5 online free tools free me website list scan karne ke liye janiye hindi me

hello frnds 
apko pata hai ki kabhi kabhi hamare blog me virus bhi aa jate hai or hamare blog ko bahut slow kar dete hai or bhi bahut se problem aane kagti hai isliye hame apne blog ko scan karte rahna chahiye jisase hame ye jankari hoti rahe ki kahi hamare blog me bhi koi virus to nhi aa gaya hai or apko iske liye ham kuch top rank ki site ke naam de rahe hai janha pe apko apne blog ko scan karne me bahut hi asaani hogi aap in sites me se kisi bhi site ka use kare apne blog ke baare me bahut sari jankari prapt kar sakte hai to chaliye apko ham sites ke name dete hai 



12 online free tools free me website list scan karne ke liye
1.scan my server
2.sucuri
3.free scan
4.quttera
5.detectify


1.scan my server
scan my server ek bahut hi acchi site hai ye apke blog ke baare me bahut si jankari apko email ke jariye deta hai,is site se apko apne blog me php etc ki jankari milti hai aap chahe to isko ek baar try kar sakte hai 

2.sucuri
sucuri ke baare me baat kare to apko bata de ki ye site scan ke mamale me bahut hi populer hai is site se aap apne blog ke baare me bahut sari jankari prapt kar sakte hai jaise ki kis search engine ne apko BLACK LIST me daal rakha hai,koi malware apke blog me hai ya koi hacker apke blog ko hack karne ki kosis kar raha hai in sabhi ke baare me jankari deta hai or sabse acchi baat ye hai is site ki ye sabhi plate from per work karta hai jaise BLOGGER,WORDPRESS,WIX,JOOMLA etc 

3.free scan
free scan sabse jyada upyog kiya jane wale site me se ek hai ye apke blog me un sabhi jankari ko pradan karta hai jiske baare me aap janana chahte hai jaise apka domain kab expire hoga apke ssl ke baare me koi virus hai uske baare me ya fir apke blog koi or problem ho to uski bhi jankari bhi deta hai lekin apko ye tool use karne ke liye pahle register karna hoga


4.quttera
quttera  ek bahut hi acchi site hai isme aap bina register kiye apne blog ko scan kar sakte hai or ye apko apke blog me malware,phishing,risk etc ke baare me jankari deta hai aap yeha se apne blog ke baare me bahut si jankari prapt kar sakte hai apko ye site  jarur try karni chahiye



5.detectify
detectify ye site SAAS besed pe work karta hai is site ko use karne ke liye apko pahle register karna hoga uske baad me ap is site ka use kar  sakte hai ye apke blog ke baare me 100+report deta hai isme apke blog me malware or phishing se judi bhi jankari hoti hai or jab aap is site me register karte hai to ye apko 14days ka trial time deta hai lekin uske baad apko is site ki service lene ke liye fee pay karni hogi and i want say it is not good but iski free trial jarur use kare  


request for you/agr apki thodi bhi help hui hai to

plzzz share this post with your frnds
 thannkxxx for read this



Share this

Receive Quality Articles Straight in your Inbox by submitting your Email below.

Related Posts

Previous
Next Post »

hello readers
apko comment karne se pahle kuch bata diya jaye

1.ap comment me galat sabd ka prayog nhi karenge
2.ap internet se juda koi bhi sawal puch sakte h
3.ap koi bhi sawal bar bar n puche
agar aap chahte h ki apke comment ko publish nhi kiya jaye to bata dijiye ya ap HAMSE SAMPARK KARE form fill karke send kare
THANKXXXX

Ads Inside Post