make money online k liye jarurat ki chije

hello frnds
aap sabi jante honge ki aaj k yug shayad sahbi kam net se ho raha h
reasult net se dekhte h
shoping net se karte h
reacharge net se karte h
or b bahut kuch
lekin online net se paisa kaise kamate h
online paise kamane ki kya tarike h etc

make money online

kuch normal sawal jinke answer jan lete h

Q1.kya net se ham paise kama sakte h or isme koi risk to nhi h?
ans..yes aap net se paisa kama sakte h or o bhi bilkul free me or agr ham risk ki bat kare to 95% sites farji hoti h isliye thoda sawdhan to rahna hi hoga.
Q2.net se paisa kamane k liye kisi high education ya dgree ki jarurat hoti h kya?
ans..no aapko net se paise kamane k liye kisi dgree ya high education ki jarurat nhi hoti ye to sirf intrest se hota h man lijiye apko art ka knowladge h to aap apne painting share kar sakte h logo ko guide kar sakte h.
Q3.net se kitna kamaya ja sakta h?
ans..dosto iski to shayad koi limit hi nahi h ki aap kitna kama sakte ho a to apke blog traffic per depend karta h ye ek bijnes h isme aap karodo b kama sakte h hazaro bhi.
Q4.ham mobile se kamai kar sakte h ya sirf computer se ?
ans..mai sochta hu ki shayad ye sawal sabhi puchte h to agr apke pas android phone h to aap kewal app ki madad se kama sakte h
aap ko online earning karne k liye computer ka use jaroor karna chahiye jab tak nahi h aap net cafe syber me jakar km kar sake h..
                     free me android app banane k 4 sites

frnds mai apse kahna chahunga

jisme hausla h o pather bhi tod sakta h jisme housla nhi o bich rah me chod sakta h

Share this

Receive Quality Articles Straight in your Inbox by submitting your Email below.

Related Posts

Previous
Next Post »

hello readers
apko comment karne se pahle kuch bata diya jaye

1.ap comment me galat sabd ka prayog nhi karenge
2.ap internet se juda koi bhi sawal puch sakte h
3.ap koi bhi sawal bar bar n puche
agar aap chahte h ki apke comment ko publish nhi kiya jaye to bata dijiye ya ap HAMSE SAMPARK KARE form fill karke send kare
THANKXXXX

Ads Inside Post