top 5 mistake hote hai blog traffic badhane ke liye

hello frnds
aap sabhi jante hai ki ham jo bhi kamkarte hai sab paise ke liye  h banate hai ham chahte hai ki hamare blog per jyada se jyada traffi aaye lekin ham apne blog me kuch aise galti karte haiki hamare blog ki traffic hi kam hone lagti hai ,hamara prayas ye hona chahiye ki hamara post itna akarshan hona chahiye ki koi bhi visiter agar hamare blog per aaye to use dobara aana pade

asbhi blogger ka yahi udddeshya hota hai hamare blog per jayada se jyada traffic ho iske bina ham apne blog koi bhi kamai nhi kar sakte hai

to chaliye jante hai ki ham o koun si 5 galtiya karte hai jisase hamare blog traffic per kafi asar padta hai


top5 mistake traffic ke  liye

apko apne blog traffic badhane ke liye kin prayaso ko nhi karna chahiye apko kya karna chahiye kya nhi karna chahiye o sabhi jankari niuche di gayi hai agar aap inko dhayan me rakhakar blogging karege to ham apko viswas dilate hai ki apka blog  traffic ke mamle me number one hi rahega

1.asansat prayas karna
  jb hamare blog per traffic bdhane lagti hai to hamsochte hai ki ye hamesha aise hi rahegi lekin           hamara ye sochana bahut ghatak ho satka hai hamare blog ke liye,

  maan lete hai ki ki examnation ke report ki ham post likh rahe hai or us exam ke result aane wale hai   to hamare blog per tab tak hi traffic hi rahegi jab tak usparikhsa ke rariman nhi aa jate hai jab us         pariksha ke parimaan aajyenge to hamare us post ko koi nhi padhega

  isliye hame jo bhi post dalni chahiye o sabhi post aisi ho ki hamesha kam aaye jisase hamare blog      per naye visiter ka ana jana laga rahe


2.pathako ke wapas aane ki ummid rakhana
   jab hamare blog per visiterki sankhya badhne lagti hai to ham sochtehai ki yahi visiter hamare blog     per dobara wapas aayenge lekin iski koi garnti nhi hoti hai qki jab bhikoi visiter hamare blog per         aata hai to use apne kaam ki jankari chahiye hoti hai jab uski kam ki jankari nhi hogi to hamare           blog per koi bhi visiter apna time barbad karne nhi aayega ISLIYE jo bhipost kare visiter ki                ruchi ko dhyan me rakhakar hi kare

3.blog ka promotion nhi karna 
   jab ham apna blog banate hai to uske kuch dino tak jaise kuch mahine google or bhi kuch search          engine apne search me hamare blog ko bahut achaha stahan dete hai lekin iska matlab ye nhi hota        hai ki ham apne blog ka prom0tion hi karna band kar de hame apne blog ka promotion karna hi          band kar diya jaye MERA MANANA HAI KI AAP APNE BLOG KA UTNA HI PROMOTION        KARE JITNA USKI TRAFFIC BADHTI JAYE


4.kisi ek search engine ke uper depand rahna 
     ham kisi bhi ek jagah per apna dhyan kendrit karke apne blog ko acha stan nhi de sakte hai maan        lete hai ki hamare blog ki poori trafficgoogle se aati hai or google hamare blog ki page rankko gia      de to ham kya karenge hamara to blog traffic ko taras jayega

     isliye hame jaha se bhi traffic milna chahiye waha sabhi jagah apneblog ka promotion jarur kare
     blog ko bahut se aise keyword full karde ki apka blo hamesha search me pahle hi aaye

5.back up ki koi yojna na rakhna 
 hamareblog per traffic kam jyada hona to aam bat hoti hai kabhi ye jyada hoti hai kabhi kam hoti hai  lekin hamare blog per traffic kam ho to hame ye samajh jana chahiye ki ham apne blog per achi post  nhi kar rahe hai is samay hamko apne blog per ache se ache post publish karna chahiye



aapko ham yakin dilate hai ki apne agar in sabhi rule ko dhyan me rakhakr blogging karenge to apko famous hone se koi nhi rok payega

agar apko kuchbhi janana hai to ap hamse puch sakte hai chahe aap comment kare chahe to aap sampark form fill karke hame send kare
chahe to aap hame ASK ME fonm me jakaer apne sawal post kare apke sawale ke jawab 24hrs me mil jayenge 

Share this

Receive Quality Articles Straight in your Inbox by submitting your Email below.

Related Posts

Previous
Next Post »

2 comments

comments
21 January 2016 at 19:01 delete

Bhai template free me kaha se aur kaise lagao .. Maine ek bar koshish bbi ki lekin eror aa raha he..

Reply
avatar
24 January 2016 at 20:19 delete

Mohammad Sarfaraz
apko mere ye donopost padhne chahiye
http://anytimehelp7.blogspot.com/2015/12/template-kaise-uploade-karte-hai.html

http://anytimehelp7.blogspot.com/2015/12/top-5-website-free-me-template.html

hame vishawash hai ki apko apke jawab mil jayenge

Reply
avatar

hello readers
apko comment karne se pahle kuch bata diya jaye

1.ap comment me galat sabd ka prayog nhi karenge
2.ap internet se juda koi bhi sawal puch sakte h
3.ap koi bhi sawal bar bar n puche
agar aap chahte h ki apke comment ko publish nhi kiya jaye to bata dijiye ya ap HAMSE SAMPARK KARE form fill karke send kare
THANKXXXX

Ads Inside Post