Showing posts with label BLOGGING. Show all posts
Showing posts with label BLOGGING. Show all posts

meta tag kya hai or ise kyo use kare

hello frnds
hamne blog to bana liya hai lekin hamara kam yeha per hi nhi khatm hota hai hamko apne blog ko ssearch me sabse uper le jana hai jo hamare blog ki traffic badhane me bahut hi usefull hai qki jab ham koi keyword search karte hai to sabse pahle jo bhi blog aata hai sabse pahle hamari nazar us blog per jati hai jisase us blog ke visiter badhate hai bilkul aise hi hame apne blog ke sath karna hai jisase hamare blog ke visiter bhi badhenge 
qki hamare blog per sirf ache content hone se kuch nhi hoga usko sabhi jagah SHARE karna padta hai jaise social sites etc

or agar apka blog search me nhi aa raha hai to apko apne blog me meta tag add karna chahiye qki ye hamare blo ko search me lane me bahut help karta hai

aapko bTana chahunga ki meta tag hamari kya help karta hai 

meta tag hamare blog ke liye bahut hi jaruri hai qki yehi batata hai ki hamara blog kis bare me hai,hamare blog me kya jankari hai,blog ke post koun likhta hai,blog ko kis country ka aouther likh raha hai,blog me kin chijo ki jnkari uplabdh hai etc ye sabhi jankari ham kisi bhi search engne ko apne blog ko search me lane ke liye dete hai

ham apko bata de meta tag  ko apne blog ke tamplate walepart me add karna hota hai lekin koi bhi visiter isko dekh nhi sakta hai iske use se search engine ko hamare blog ko samjhne me bahut asani hoti hai  

meta tag ko ham badi asani se apne blog ke tamplate me add kar sakte hai,or isme kya hota hai,isko kaise genrate karte hai,ise kaise add karte hai in sab ka jawab niche hai 

meta tag me kaya jankari hogi hamare blog ki 

meta tags me ham iski jankari denge 
  1. hamara blog kis bare me hai
  2. blog ke topics kya hai 
  3. uske contant koun likhta hai 
  4. kis desh me likha jata hai
  5. kischijo ko search me lana hai

meta tags kaise banate hai usme apko kya jankari deni hai

ap jab bhi koi meta tag genreter open karenge to apko ye jankari us tool me deni hogi

description:is option me hamko apne blog ke baare me sabhi jankari deni hai ye bahut hi jaruri part hota hai qki jab koi bhi hamara blog share karta hai FACEBOOK,TWITTER,WHATS APP etc per to hamare blog ka description hi show hota hai
iisme ham 150 se jyada sabd le sakte hai 

keywords:iska malab to ap jante hi honge iska matlab ye hota hai ki hamare blog ke jo bahut hi jaruri topic hai jaise blogger,google,trick etc inko dalna hota hai isme ham 10 se 15 sabd daal sakte hai

author:isase search engine ko ye pata chal jata hai ki is blog ke post koun dalta hai YE option sabhi genrater me nhi hota hai waise ye itna jaruri bhi nhi hai

language:ye bhi koi jyada jaruri nhi hai lekin apko batana chahunga ki agr koi genreter me ye option hai to aap isko fill kar sakte hai chahe to rahne de lekinjab ham isme apne blog ki bhasa daal dete hai to hamare blog ko search me asani ho jati hai 

country:isme apko apne desh ka naam dalna hota hai EXA:india.pakistaan,uk etc

robots:isme ham google ko batate hai ki kis chij ko search me laya jaye kisko nhi agr aap isko all rahne de to bahut acha hai 


                          apko meta tag genrate karne ke liye link per click kare
                                         META TAG GENRATE KARE

jab apka code ready ho jaye to use COPY kar le apne blog ke DASHBORD me jaye uske baad TEMPLATE per click kare 
  1. apko sabse pahle TEMPLATE per click karna hai
  2. apko uske baad edit html per click karna hai 

jab apke html box open ho jaye to apko kahi perek click karni hai 
  1. CTRL+F dabaye jo search box aaye usme <HEAD> type kare or ENTER button perss kare
  2. to apko samne head dikhai de 
  3. ab apne jo code copy kiya hai usko HEAD ke age pest kare
  4. ab apko SAVE button per click karna hai
jab ap itna kar lenge to ham pure bharose ke sath kah sakte hai ki aapka blog search me jarur show hoga


agar apko koi jankari chahiye to comment jarura kare aap apne sawal ASK ME form me bhi post kar sakte hai 


top 5 mistake hote hai blog traffic badhane ke liye

hello frnds
aap sabhi jante hai ki ham jo bhi kamkarte hai sab paise ke liye  h banate hai ham chahte hai ki hamare blog per jyada se jyada traffi aaye lekin ham apne blog me kuch aise galti karte haiki hamare blog ki traffic hi kam hone lagti hai ,hamara prayas ye hona chahiye ki hamara post itna akarshan hona chahiye ki koi bhi visiter agar hamare blog per aaye to use dobara aana pade

