blog me menu baar kaise add edit karte hai POORI JANKARI

hello frnds

aaj ham baat kaenge ek aise topic pe jiske na rahne se apka blog bilkun bhi kisi kam ka nhi lagta hai aap soch rahe honge ki aisa kya baat hai to ham apko bata de ki jab ham blog banate hai to ab hamko apne log ko bahut hi badhiya disgine karna hota hai lekin inme sabse jyada behtar bhumika nibhate hai lekin kya apko pata hai ki isko kaise banate hai agr apko nhi pata hai to chaliye jante hai ki isko kaise banaye or apne blog ko ek acchi si designe de qki ek visiter blog ki look theme uska colour etc pe baht hi jyada dhyan deta hai isme hi uska intrest hota hai

blog me menu kyu banaye

• isase blog dekhane me badhiya lagta hai
• apke blog pe jo visiter aata hai usko pata chal jata hai ki apka blog kis topic ke uper hai
• apko bhi bahut badhiya lagega
menu ko blog me kaise add kare

•  sabse pahle apko apne blog ke LAYOUT wale option per click kare
• uske baad apko apko LAYOUT me CROSS COLOM ke niche jo add a gadget hai uspe click kare
• jab aap ADD A GADGET pe click karenge to ek new window open hogi jisme apko HTML pe click karna hai
• uske baad apko ye code usme dalna hai

blogger

wordpress

blogger

blogger

blogger

blogger

jab aap is code ko peste karenge to apko isme kuch change karna hoga EXA niche dekhe

apko you tube naam se ek menu button banana hai
to apko ye karna hoga

you tube

ye bahut hi simple hai aap aise hi jitne chahe button bana sakte hai chahe jitne

abaap hame bataye ki apko meri yepost kaisi lagi

happy blogging

Share this

Receive Quality Articles Straight in your Inbox by submitting your Email below.

Related Posts

Previous
Next Post »

Ads Inside Post