Showing posts with label BLOGGING. Show all posts
Showing posts with label BLOGGING. Show all posts

blogger post editer ki poori jankari hindi me

hello frnds
aaj ham bat karenge post ko style me kaise likhate h style me likhne se kya fayda ho sakta h to chaliye baat karte h 

blog me post ko style me likhane se kya fayada hota hai
  1. apke post me khoobsurti aa jati h
  2. apka post visiter ko akarshit karta h
  3. apka post kuch alag nazar aata h 
baat karte h blogger post editer k future k bare me
sabse pahle apko apne blog me log in hona hoga fir jab apke samne dashbord me dikh rahe NEW POST per click karna hoga tab apke samne post editeropen ho jayega
 post editer ka sabse jaroori hissa
1.post tittle:isme apko kiske bare me likhna h usko likhna h exa:hame post editer k bare me likhna h to ham likhenge POST EDITER K BARE ME ise ham tittle k nam se jante h isme ham 160 sabd se jyada nhi likh sakte h
2.post body:apke samne jo doosra box h usme ham detail sahit post ko likhege

post editer ke tool
1.compose/html: jab ham koi post likhate h to ham compose pe likhate h lekin jab ham koi code like html code dalna hota h to hame pahle html per click karke htmlwale bhag me dalte h 



2.undo/redo:is tool ki help se aap apne post me jo kuch kiya h usko ek stape piche or ek stape aage karsakte h 


3.font:is tool ki help se ham apne post ki font ko change karsakte h jaise courier,arial,georgia etc


4.font size:is tool ki help se ham sabd ko chota ya bada kar sakte h,apko apne post me kitna bada akshar chahiye jaise large,largest etc




5.formet:is tool se ham apne post ko sahi formet me likh sakte h isase readers ko bhi acha lagta h or google search me bhi fayada ho jata h

1.(bold)b:aap is tool ki help se kisi bhi word ko mota kar sakte h jaise anytimehelp  iska shortcot h crtl+b
2.(italic)i:ye tool apki post ko orbhi acha bana deta h like anytime help via email
3.(underline)u:is tool ki help se post me kuch aisa likh sakte ki apki post ko open hote hi sabki naza wahi jayegi jaise mail me anytimehelp7@gmail.com
3.(strikethrough)abc:agar apne kuch likha h or aap use katna chah rahe h to aap is tool ki help se kar sakte h jaise ap kaise hai

6.text color:is tool ki help se aap apke font ka color change kar sakte h jaise this is a good blog
7.(text background color):is too ki help se ham kisi word k piche spaical colour daal sakte h jaise mai apki hamesha help karunga 
8.edit link:ye acha tool h kisi bhi site k html ko hide kare doosre text dikhane ki jaisa jab hamne edit link  per click kiya to text to display  me ham o likhenge jo hame post me dikhana h or  link to  koi bhi link dal sakte h jaisa hamne likh diya yeha click kare or isme link h kisi or page ki to jab koi visiter ispe click karega to o direct us post per chala jayega
9.insert image:is tool ki help se aap koi bhi photo apne post me daal sakte h (is post me sabhi photo isi tool ki help se dali gayi h)
10.insert a vidio:aap is tool ki help se koi bhi vidio ko apne post me dall sakte h
11.insert jump break:is tool ka use ham apne post me read more button ko dikhane k liye use karte h ham jaha bhi isko use karte h hame utna h post page me dikhai deta h

13.alignment:is tool ki help se ham jo bhi likhte h usko arrenge kar sakte h
14.numbered list:is tool ki help se ham kisi bhi topic ko number wise likh sakte h jaise
  1. popular-post-widget-blog-me-kaise-lagaye
  2. bina-sim-card-ke-kaise-call-kare
  3. free-me-sms-kaise-kare-kasi-bhi-number-per
15.bullet list:is tool ki help se ham kisi topic ko dot me rakhakar likhte h jaise
16.quote:is tool ki help se ham apne post k kisi spacial line ko cover karte h jaise
ahinsa param dharma h
17. remove formatting:is tool ki help se ham kisi bhi word ko select karke detele kar sakte h
18.check spelling:is tool per click karte hi hame o word mil jate h jo galat h
19.transliterate words typedphonetically in english script:is tool ki help se ham english me type karke hindi likh sakte h jaise  aap kaise ho type karenge to ye aisa hoga आप कैसे हो  

