categry/label kaise banate hai blog post ke liye

hello frnds
ham sabhi blog banana jan gaye hai agar apne ye blog nhi banaya hai or aap banana chahte hai to click kare
ham jab blog banate nhaqi to ham yahi chahte hai ki hamara blog jaldi hi famous ho jaye hamre blog per bahut se visiter aane lage lekin ye sab hamare blog ki post,template or uski sunderta per hoti hai
jab koi visiter hamare blog per aata hai hai to wo chahta hai ki use bahut  se post uski manpasand topic per mile jaise kisi visiter ne apki koi post blogging ke bare me padhi hai to usko is topic se releted or bhi post chahiye
iske liye ham cetegry ka use karte hai
jisse jab koi visiter hamare blog per aayega to manpasand post ko padh sakega
to
lavel/categry kaise banate hai 


sabser pahle apko apne blog me enter hona hoga uske baad apko NEW POST per click karna hoga
uske baad apko jaha per tittle dala jata hai waha tittle daliye 
or ap apna post post body me likhe lekin jara ruke 
apko lavel apne tittle se related hi dalna hai jaise 
ha post ka tittle de rahe hai GMAIL ACCOUNT KAISE BANATE HAI
to ham lavel me ye daalenge GMAIL


Ap apne post editer ki screen me labels payenge jab ap waha click karenge to apko lebels dalna hai


ab apko DONE wale button per click karna hai apka labels ready hai 

asha hai ki apko meri post jaroor pasand aayi hogi 
kisi bhi jankari ke liye aap hame mail kare comment kare ya sampark box me apna msg type kar hame send kare 

thanxxxx a lot 

Share this

Receive Quality Articles Straight in your Inbox by submitting your Email below.

Related Posts

Previous
Next Post »

hello readers
apko comment karne se pahle kuch bata diya jaye

1.ap comment me galat sabd ka prayog nhi karenge
2.ap internet se juda koi bhi sawal puch sakte h
3.ap koi bhi sawal bar bar n puche
agar aap chahte h ki apke comment ko publish nhi kiya jaye to bata dijiye ya ap HAMSE SAMPARK KARE form fill karke send kare
THANKXXXX

Ads Inside Post