FACEBOOK send button kaise lagate hai

hello frnds
aaj ham baat karenge ki FACEBOOK send button blog me kaise add karte hai
aaj jo internet use karta hai usme se shayad hi koi person ho jiska FACEBOOK per account na ho to chalye aaj ham apne blog per FACEBOOK send BUTTON lagayenge
    live facebook button

apko karna hai 
sabse pahle aap is site per jaye site per jane ki liye yeha click kare


jab aap is site ke link par click karenge to apke samne screen me ye option honge
jab ap is page per jayenge to apko kya karana hoga JANTE HAI
  1. send button:apko sabse pahle yeha click karna hai 
  2. url to send:isme apko apne blog ka url dalna hai 
  3. send button imeage: apko yeha per send button ka photo dikhai dega 
  4. get code:jab aap yeha click karenge to apko ek popup window mw code milega 
ye jo code milega apko ye java script/html code hota hai is tarah rahega code
apko is code ko ek hi box me lagana hai or apka FACEBOOK SEND BUTTON blog per lag jayega 

agr aap nhi jante hai kisi bhi HTML/JAVA SCRIPT code ko blog mekaise lagate hai or apko uski jankari chahiye to aap yeha yeha click kare or jane HTMLor JAVA ke bare me detail ke sath

agar apko koi bhi jankari chahiye jo internet se judi ho to aap comment kare ya ASK ME form me apna sawal post kare apki help ki jayegi or agr apke pass hamare blog ke liye koi sujhav hai to jarur bataye

Share this

Receive Quality Articles Straight in your Inbox by submitting your Email below.

Related Posts

Previous
Next Post »

hello readers
apko comment karne se pahle kuch bata diya jaye

1.ap comment me galat sabd ka prayog nhi karenge
2.ap internet se juda koi bhi sawal puch sakte h
3.ap koi bhi sawal bar bar n puche
agar aap chahte h ki apke comment ko publish nhi kiya jaye to bata dijiye ya ap HAMSE SAMPARK KARE form fill karke send kare
THANKXXXX

Ads Inside Post