hello frnds
apko blog banane ke baad ham apne blog ko bahut hi pyara sa banana chahte hai to ham apne blog me bahut se template upload karke dekhte hai lekin kuch template me menu pahle se hi bane hote hai jinko hame change karna hota hai lekin ham ye nhi jante hai ki inko change kaise kare to aaiye jante hai
custom template ke menu change kare
- apko pahle jo template pasand hai usko upload karna chahiye
- upload hone ke baad usko apne laptop ke browser me open karna chahiye
- open hone ke baad apko jo menu dikhai de usko note kar lena chahiye
- ab apko apne blog ke dash board me jana chahiye
- uske baad apko TEMPLATE per click karna chahiye
- ab apko EDIT HTML pr click karna chahiye
- usme ek baar click karke CTRL+F press karna chahiye
- ab apke samne RIGHT HAND me uper search box dikhai dega
- usme apko jo menu change karna hai
ab apko bas apne template ko SAVE kar lena hai
agar apke pass koi question hai to hamse jarur share kare ham apkihelp karenge
Share this
Receive Quality Articles Straight in your
Inbox by submitting your Email below.
hello readers
apko comment karne se pahle kuch bata diya jaye
1.ap comment me galat sabd ka prayog nhi karenge
2.ap internet se juda koi bhi sawal puch sakte h
3.ap koi bhi sawal bar bar n puche
agar aap chahte h ki apke comment ko publish nhi kiya jaye to bata dijiye ya ap HAMSE SAMPARK KARE form fill karke send kare
THANKXXXX