Hello all dear readers
aaj ham baat karnge ki mobile se blogging kaise , bahut se aise readers ye sawal jarur karte hai ki kya mibile se blogging kiya ja sakta hai lekin o tab nirash ho jate h jab unko apne ans me milata hai ki aap phone mobile se blogging nhi kar sakte hai to chaliye jante hai kya sach me ham mobile se blogging nhi kar sakte hai
ye bhi padhe :)
mobile se blogging karne ke kya karaan hai ?
mobile se blogging karne ke bahut se karan ho sakte hai
- aapke pass pc ya computer na ho
- aapko computer ke pass bathna pasand na ho
- agar apke pass pc ya computer hai lekin apko usko kaise chalate hai uska knowladge na ho
- kuch log smart hote hai unki soch alag hoti hai o sochte hai kijab hab apne blog se kamayenge to in sabhi ko offord karenge
- kuch logo ko online kamane me yakin nhi hota hai un logo ko mobile se blogging karna chahiye
ye bi padhe:)
- email padhkar paise kaise kamaye
- custom template me menu kaise add karte hai
- top 10 site free me paise kamane ke liye
kya aap mobile se blogging kar sakte hai
bhai ham to kahenge ki aap kar sakte hai
- aap post likh sakte hai
- kisi bhi post ko edit kar sakte hai
- blog ka stutas dekh sakte hai
- widget add kar sakte hai
- template ko thoda bahut manage kar sakte hai
or bhi bahut kuch kar sakte hai aap apne mobile se
apko mobile se blogging karne ke liye koun se app chahiye ?
agar app ki baat kare to GOOGLE CROME,FIREFOX sabse ache hai lekin bahut se aise log hai jinke phone me jyada ram nhi hoti hai jisase o inme se kisi bhi app ko use kar sakte hai lekin apoko bata du ki apko blogging karne ke liye bahut se aise app milenge jo 2MB se bhi kam ke hai aap chahe to usme se koi bhi try kar sakte hai
ye bhi padhe:)
in sabhi ke baare me hame bhi nhi pata tha mai to firefox se blogging karta tha lekin ek whats app frnd ne mujhe bataya tha inke baare me
mai usko thankxxx blona chahta hu
ye sabhi app apki help karenge apko mobile se blogging karne me or apko bata du ki agar aap koi or aap use kare to shayad apko utni help na mile jitna ki aapkomobile se blogging karne me in sabhi apps se help milegi
asha kata hu apko ye post jaruru pasand aayi hogi or apki help hui hogi agar apke man koi dought hai to aap comment kare ham apki poori help karenge
- purane post ko new post me kaise jodte hai
- kya aap google ke baare me ye jante hai
- janiye hame blogging BLOGGER.COM se hi q suru karni chahiye
app ke naam ki list jo apki help karte hai mobile se blogging karne me
ye rahe apke app jo apki help karenge
- google crome {iske bare me sabhi ko pata hai }download kare
- fire fox {ye bhi bahut badhiya hai } download kare
- cool browser {kewal 1.2mb ka fast&easy}download kare
- kk browser {kewal 1.2mb ka bahut hi best hai1.5mb ka}download kare
- aups browser{bahut hi acha hai1.6mb ka }download kare
in sabhi ke baare me hame bhi nhi pata tha mai to firefox se blogging karta tha lekin ek whats app frnd ne mujhe bataya tha inke baare me
mai usko thankxxx blona chahta hu
ye sabhi app apki help karenge apko mobile se blogging karne me or apko bata du ki agar aap koi or aap use kare to shayad apko utni help na mile jitna ki aapkomobile se blogging karne me in sabhi apps se help milegi
asha kata hu apko ye post jaruru pasand aayi hogi or apki help hui hogi agar apke man koi dought hai to aap comment kare ham apki poori help karenge
thankxxx every body
Share this
Receive Quality Articles Straight in your
Inbox by submitting your Email below.
4 comments
commentsTemplate ko change karne mai problem aa rahi hai
Replysir par mobile pe blog bane ga kese
Replybadhiya Jankari di apne !! check my hindi site www.techindiaz.com
ReplyJandail Singh ji
Replyapki site bahut acchi hai lekin aap template change kar le to or bhi accha rahege
thankxx for comment
hello readers
apko comment karne se pahle kuch bata diya jaye
1.ap comment me galat sabd ka prayog nhi karenge
2.ap internet se juda koi bhi sawal puch sakte h
3.ap koi bhi sawal bar bar n puche
agar aap chahte h ki apke comment ko publish nhi kiya jaye to bata dijiye ya ap HAMSE SAMPARK KARE form fill karke send kare
THANKXXXX