realeted post widget apne blog me kaise lagaye janiye hindi me

hello frnds
aaj ham lekar aaye hai ek bahut hi badhiya tricks jo apke blog me char chand jarur laga degi dosto jab ham kisi bhi blog ko visite karte hai to usme ke ham post padhte hai jab ham ek post padh lete hai to ham usi subject se releted post or bhi padhna chahte hai or fir ham sochte hai RELATED POST WIDGET ke baare me jo hamare in sabhi problem ko slove kar deta hai 


  sabse pahle jante hai kuch sawalo ke jawab   

   $=related post widget q lagaye apne blog me????   
     
ans;apke blog me jab koi visiter aayega to uska man karta hai ki o jis bhi subject se releted             post padh raha hai usase related bahut se post usko aap ke hi blog pe mile or o chahta             hai ki usko jayada search bhi na karna pade isase ye hota hai ki raeders bade aram se               apne man pasand topic pe post padhte hai or apke blog pe jayada time dene lagte hai 

  $=kya isko ham RELATED POST WIDGET ko apne blog me laga sakte hai??   

ans;ha bilkul aap isko bade aaram se apne blog me laga sakte hai isko lagane ke liye apko koi         jankari ki jarurat nhi hai bas apko jo bataya jaye aap usko carefully follow kare to apko           koi pareshani nhi hogi 

  related post widget blog me kaise lagate hai   

sabse pahle apko is site pe jana hoga hoga uske baad apko ek tab dikhai dega usme apko ye jankari dalni hai 


  1. apka e-mail address kya hai 
  2. apke blog ka naam kya hai 
  3. apka blog kis platefrom pe hai {jaise;blogger,wordpress etc}
  4. aap kitne post dikhana chahte hai 
jab aap in sabki jankari de denge to apko GET WIDGET button pe click karna hoga
  

ab apko install widget pe click kare 
uske baad add widget pe click karo 

aab app apne blog ke dashbord me aa gaye hai apne jo widget add kiya hai usko main post wale section ke niche isko add kar de or uske baad aap save aggriment pe click karke save kar de 

ab app apna blog chek kar sakte hai apke blog me RELATED POST widget lag chuka hai  

agar apko kuch puchna hai ya janna hai to aap jarur puch chahe to comment bhi kar sakte hai 

thankxxxxx



Share this

Receive Quality Articles Straight in your Inbox by submitting your Email below.

Related Posts

Previous
Next Post »

1 comments:

comments

hello readers
apko comment karne se pahle kuch bata diya jaye

1.ap comment me galat sabd ka prayog nhi karenge
2.ap internet se juda koi bhi sawal puch sakte h
3.ap koi bhi sawal bar bar n puche
agar aap chahte h ki apke comment ko publish nhi kiya jaye to bata dijiye ya ap HAMSE SAMPARK KARE form fill karke send kare
THANKXXXX

Ads Inside Post