hello frnds
aaj hab baat karte hai ki apko apnepost ko publish karne sepahle usko seo ready kaise banana chahiye or kyo banana chahiye apko pata hi hoga ki jab ham post ko likhte hai to hame hi ye pata nhi hota hai ki hamara koun sa post hamare blog ko high rank me shamil kar sakta hai dosto jab ham blogging me new hote hai to hame ye pata nhi hota hai ki apne blog ko ham seo readyke sath sath apne post ko bhi seo ready karke apne blog pe high traffic pa sakte hai lekin kaise chaliye jante hai
aaj hab baat karte hai ki apko apnepost ko publish karne sepahle usko seo ready kaise banana chahiye or kyo banana chahiye apko pata hi hoga ki jab ham post ko likhte hai to hame hi ye pata nhi hota hai ki hamara koun sa post hamare blog ko high rank me shamil kar sakta hai dosto jab ham blogging me new hote hai to hame ye pata nhi hota hai ki apne blog ko ham seo readyke sath sath apne post ko bhi seo ready karke apne blog pe high traffic pa sakte hai lekin kaise chaliye jante hai
#post tittle:)
sabse pahle mai apse kahunga ki aap apne blog me pe jab bhi koi post dale to usme first words unko le jo bahut hi populer ho ki jab bhi apki post search me aaye to koi bhi readers apke blog pe aane ko majboor ho jaye or apke post tittle ko dekhakar hi impress ho jaye
apko batate hai ki post tittle kaise likhte hai :)
EXA:apke post ka tittle hai:::=alexa ke seo kya koun hai=::::
ab apko bata du ki isme ALEXA or sEO ek bahut hi bdhiya keyword hai inse realeted koi bhi search karega to apki post jarur aayegi
kahne ka matlab ye hai ki aap jab bhi koi post tittle likhe to apko sabse populer keywords ko sabse pahle use kare
post ke bich me adsence ke ads kaise lagate hai
#url optimize kare:)
apko shayad iski jankari ho lekin ham apko batana chahenge ki aap jabbhi koi post karte hai to POST TITTLE BOX me tittle likhte hi blogger me autometic ek link ready ho jata hai jo ki kuch hi words ko use karta hai to apko jarurat hoti hai CUSTOM PREMALINK ki jisme aap apne man mutabik or high rank ke keywords use kar sakte hai
EXA:apne apke post ka tittle hai ::::=alexa ke seo koun hai or uska rank kya hai
apka automatic prema link bana:::=www.example.com/2016/7/3/alexa-ke-seo-koun-or-uska.html
isme apke post tittle ka ek bahut hi importent keyword nhi aaya hai jisko aap layenge or apko aisa HTMLbanana hai
EXA:::=www.example.com/2016/7/3/alexa-ke-seo-koun-hai-alexa-ka-rank-kya-hai-globle.html
apne dusre wale html me kuch extra keywords add kiye hai jo apke blog ki traffic badhane me aapki bahut help karte hai
top-5-stylish-labels-widget-for-blogger janiye bas ek click me
#images optimize:)
frnds ye bahut hi jaruri hai apne blog ko search me sabse uper lane ke liye apko bata de ki google bing yahoo or kuch search engine aise hai jinke use se every day lakho imeages search kiye jate hai or ye imeges ko search karne ke liye ham usase related words hi use karte hai isliye ham ko chahiye ki ham jab bhi koi image ko apne blog pe upload kare to usko apne post tittle se related keywords se rename jarur kar le
EXA::=apne koi photo upload ki jiska name kuch IME11557866 hai iske search me aane ke chance bikul zero hai qki ye apke blog ye post se match nhi kar raha hai
ab apko photo ko upload karne se pahle match keywods se rename jarur hkarna chahiye EXA::=apke blog ka tittle hai ALEXA KE SEC KOUN HAI to apko apne image ko rename karte huye ALEXA KE sEO ka use jarur karna chahiye
blog me stylish labels widget kaise lagate hai
#purane post ke links
aap jab bhi koi new post likhe to usme bahut se link add karte hai lekin hame apne post me kam se kam 10 link apne blog ke jarur add karne chahiye isase ye hota hai ki jab koi reader apkeblog pe aata hai to o apke blog se bahut si jankari lekar jana chahta hai or jab ham apne post me apne hi blog ke bahut se populer post ke link add karenge to hamare blog pe visiters ke time bitane ka chance badh jate hai blogger.com pe aap link add karne ke liye LINK pe click karke koi bhi link add kar sakte hai
alexa rank widget apne blog me kaise add kare janiye
#post tittle me numeric/word use kare
ham apne blog ki traffic badhane ke liye kuch numeric bhi use kar sakte hai qki aaj kal agr koi top labels ke bare me search karega o sabse jyada numeric use karega jaise hame apne liye kuch khas jankari leni hai kisi bhi search engine se to apko search box me type karna hoga TOP 10 JANKARI APNE BLOG KI RANK BADHANE KE LIYE or apne dekha ki apne top 10 bahut hi populer keywords hai jo har ek readers search karte hai or agar apne apne blog ki sabhi ya kuch hi post me in numeric ka use kiya hai to apki post sabse uper hogi
MOST POPULER KEYWORDS:=top10,top5,top secrets,top knowladge etc inka use jarur kare
#post tittle me populer word use kare
frnds ham apko o top secrects batane ja rahe hai jinke bharose aap apne blog ki traffic ko 35% badha sakte hai kuch aise top keywords hote hai joa apke blog ki traffic badhane me apki poori help karte hai or ye keywords hamesha populer rahne wale hai jaise old song aaj bhi populer hai apko o keywords batata hu jo hamesha apki help karenge apke blog ki traffic badhane me
- kaha
- kyo
- kya
- top
- secrects
- must
- stylish
- seo
- traffic
- rank
agar apko kuch dought hai to comment kare agr apke pass koi sujhaw hai jisase mai apki behtar help kar saku to hame jarur bataye
thankxxxxx
Share this
Receive Quality Articles Straight in your
Inbox by submitting your Email below.
8 comments
commentsWell, that's great things thank.
Replyphu quoc beaches
phu quoc island hotels
tours to phu quoc
Very good knowledge
ReplyGood post....thanks for sharing.. very useful for me i will bookmark this for my future needs. Thanks.
ReplyPass Box manufacturers
thank you very much jimmy ji
Replykindly keep visting anytimehelp7.blogspot.com
prince ji apko bahut bahut thankxx aap hamare blog pe aaye uske liye hame asha hai ki aap logo ka pyar aise hi bana rahega
Replythank you very much
prince ji aap hamare news latter bhi subscribe kar lijiye apke liye bahut hi acha rahega
ReplyOracle ji
Replythank you very much
n you can comment with ur problem n any question
i will hel you
thankxxx again
I wrote about a similar issue, I give you the link to my site.
ReplyLink Building Service
hello readers
apko comment karne se pahle kuch bata diya jaye
1.ap comment me galat sabd ka prayog nhi karenge
2.ap internet se juda koi bhi sawal puch sakte h
3.ap koi bhi sawal bar bar n puche
agar aap chahte h ki apke comment ko publish nhi kiya jaye to bata dijiye ya ap HAMSE SAMPARK KARE form fill karke send kare
THANKXXXX