20.left to right/right to left:ye tool apki urdu likhne me help kar sakta h qki urdu right to left likhte h

21.labels:ye tool hamare blog k liye bahut importent h iski help se ham post ko topic k hisab se alag ALag kar sakte h isase hamare visiter kis topicper post padhana chahte h padh sakte h



22.schedule:agar aap apne post ko kisi fix time per publish karna chahte h to aap yeha time set kar sakte h
23.premalink:prema link ek bahut jaruri hissa h ham apne post ka prema link bhi bada sakte h search karne bhi sahayak hota h  prema link ko ham badal sakte h

24.location:is tool ki help se aap apni location add kar sakte h
25.search description:is too ki help se ham search engine ko batate h ki hamara ye post kis bare me h jaise agar post blogging k bare me h to ham  YE POST APKO BLOGGING SE RELATED JANKARI DEGA
26.option: ye kuch extra option h isme bas ye rahta h ki post me comment allow h ki nhi
27.ye option k work ye h
  1. publish:is option ko ham apni post ko publish karne me use karte h jab hamari post poori ho jati h to yeha click karke use publish karte h
  2. save:is option k jariye ham post ko save karte h jo post poori n likhi ho ya kuch add karna ho
  3. preview:is option k jariye ham ye jante h ki visiter ko hamari post kaisi dikhegi
  4. close:is tool k jariye ham kisi bhi post ko poosa jo jane k baad band karne k liye karte h 




asa h ki apko ye post pasand aayegi apke comment or sujhav ka swagat h 







popular post widget blog me kaise lagaye

hello frnds
 is post me ham bat karenge 
POPULAR POST widget blog me kaise lagate h 
is widget se hame kya fayada hota h ham is is widget kyo lagate h etc

frnds jab koi visiter hamare blog per aata h to usne ek post padh li lekin ab agar koi visiter apke blog per aaye or sirf ek hi post padkar wapas ho jaye to shayad ye apke sath nainsafi hogi 
or visiter bhi sochta hoga ki KAAS hame isi topic se releted or post isi blog per milte to kitna acha hota frnds ye widget sirf visiter ko hi nhi apke blog ko bhi khoobsurti deta h 
to chaliye jante h 

popular post widget blog me kaise lagaye

popular post widget k liye apko sabse pahle apne blog ke dashbrd me jana hoga uske baad apko LAYOUT per click karna hoga 

jab ap layout per click karenge to apke samne Add a Gadget nam ka option aayega 
jab ap ADD A GADGET per click karenge to ek naya window open hona usme apko MOER per click karna h or apko POPULAR POSTS per click karna h 
jab app POPULAR POSTs per click karenge to apke samne ye wali window hogi
1.apne widget me koi tittle de jaise popular post,most popular,top post etc 
2.app koun si post dikhana chahte h 
         a.all time popular h
         b.30 days me jo popular thi
         c.7days pahle jo popular thi
3.imege thumbil:agr ap post ko imeage sahit dikhana chahte h to ise select kare
4.snippt:agr aap apne post k kuch line dikhana chahte h to ye select kare
5.ap widget me kitni popular post dikhana chahte h select kare jaise apko 10 post dikhana h to 10 select kare

6.a apko SAVE button per click kar dena h 


apka popular posts widget ready ho chuka h aap iska trail lene k liye PREVIEW per click karna hoga jab ap prewiew dekh le ta ap SAVE AGRIMENT per click karna hoga 


app hme bataye  ki ye post apko kaisi lagi 
apke vichar sujhaw ka swagat h 
apko kuch bhi janana h to comment karke ya mail karke jan sakte h 
my email:anytimehelp7@gmail.com




favicon kya h or ise kaise or kyu use karte hai

hello frnds
aaj ham bat karenge ki favicon kya h or iska use kya h favicon se kya hota h kya ise ham bana sakte h  or kaise banate h 

