hello frnds
kya apko pata hai ki aap apne mobile ko apne pc ya computer ke liye mouse ke liye kaise use kar sakte hai???? ji ha ye baat 100%sach hai ki agar aap apne pass android phone rakhate hai to apko apne computer ke liye mouse ya keyboar kharidne ki koi jarurat nahi hai lekin apko usko liye sirf ye step follow karna hai or aap apne mobile ko ek mouse or keyboard me badal sakte hai
to chaliye ham apko batate hai ki apko is trick ki jarurat kab pad sakti hai?
1.apka mouse achanak kharab ho jaye
2.apke keyboard me koi problem ho jaye
3.aap kisi se mouse ya keyboard leke aaye or o wapas leke chala jaye
apko apne computer ko mobile se control karne ke liye kya chahiye?
a.sabse pahle apko apne mobile me MAX REMOTE naam ka ek application install karni hai

b.uske baad apko apne computer me iska window version download karna hai
ab apne dono software install kar liya hai to chaliye ab dekhte hai ki isko use kaise kare
1.sabse pahle aap apne computer me MAX REMOTE ko open kare
ss dekiye
2.uske baad apne mobile me open kare or autometic search pe click kare
3.ab apko apke mobile me ek MAX REMOTE naam ka address milega apko uspe click karna hai or apke click karte hi ek panal open hoga
4.usme apko mouse ke icon pe click karna hai,click karte hi apko ek notification milega usko OK karna hai or apko ek mouse mil jayega jo WI-FI mouse hai
5.ab apke pass ek wifi mouse hai or apko batata hu kuch badhiya baate is application or software ke baare me
a.aap jo keyboard dekh rahe hai usase asani se typing kar sakte hai
b.aap mike ke icon pe click karke direct google me search kar sakte hai
c.aap mobile ke icon pe click karke besic input,text transfer,vlc player etc ka use kare
d.aap jo MONITER ka icon dekh rahe hai uspe click karte hi apko ye chije badi asani se milengi or aap direct ye programe open kar sakte hai opera,google crome,power point,exel,wordpad,note pad ,calcutatoretc
final:
ab apke pass ek bahut hi accha system hai jisase aap kisi bhi computer ko badi asani se apne mobile ke isharo pe chala sakte hai or bina kisi keyboard ya mouse ke control kar sakte hai dosto isi tarah hamare sath bane rahe ham apko behtar jankari dene ki kosis karenge
request for you/agr apki thodi bhi help hui hai to
plzzz share this post with your frnds
thannkxxx for read this
Share this
Receive Quality Articles Straight in your
Inbox by submitting your Email below.
hello readers
apko comment karne se pahle kuch bata diya jaye
1.ap comment me galat sabd ka prayog nhi karenge
2.ap internet se juda koi bhi sawal puch sakte h
3.ap koi bhi sawal bar bar n puche
agar aap chahte h ki apke comment ko publish nhi kiya jaye to bata dijiye ya ap HAMSE SAMPARK KARE form fill karke send kare
THANKXXXX