asbhi blogger ka yahi udddeshya hota hai hamare blog per jayada se jyada traffic ho iske bina ham apne blog koi bhi kamai nhi kar sakte hai

to chaliye jante hai ki ham o koun si 5 galtiya karte hai jisase hamare blog traffic per kafi asar padta hai


top5 mistake traffic ke  liye

apko apne blog traffic badhane ke liye kin prayaso ko nhi karna chahiye apko kya karna chahiye kya nhi karna chahiye o sabhi jankari niuche di gayi hai agar aap inko dhayan me rakhakar blogging karege to ham apko viswas dilate hai ki apka blog  traffic ke mamle me number one hi rahega

1.asansat prayas karna
  jb hamare blog per traffic bdhane lagti hai to hamsochte hai ki ye hamesha aise hi rahegi lekin           hamara ye sochana bahut ghatak ho satka hai hamare blog ke liye,

  maan lete hai ki ki examnation ke report ki ham post likh rahe hai or us exam ke result aane wale hai   to hamare blog per tab tak hi traffic hi rahegi jab tak usparikhsa ke rariman nhi aa jate hai jab us         pariksha ke parimaan aajyenge to hamare us post ko koi nhi padhega

  isliye hame jo bhi post dalni chahiye o sabhi post aisi ho ki hamesha kam aaye jisase hamare blog      per naye visiter ka ana jana laga rahe


2.pathako ke wapas aane ki ummid rakhana
   jab hamare blog per visiterki sankhya badhne lagti hai to ham sochtehai ki yahi visiter hamare blog     per dobara wapas aayenge lekin iski koi garnti nhi hoti hai qki jab bhikoi visiter hamare blog per         aata hai to use apne kaam ki jankari chahiye hoti hai jab uski kam ki jankari nhi hogi to hamare           blog per koi bhi visiter apna time barbad karne nhi aayega ISLIYE jo bhipost kare visiter ki                ruchi ko dhyan me rakhakar hi kare

3.blog ka promotion nhi karna 
   jab ham apna blog banate hai to uske kuch dino tak jaise kuch mahine google or bhi kuch search          engine apne search me hamare blog ko bahut achaha stahan dete hai lekin iska matlab ye nhi hota        hai ki ham apne blog ka prom0tion hi karna band kar de hame apne blog ka promotion karna hi          band kar diya jaye MERA MANANA HAI KI AAP APNE BLOG KA UTNA HI PROMOTION        KARE JITNA USKI TRAFFIC BADHTI JAYE


4.kisi ek search engine ke uper depand rahna 
     ham kisi bhi ek jagah per apna dhyan kendrit karke apne blog ko acha stan nhi de sakte hai maan        lete hai ki hamare blog ki poori trafficgoogle se aati hai or google hamare blog ki page rankko gia      de to ham kya karenge hamara to blog traffic ko taras jayega

     isliye hame jaha se bhi traffic milna chahiye waha sabhi jagah apneblog ka promotion jarur kare
     blog ko bahut se aise keyword full karde ki apka blo hamesha search me pahle hi aaye

5.back up ki koi yojna na rakhna 
 hamareblog per traffic kam jyada hona to aam bat hoti hai kabhi ye jyada hoti hai kabhi kam hoti hai  lekin hamare blog per traffic kam ho to hame ye samajh jana chahiye ki ham apne blog per achi post  nhi kar rahe hai is samay hamko apne blog per ache se ache post publish karna chahiye



aapko ham yakin dilate hai ki apne agar in sabhi rule ko dhyan me rakhakr blogging karenge to apko famous hone se koi nhi rok payega

agar apko kuchbhi janana hai to ap hamse puch sakte hai chahe aap comment kare chahe to aap sampark form fill karke hame send kare
chahe to aap hame ASK ME fonm me jakaer apne sawal post kare apke sawale ke jawab 24hrs me mil jayenge 

categry/label kaise banate hai blog post ke liye

hello frnds
ham sabhi blog banana jan gaye hai agar apne ye blog nhi banaya hai or aap banana chahte hai to click kare
ham jab blog banate nhaqi to ham yahi chahte hai ki hamara blog jaldi hi famous ho jaye hamre blog per bahut se visiter aane lage lekin ye sab hamare blog ki post,template or uski sunderta per hoti hai
jab koi visiter hamare blog per aata hai hai to wo chahta hai ki use bahut  se post uski manpasand topic per mile jaise kisi visiter ne apki koi post blogging ke bare me padhi hai to usko is topic se releted or bhi post chahiye
iske liye ham cetegry ka use karte hai
jisse jab koi visiter hamare blog per aayega to manpasand post ko padh sakega
to
lavel/categry kaise banate hai 


sabser pahle apko apne blog me enter hona hoga uske baad apko NEW POST per click karna hoga
uske baad apko jaha per tittle dala jata hai waha tittle daliye 
or ap apna post post body me likhe lekin jara ruke 
apko lavel apne tittle se related hi dalna hai jaise 
ha post ka tittle de rahe hai GMAIL ACCOUNT KAISE BANATE HAI
to ham lavel me ye daalenge GMAIL


