blog kyo banate OR blog se kya fayda hai janiye yeha pe

hello frnds
i think aap log masti me honge aaj ham janege ki blog kya hota h or q banana chahiye or isase kya fayada hoga apko,, or ek site banane k liye kitni knowladge honi chahiye or kin chijo ki jaroorat hogi

pahle jante h

website kya hoti h

website ko i ternet ki duniya me blog b kahte h isliye apko a b dhyan me rakhna h ki website ko hi blog k nam se b jana jata h website ka matlab ham us chij se kar sakte h jisase haminternet ki duniya me live show karwate h apne vicharo ko aaram se bina kisi dabaw k kah sakte h 
ek webpage banane k liye bahut coding ki jaroorathoti h like HTML,CSS,PHP etc

blog ya site se mujhe ky fayada hoga 

dosto ap sabhi jante hi h ki aajkal internet k upper shayd hi koi n nirbhar ho ham kah sakte h ki sab og net ka use karte h kisi ko gold silwer ka rate janana h to kisi ko apna saman sell karna h koi apne thots logo tak pahuchana chahta h etc
1.AGAR APKA OI BIJNES H TO AP USKE NAME SE SITE BANAKAR APNE SAMAN KO KAFI MATRA ME SELL KAR SAKTE H BINA KISI KHARCH K

2.AGAR KOI SOCIAL SERVICE H TO BINA KISI KHARCH K LOGO TAK AARAM SE PAHUCHA SAKTE HO

3.AAP BLOGGING KARKE B PAISE KAMA SAKTE H APNE SITE PAR   advertisement laga kar

aur b bahut se tarike h apke pas bas ek najirya chahiye

khud ka  blog banane k liye kya knowladge honi chahiye

agar apko apni khud ki site banani h to apko kisi b course ki jarurat nhi h bas apko thodi bahut computr ki basic knowladge ki jarurat honi chahiye apke pas apka personal computer hoga to behter hoga ap chahe to wordpress.com and blogger.com per jake free me site bana sakte h
or apke pas koi idea nhi h kis chij pe site banaye to ap apni kala<skill> k upper site bana sakte h

website banane k liye kya chahiye

1.sabse pahle apko ek computer chahiye
2.internet connetion b hona chahiye
3.ek gmail.com ki id b honi chahiye


blogger.com pe site kaise banaye janane k liye yeha click kare 

agr apko koi dout ho ya koi jankari chahiye to comment kare 

Share this

Receive Quality Articles Straight in your Inbox by submitting your Email below.

Related Posts

Previous
Next Post »

hello readers
apko comment karne se pahle kuch bata diya jaye

1.ap comment me galat sabd ka prayog nhi karenge
2.ap internet se juda koi bhi sawal puch sakte h
3.ap koi bhi sawal bar bar n puche
agar aap chahte h ki apke comment ko publish nhi kiya jaye to bata dijiye ya ap HAMSE SAMPARK KARE form fill karke send kare
THANKXXXX

Ads Inside Post