Hello frnds
aaj mai ap logo se sorry kahna chahunga kyoki mai kuch karna ki wajah se post nhi kar paya hu or aaj ham apko kuch aise trick denge jinse aap apne blog ki traffick ko social media ke help se dugni kar sakte hai or bhi bahut kuch hai hamare is post me isliye i think apko ye post jarur padhana chahiye
top trick blog ki traffic badhane ke liye
- every day post likhe or publish kare:apko apne blog ki traffic ko bahut hi uper le jana hai to apko roj post karna chahiye qki koi bhi visitor jab hamare blog ko like karne lagta hai to o apke blog pe eveyday kuch new pane ke liye apke blog pe aata hao or jab usko sabhi chije purani hi milti hai to o dhire dhire apke blog ko bhul jata hai or fir kabhi bhia apke ko open nhi karta hai
- apne post ko sabse pahle kaha publish kare: sabse pahle jab ham apna post ready kar lete hai to sochte hai ki sabse pahle apne post ko kaha pe publish kare to apko mera suggest hai ki apko sabse pahle apne post ko GOOGLE+ pe publish karni chahiye uske baad aap janha pe hi chahe waha pe share kar sakte hai
- kis keyword se jyada top me aata hai apka blog:apko apne blog ke baare me sabse badi jankari ye leni hai ki apka blog kis tarah ke keywords ko search karne se top me aata hai jab ap apne blog ke is baat ko sahi se sajh jayenge to apko apne blog ki traffic badhane me bahut help milegi
- twitter:frnds aap jante hi honge ki twitter ke users 400 milion se uper hai to agar aap waha pe agr koi link dete hai jo apke blog ka ho ya kahi or ka ho to apke blog pe kam se kam 10 visitor to aa hi jate hai or agar koi apke link ko twitter me share kar deta hai to 20 milte hai isi tarah ham kah sakte hai ki apko hamko apne blog ko high traffic dene ke liye TWITTER ka use jarur karna chahiye
- facebook page banaye:apko apne blog ki traffic ko incress karne ke liye apko apne blog ke naamse ek facebook page banaye or apne blog ke baare pe usme detail de aapko ye koshis karni hai ki apko jyada se jyada like mile qki ye apki bahut help karta hai apki blog traffic badhane me qki frnds JO DIKHTA HAI O BIKT HAI
- apne post ko facebook pe every day share kare:apne blog ki traffic badhane ke liye apko roj hi apne blog ke naye purane post ko alag hi andaz me share karna hai jisase apke share kiye huye content ko jab koi visitor apke post ko facebook me dekhe to apke blog pe aane ko majbur ho jaye apko kuch aise impress karne wale words use karna chahte hai
- readers ko share karne ko kahe:frnds apko apne visitor ko apne post karne ke liye kahe aap apne visitors ko FACEBOOK,GOOGLE+,LINKDIN,DIGG,TWITTER,TELAGRAM or bhi bahut se social media hai jin pe aap apne visitors ko apne post ko share karne ko kah sakte hai ye bhi ek bahut hi best hai tarika hai aap ise jarur use kare iske liye aap apne blog pe har post ke niche social media ke share button jarur lagaye
- comment box use kare:ab soch rahe honge ki comment ka kya metter hai to frnds ap ab kisi bhi blog pe comment karte hai to apko waha pe apne blog ka link bhi add karna hota hai jo apko ek bahut hi best back link deta hai back link se bhi ham apne blog ko high traffic dila sakte hai
- badhiya tittle de:apko apne post ko likhte samay ye care karna hai ki aap jo postlikh rahe hai uska tittle logo ko kitna pasand aa sakta hai or ye janane ke liye apko apne post tittle ko baar baar padhna chahiye uske baad apko acha lage to usko hi rahne de agar nhi lagta hai to tittle change kar de
agar apko is post se realeted koi dought hai ya apko or koi jankari chahiye jo blogging se related hai to aap comment karke puch sakte hai
thankxxx
Share this
Receive Quality Articles Straight in your
Inbox by submitting your Email below.
2 comments
commentsBahut hii badiya blog & post
Reply👉🏻👉🏻http://www.abjanehindime.com/2016/05/How-to-make-android-app-without-coding.html
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰
solanki ji
Replyapko bahut bahut sukriya hamare blog pe aane ke liye
plzzz keep visiting anytimehelp7.blogspot.com
hello readers
apko comment karne se pahle kuch bata diya jaye
1.ap comment me galat sabd ka prayog nhi karenge
2.ap internet se juda koi bhi sawal puch sakte h
3.ap koi bhi sawal bar bar n puche
agar aap chahte h ki apke comment ko publish nhi kiya jaye to bata dijiye ya ap HAMSE SAMPARK KARE form fill karke send kare
THANKXXXX