Ap apne post editer ki screen me labels payenge jab ap waha click karenge to apko lebels dalna hai


ab apko DONE wale button per click karna hai apka labels ready hai 

asha hai ki apko meri post jaroor pasand aayi hogi 
kisi bhi jankari ke liye aap hame mail kare comment kare ya sampark box me apna msg type kar hame send kare 

thanxxxx a lot 

imeage(photo) ko html code me kaise badle

hello frnds
aaj ham baat karenge ki ek imeage ko html code me kaise badlte h or iske kaya fayde honge hame
aap soch rahe honge ki koi softwre ke dwara ya online website ke dwara lekin mai apke dimag ko hila dene wali baat bataunga ki ye kaise hoga
imeage(photo) ko html code me kyo badle 

  1. app kahi bhi imeage laga sakte h iske dwara
  2. apko imeage me apna link bhi jod sakte h 
  3. apko isase koi problem nhi hogi apke blog me 
imaege ko html code me kaise badle

sabse pahle aap apne blogger ke blog me login
uske baad apko NEW POST per click karna screen shot dekhe

  1. apko pahle html per click karna h 
  2. fir apko insert imeage per click karna h

  1. apko pahle apko uplode imeage  per click karna h
  2. uske baad apka imeage uplode ho jayega 
  3. add selected  per click kare
jab apka imeage apke post body me open jo jaye to apko dobara html  per click karna h
(agar apne html me hi imeage uplode kiya h to aisa karne ki koi jaroorat nhi h)
app jo link blue colour me dekh rahe h usko change kar sakte h usme ap  apna manpasand link add kar sakte h jab koi apke imeage per click karega to apke diye huye link per chala jayega 



ab aap ka imeage html me change ho jayega ye sab ek magic ki tarah hua h 

ab apke pass ek aisa programe h jisse aap kisi bhi imeage ko htm me change karne ka acha sa tool h 



agar apko kisi tarah ki koi bhi help chahiye to aap comment kare or aap hamara group bhi join kar sakte h 


blog kaise transfer kare dusre account me poori jankari

hello frnds 
ham jante h ki blogger ek bahut hi popular plateform h new blog ko banane k liye,ye service bhi google ki famous service me se ek h jo apne costumers ko free blog banane ka avasar pradan karti 
aaj ka topic hai ki
  BLOGGR PER BLOG KO EK ACCOUN SE DUSRE ACCOUNT ME KAISE TRANSFER KARE

READERS blog ko ek account se dusre account me transfer karne ka koi karan nhi h lekin kabhi kabhi kuch aisa ho jata h ki ahme apna apne blog ko dusre account me transfer karna pad jata h 

BLOG KO DOOSRE ACCOUNT ME TRANSFER KARNE KE LIYE STEPS:
ap apne blogger dashbord me login kare
  1. setting:pahle apko setting per click karna h
  2. usper click karte hi basic setting open ho jati h 
  3. ab apko permission section me apke (admin) ke email k niche add authors   per click kare 
  4. ab ap jis email account per apna blog transfer karna chahte h us email id  ko  box  me type kare 
  5. ab apko invite authors  per click kare 
7.ab aap uspe  invite authors  per click karke apne account se sign out  kar le

8.ab aap us email id se account poen kare jisper apne blog ko transfer karna chahte h
exa:hamane anytime@gmil.com per jo blog h usko helptime@gmail.com per transfer karna h to pahle ham anytime@gmil.com ko logout karenge fir uske baad ham
helptime@gmail.com  se login karenge
9.jab apne email account me login kange to apke inbox me  blogger  ki taraf se ek 
receive a invitation link  milega apko is link ke upper click karna hoga
10.apke is link per click karte hi ap blog ke dashbord me pahuch jayenge

lekin abhi tak apka blog poori tarah se transfer nhi hua h

11. apko dobara apne blog me apni admin  id se login karni h or apko dobara settings>>besic>>permision  me jana hai
12.waha apko do email id milengi ek blog admin ki hogi or doosri blog author ki
13.apko author  ke age jo button h author ka uspe click karna h
14. apke samne do option honge author/admin  apko admin per click krna h
15.uske baad apko apna old admin k samne jo close ka mark h uspe click karo


ab apka blog poori tarah se transfer ho gaya h

agarapko koi problem ho rahi in steps ko follow karne me to hamse contact karne k liye hamse sampark kare  form ko fill karke send kare ya fir comment kare




happy blogging

Ads Inside Post