favicon h kya 
is imeage ko jab aap joom karenge to aap dekhnge ki favicon kya h 
favicon ek chota sa imeage hota h jo hamare blog ki ek khash pahchan banata h or hamare blog ya site ko alag pahchan dilata h maan lijiye ki apne www.facebook.com ki site open ki to ap dekhenge ki apke browser me ek chota sa icon aata h facebook ka ise hi favicon kahte h
favicon se blog ko kya fayada
frnds favicon se pahla fayada to ye hota ki hamari site bheed se alag ho jati h hamari bhi kuch pahchan ban jati h,vaise to jab ham blogger per blog banate h blogger ka hi favicon use karte h lekin jab ham favicon apne pasand k hisab se lagate h to kuch quality bhi badal jati h
blogger me favicon kaise add kare
sabse pahle aako apne blog k dashbord me jana h fir apko LAYOUT per click karna h 
ab jaha per imeage me teer ka nishan laga h apko waha edit per click karna h
ab app chose file per click karke ek imeage select kare 
jo apne favicon k liye banaya h use upload kare fir save file per click kare
 note:apka favicon 100kb ka hi hona chahiye isase jyada kb ka favicon save nahi hoga

favicon banane k liye aap http://onlinehtmltools.com/ ka use kar sakte h 

  1. blog kaise banate h janane k liye yeha click kare
  2. blog kyo banaye isase hamara kya fayada h
  3. chitika ads se kaise kamaye

apko ye batana h ki meri ye post apko kaisi lagi 
koi question h jaroor puche 
thankxxxxxxxxxxxxxxx

read more ka button apke blog par kaise dale

hello frnds
aaj ham is post jariye ham bat karenge ki ye ek aisa button h jisase hamari post sunder bhi lagti h 
or hamare visiter ko badha deti h lekin ham kewal post karte rahte h frnds jab ham kisi site ko open karte h to hamare samne bahut si post samne aati h or sab per read more ka button hota h jo hame or post padhane ko exited kar deti h ki aakhir is post me kya h or look bhi acha aa jata h

top 5 website free me template downloade karne k liye

hello frnds
apko apne blog ko ek bahut hi acch look dena hai or apko sabse pahle free template use karna chahiye lekin apko free me aisa template chahiye jo free bhi ho or good looking bhi ho ye isliye hona chahiye kyoki jab aap new blog banate hai to aap apne blog me jyada invest nhi karna chahte hai isliye apko template bhi free me chahiye to aaj ham apko kuch aise site ke naam batayenge jo apko free me good looking template denge
                                   
to lijiye apke liye top5 website ki list



1.Gooyaabitemplates

is site me aap jo bhi template dekhenge o sabhi ek se badhkar ek hai maine jab apna blog banaya tha tab sabse pahle is blog se template download kiya tha yeha pe uplabdh sabhi template seo ready,good looking,fast loading or sabse badi baat hai ki sabhi template seo ko dhyan me rakhakar banaya gaya hai....
2.new blogger thems 
is site ki sabhi tamplate good looking,mobile friendy h sabhi 2015 ki better theme h aap yeha se bhi theme downloade kar sakte,apko apne blog ko behtar banane ke liye jo template chahiye o template yeha mil sakti hai aapko is site ko jarur visite karna chahiye 
agra apne apna blog kisi khas chij ke liye banaya hai jaise car ke baare me likhte hai kisi phone ke bare me likhte hai ya kisi food ke baare me likhte hai to apko apne blog ka template yeha se download karna chaiye kyoki apko yeha pe bahut se good looking template milenge jo apke blog ko beautifull banate hai
agar apko apne blog ko ek behtar designe dena hai or fast loading wala banana hai to apko yeha se template download karna chahiye ye bahut hi acchi site hai yeha pe apko template ka ek bahut hi accha collection mil sakta hai
agar apko apne blog me right side me 2,3,4 colum ki side baar chahiye to apko apne blog ke liye yeha se template download karna chahiye ye pe apko aise template bahut milenge jiske side baar me 2,3,4 colom ke template milenge apko yeha bhi apne liye template dekhne chahiye 


request for you/agr apki thodi bhi help hui hai to

plzzz share this post with your frnds
 thannkxxx for read this





blogger per blog banane k baad kya karna chahiye POORI JANKARI

hello frnds
blogger per blog banane k bad hame blog me kya karna chahiye blog me kya edit karna chahiye aaj iske bare me bat karte h
kuch logo ka ye problem hota h ki blog to ban gya h lekin isme kya jodna h kya nhi iski jankari nhi hoti h
TO FRNDS YE POST UNSABHI K LIYE H

Ads Inside Post