jaha per tittle h waha apna blog ka name dale EXA:EXAMPLE.BLOGSPOT.COM
or jaha per adderess h waha per apko ap jis nam se blog banana chahte h o dale jaise 
helptou.blogspot.com
note:apko blog adderes dalte samay blogspot.com lagane ki jarurat nhi h ye autometic lag jata h 
apko abhi simple tamplate ka use karna chahiye uske bad jab apke pass 1 ya 2 post ho jaye to koi bhi tamplete use kar sakte h
uske baad apko creat blog  button per click karna h apke click karne k 20 secend ke ander apka blog ban jayega or aap dashbord me pahuch jayenge


inhe bhi padhe:gmail id kaise banaye
                             blog banane k baad kya karna chahiye
                             blogger post editer ki poori jankari

asha karte h ki apko ye post pasand aayegi hame comment jaroor kare koi sawal ho to jaroor pooche


Share this

Receive Quality Articles Straight in your Inbox by submitting your Email below.

Related Posts

Previous
Next Post »

hello readers
apko comment karne se pahle kuch bata diya jaye

1.ap comment me galat sabd ka prayog nhi karenge
2.ap internet se juda koi bhi sawal puch sakte h
3.ap koi bhi sawal bar bar n puche
agar aap chahte h ki apke comment ko publish nhi kiya jaye to bata dijiye ya ap HAMSE SAMPARK KARE form fill karke send kare
THANKXXXX

Ads Inside Post