top 2 ways you tube Subscribe Button blogspot blog me kaise lagaya jata hai janiye yeha pe


hello frnds
aaj ham baat karnge ki apne blog me youtube subscribe button kaise lagate hai,frnds is tricks se aap kewal 2 mint me hi apne blog me you tube subscribe button add kar askte hai to chaliye jante hai ki kaise kare isko apne blog me add or isko add karne se kya fayada hota hai 
Banner, Header, Button, Finger, You Tube

blog me youtube subscribe button kyo lagate hai?

ham apko bata batate hai ki you tube button apne blog me kyo lagate hai?
  • visitors apke chanal ko asani se subscribe kar lete hai 
  • visitors apke chanal ko asani se find kar lete hai 
  • visitors apke pe sirf apke chanal ke liye aa sakte hai qki youtube me serah karte huye problem hoti hai 
  • or bhi baht se karan hote hai apke blog me youtube subscribe button lagane ke jante hai ki youtube subscribe button blog me kaise lagaye


    blog me you tube subscribe button kaise lagate hai?

    blog me subscribe button lagane ke liye sabse pahle apko is CLICK HARE button pe click karna  hoga ya fir is site ko apne browser me open 
    kare https://developers.google.com/youtube/youtube_subscribe_button
    click hare



    jab aap waha pe click karnge to apke samne ek page open hoga jaisa SCREEN SHOT me hai wha pe apko ye detail deni hai 
    1. Channel Name or ID:apne chanel ki id dalna hai
    2. Layout:apko layout select karni hai 
    3. Theme:apko theme select karna hai
    4. Subscriber count:aap apne subscriber ki sankhya dikhana chahte hai ki nhi select kare
    5. My application listens for button events:isko aise hi rahne de 



    6. ab apko niche ek box show ho raha hoga usme html code hoga usko usko waha se copy kare or apne blog me LAYOUT section me jaker ADD A GADGET pe click kare fir HTML widget pe or 2nd box me code o pest kare or save button pe hit kare


      in short>>go to dashbord>>hit on layout>>choose a place where you want add this and hit on add a gadget>>choose the  html widget>>pest the code in 2nd box>>and hit the save>>now finaly hit the save aggriment button 

      bahut hi simple hai aa bhi try karo or maje karo 

      frnds agar apko kuch puchna hia to aap comment kar sakte hai ham apki help jarur karnge

      request:

      1. ham is post ko likhne me bahut hard work karte hai to apse ek request hai ki aap hamare is post ko share jarur kare social media pe apki ye help hamare liye apka diya preseant hoga 

      thankxxx for read this






    Share this

    Receive Quality Articles Straight in your Inbox by submitting your Email below.

    Related Posts

    Previous
    Next Post »

    hello readers
    apko comment karne se pahle kuch bata diya jaye

    1.ap comment me galat sabd ka prayog nhi karenge
    2.ap internet se juda koi bhi sawal puch sakte h
    3.ap koi bhi sawal bar bar n puche
    agar aap chahte h ki apke comment ko publish nhi kiya jaye to bata dijiye ya ap HAMSE SAMPARK KARE form fill karke send kare
    THANKXXXX

    Ads Inside Post