hello frnds
kaise hai aap log badhiya honge apne blog ke sath frnds aaj ham apko ek aise app ke naam batayenge jiske use se aap apne blogspot.com blog ke template ko badhiya se edit replace copy peste kar sakte hai ab agar aap soch rahe hai ki yaar mai to apne pyare se lappy(laptop)pe hi kar leta hu to iski jarurat kya hai to chaliye pahle in sabh sawalo ke ans jaan lete hai
mobile se blogspot(blogger)template edit karne ke karan kya hai?
or bhi aise bahut se wajah ho sakte hai jisase apko apne blogspot.com ki blog template ko edit karne me problem hoti hai to frnds ab aap apne sabhi problems ko bhul jaye jo tempalte editer se related hai qki ham apke liye laye hai ek bahut hi badhiya android application jiski help se aap apne tempalte ko jaise chahe waise edit replace copy ya pesty kar sakte hai
top1 app android app template ko edit karne ke liye
apko bata du ki is app ka nam hai Axel (XML Editor / Viewer)aap is ap ki help se bahut kuch kar sakte jaise apko koi bhi code apne template me edit karna hai to aap is application ki help se bade aram se kar sakte hai
axel(xml editor/viewer) app ke kuch feature
axel(xml editor/viewer) app ka use kaise karte hai
sabse pahle apko apne blog ke dashbord me jana hoga aap iske liye firefox,google crome,coolbrowser,aups browser etc ka use kar sakte hai uske baad apko TEMPLATE wale section pe jana hoga uske liye aap ye pic dekhe sab kuch apko asani se samajh aa jayega

- ho sakta hai ki aap laptop ko afford nhi kar sakte hai
- ho sakta hai ki aapko laptop pe work karna pasand nhi ho
- ho sakta hai ki aap hamesha apne pas phone rakhte ho or pc ke pas jane ka time bhi nhi hai
- ho sakta hai ki apko laptop ko chalana nhi aata ho
- ho sakta hai ki apke pc ka network bahut hi slow ho
or bhi aise bahut se wajah ho sakte hai jisase apko apne blogspot.com ki blog template ko edit karne me problem hoti hai to frnds ab aap apne sabhi problems ko bhul jaye jo tempalte editer se related hai qki ham apke liye laye hai ek bahut hi badhiya android application jiski help se aap apne tempalte ko jaise chahe waise edit replace copy ya pesty kar sakte hai
top1 app android app template ko edit karne ke liye
apko bata du ki is app ka nam hai Axel (XML Editor / Viewer)aap is ap ki help se bahut kuch kar sakte jaise apko koi bhi code apne template me edit karna hai to aap is application ki help se bade aram se kar sakte hai
axel(xml editor/viewer) app ke kuch feature
- ad free: bahut se aise app hote hai ki jab ham koi importent work kar rahe hote hai to ads dikhakar hamara mood off kar dete hai leki ye aap ads free hai aap befikr work karsakte hai
- open,creat,save,delete and edit old files: apko kabhi kabhi purane file koedit karne ki jarurat pad sakti hai aap isme apne template ko asani se create kar sakte hai save kar sakte hai kisi bhi xml file ko open kar sakte hai
alex app ko yeha se download kar sakte hai
axel(xml editor/viewer) app ka use kaise karte hai
sabse pahle apko apne blog ke dashbord me jana hoga aap iske liye firefox,google crome,coolbrowser,aups browser etc ka use kar sakte hai uske baad apko TEMPLATE wale section pe jana hoga uske liye aap ye pic dekhe sab kuch apko asani se samajh aa jayega
- apko pahle template section pe click karna hai
- fir apko right hand me uper me BACKUP lene ka button hoga uspe click karna hai
- ab apke same jo popup window open hogi usme bhi BACKUP ka button hai uspe click karna hai
- ab apki template download hone lagegi
jab tempalte load ho jaye to apko apne phone me ALEX app ko open karna hai jab open hoga to ye bilkul waise hi lagta hai jaisa pc me lagta hai ab aap alex ki help se apne template me kuch bhi add ya delete copy pest kar sakte hai
alex ka screen shot
frnds apko ye post kaisi lagi aap hame jarur bataye or agar apko koi problem hai to aap bina deri kiye comment kare ham apki help karenge
thankxx every body
Share this
Receive Quality Articles Straight in your
Inbox by submitting your Email below.
2 comments
commentsNice gurave ji isse kai new blogger ko help hogi khass karke jinke pass computer ya laptop nhi hai.
ReplyThank you very much
ReplyMuneer ji aap hamare blog pe aaye uske liye or usase vada aa thankxx ki apne mere jaise chote blogger ko comment kiya
And again thank you very much
hello readers
apko comment karne se pahle kuch bata diya jaye
1.ap comment me galat sabd ka prayog nhi karenge
2.ap internet se juda koi bhi sawal puch sakte h
3.ap koi bhi sawal bar bar n puche
agar aap chahte h ki apke comment ko publish nhi kiya jaye to bata dijiye ya ap HAMSE SAMPARK KARE form fill karke send kare
THANKXXXX