face book like box/facebook fan box blog me kaise lagate hai janiye hindi me

hello frnds
aaj ham is post me baat karenge ki apne blog me facebook like box kaise lagate hai aapne bahut se site me dekha hoga ki ye box add hota hai or apke pass bhi blog hai or bhi is box ko apne site me kaise lagate hai janiye aap is post me ham aapko batate hai batate hai ki ki is widget ko apne blog me kaise add karte hai 


jante hai facebook like box blog me kaise lagate hai?

sabse pahle hamko is link per jana hai jab ham yeha per jayenge to hame to hamare samne jo page hoga usme PAGE PULGIN per click karna hai 


uske baad apko wait karna hai ki page sahi se load hojaye load hone ke baad apse jaha per FACEBOOK PAGE URL hai us box me apne page ka url dale  
apko tab tak wait karna hai jab tak apke page ka photo niche box me na aye 
jab apka page photo aa jaye tab  apko GET CODE per click karna hai 


jab aap GET CODE button pe  click karte hai to apko ek code milega jo popup box me hoga apko us code ko copy karna hao or apne blog ke layout me jana hai jante hai ki blog me facebook like box ka html code kaise lagate hai 
jante hai ise blog me kaise lagaye?

pahle aap apne blog ke dashboard me jaye or aap layout per click kare


ab apko select kare ki aap is widget ko kaha per lagana chahte hai 
jab aap select kar le to apko add a gadget per click karna hai 
jab aap yeha click karenge to apke screen per ek popup window open hoga usme apko HTML per click karna hai



ab apke samne ye box open hoga iske uper ek BOX or hota hai aap waha jo chahe dal de or apko CODE niche wale box me paste karni hai 





ab apko save button per click karna hai aap chahe to PREVIEW bhi dekh sakte hai 
uske baad apko SAVE AGRIMENT per click karna hai to lijiye apke blog pe ab facebook fan box add ho chuka hai apne dosto ko invite kare  or apne like badhaye 

frnds agr apko ye post pasand aai ho to apne dosto ke sath jarur share kare 

thankxxx for read this




Share this

Receive Quality Articles Straight in your Inbox by submitting your Email below.

Related Posts

Previous
Next Post »

2 comments

comments
24 October 2016 at 13:02 delete

sir aap mere blog pe aao dekho kya kya kami hai plz aur mujhe bataye kye mai kya kya sudhaaru plx plz
exam ka dar kaise dur kare} http://www.sikhoweb.com/2016/10/exam-ka-dar-kaise-dur-kare.html

Reply
avatar
24 October 2016 at 15:34 delete

hello dear altaf ji
maine apka blog dekha hai apko abhi apne blog me bahut kuch karna hai jaise menu baar sahi karna or bhi bahut kuch aap hame mail kare ham apko mail kar denge
anytimehelp7@gmail.com

thankxxx for comment

Reply
avatar

hello readers
apko comment karne se pahle kuch bata diya jaye

1.ap comment me galat sabd ka prayog nhi karenge
2.ap internet se juda koi bhi sawal puch sakte h
3.ap koi bhi sawal bar bar n puche
agar aap chahte h ki apke comment ko publish nhi kiya jaye to bata dijiye ya ap HAMSE SAMPARK KARE form fill karke send kare
THANKXXXX

Ads Inside Post