template kaise uploade karte hai blogger me

hello frnds
ham sabhi log apneblog ko beautiful banane ki kosis karte rahte  h usme widget add karte h ki hamara blog acha lage ek bat or acha blog template 30% visiter ko badha deta hai or hamara blog kuch dino me apne ap ache visiter ko paa leta h to chalitye jante h kuch sawalo ke jawab



template kyo change kare?
 
   frnds  tamplate change karne ka seedha matlab hota h ki hamara blog acha lage jisase jayada se          jyada visiter hamare blog per aaye qki har koi ache blog per hi ana pasand karta h...

template free wala ho ya kharida hua?

  frnds template chahe apne kharida ho ya free me kahi se liya ho bas apka template seo                         friendly,mobile friendly hona chahiye or blog dekhne me bhi acha lagna chahiye

free me templates kaha se le?

  free me templates lene k liye bahut se sites h lekin hame apne blog ko bahut high lavel per le jana h     to acha sa template use karna chahiye


free me template kaha se le uski jankari yeha per hai

template upload kaise karte hai?

template ko change karne ya upload karne ke liye apko sabse pahle apne blog ke dashbord me jana chahiye
 SCREEN SHOT
apko pahle dashbord per jana hoga 
  1. template:ab apko template per click karna hai 
  2. backup/restore:uske baad apko backup/restore per click karna hai
 jab aap backup/restore per click karenge to ek popup window open hogi
screen shot

  1. download full template:apko pahle apni template ko downlode kar lena hai 
  2. choose file:ab apko xml file load karna hai 
  3. upload:ab apko upload per click karna hai
ab apke blog ka template change ho gaya hai

                              imeage<photo> ko html code me kaise badle
                              blogger per blog kaise transfer karte hai
note: ye sabhi link adfly se short kiya gaya hai jab aap inpe click              karenge to apko ek ad dikhega 5 second ke liye uske niche 
         skip ad ka button hoga apko waha click karna hai 
aap mere link per pahuch jayenge 


thankxxxx a lot 

Share this

Receive Quality Articles Straight in your Inbox by submitting your Email below.

Related Posts

Previous
Next Post »

1 comments:

comments
14 October 2016 at 12:47 delete

Are you trying to earn cash from your visitors by running popunder advertisments?
If so, have you considered using exoClick?

Reply
avatar

hello readers
apko comment karne se pahle kuch bata diya jaye

1.ap comment me galat sabd ka prayog nhi karenge
2.ap internet se juda koi bhi sawal puch sakte h
3.ap koi bhi sawal bar bar n puche
agar aap chahte h ki apke comment ko publish nhi kiya jaye to bata dijiye ya ap HAMSE SAMPARK KARE form fill karke send kare
THANKXXXX

Ads Inside Post