Showing posts with label facebook. Show all posts
Showing posts with label facebook. Show all posts

face book like box/facebook fan box blog me kaise lagate hai janiye hindi me

hello frnds
aaj ham is post me baat karenge ki apne blog me facebook like box kaise lagate hai aapne bahut se site me dekha hoga ki ye box add hota hai or apke pass bhi blog hai or bhi is box ko apne site me kaise lagate hai janiye aap is post me ham aapko batate hai batate hai ki ki is widget ko apne blog me kaise add karte hai 


jante hai facebook like box blog me kaise lagate hai?

sabse pahle hamko is link per jana hai jab ham yeha per jayenge to hame to hamare samne jo page hoga usme PAGE PULGIN per click karna hai 


uske baad apko wait karna hai ki page sahi se load hojaye load hone ke baad apse jaha per FACEBOOK PAGE URL hai us box me apne page ka url dale  
apko tab tak wait karna hai jab tak apke page ka photo niche box me na aye 
jab apka page photo aa jaye tab  apko GET CODE per click karna hai 


jab aap GET CODE button pe  click karte hai to apko ek code milega jo popup box me hoga apko us code ko copy karna hao or apne blog ke layout me jana hai jante hai ki blog me facebook like box ka html code kaise lagate hai 
jante hai ise blog me kaise lagaye?

pahle aap apne blog ke dashboard me jaye or aap layout per click kare


ab apko select kare ki aap is widget ko kaha per lagana chahte hai 
jab aap select kar le to apko add a gadget per click karna hai 
jab aap yeha click karenge to apke screen per ek popup window open hoga usme apko HTML per click karna hai



ab apke samne ye box open hoga iske uper ek BOX or hota hai aap waha jo chahe dal de or apko CODE niche wale box me paste karni hai 





ab apko save button per click karna hai aap chahe to PREVIEW bhi dekh sakte hai 
uske baad apko SAVE AGRIMENT per click karna hai to lijiye apke blog pe ab facebook fan box add ho chuka hai apne dosto ko invite kare  or apne like badhaye 

frnds agr apko ye post pasand aai ho to apne dosto ke sath jarur share kare 

thankxxx for read this




FACEBOOK ne launch kiya new feature like ke alawa or bhi bahut kuch kare


hello frnds 
facebook apke liye ek bahut hi pyara new feature leker aaya hai jiski help se aap apne bhawnao ko EMO ji ke dwara jahir kar payenge aapko pata hoga ki bahut samay se kuch log FACE book per DISLIKE button ki mang kar rahe the magar FACEBOOK to FACEBOOK hai logo ki sabhi icha ko poori karti aayi hai to FACEBOOK ne DISLIKE buttons ki jagah per REACTIONS pesh kiye hai 

in reactions ki help se aap kisi bhi post per apni prtikriya dde payenge 
bahut log chahte the ki bekar ki post ke liye DISLIKE button laya jaye magar usme problem ye thi ki is button ka use galat tarike se na kiya jaye ISLIYE FACEBOOK ne bahut hi behter dhang se alag alag pratikriya ke mutabik reactions pesh kiye hai jinka upyog aap or ham jald hi kar sakenge 
ab aap kisi post per like kar sakte hai ya fir uspe reactions de sakte hai 

LOVE,HAHA.WOW.or ANGRY naam ke reactions use kiye jayenge jiske jariye aap apneman ki baat ko share kar sakenge FACEBOOK bahut dino se kai desho me EMOJI test kar rahi thi jisme usne baht se reactions use kiye the usme se kewal usne ek reactions hata diya hai facebook ka kahna hai ki bahut se desh me koi bhi iska matlab nhi janta hai isliye isko hataya ja raha hai iska naam hai YAY 

FACEBOOK ye sabhi reactions ko samajik vigyaniyo se baat karne baad istemaal kiya hai 

ISKO USE KAISE KARE 
apko bas like button per click karne ke baad hold karna hai apke samne sabhi reactions load hoker aa jayenge fir unme koi bhi ek ka use kiya ja sakega jab ap koi reaction post karenge to apko ye pata chal jayega ki kitne logo ne koun sa reaction use kiya hai 

aap hame ye jaroor bataye k apko ye post kaisi lagi 

apko ye post bhi padhni chahiye 

top 3 resion facebook join karne ke

top 3 resion facebook join karne ke
hello frnds
aaj ham bat karenge ki hame facebook q join karna chahna chahiye
face book se hame kya fayada ho sakta h
in sabhi sawalo k jawab ham janenge is post me
dosto aap sabhi jante honge ki aaj sabhi log fast hona chahta h rukna nhi chahta h badhna chahta h

face isme acchi bhumika nibhata h

face aaj kewal logo k chat karne, photo share krna etc k aalawa or bhi bahut kuch kiya ja sakta h iski madad se

1.  750 milion users h facebook k  bhichade ko milata h face book

frnds aap jante  honge ki kabhi jab koi apna facebook per online mil jata h to ham usasechat karke kitne khus<happy> ho jate h
maan lijiye aapka koi frnds videsh me h apke phone me paise nhi h or bat bhi karni h
or apke pas MBhai to aap facebook ki help se aasani se bat kar sakte h..

2.e-mail se fast work karta h

frnds
jo facebook use karta hoga unhe ye pata hoga ki facebook un logo k liye kitna help full h jinhe turant apne frnds ya kisi anya logo se kuch janana hota h ya puchna hota h

3.marketing,blog per traffic badhane ka sabse bada plateform

frnds
facebook se chat karna or share karna to bahut purani bat ho gayi h lekin aaj iska use sabse jyada marketing k liye kiya jata h aap jab kabhi bhi marketing type karenge search box me to hazaro site aapke samne hogi
iske jariye log apni blog/websites ki traffic bhi badhate h 

 aap log jante h ki facebook free sewa h kabhi bhi kahi bhifree me chat kre so enjoy this

aap hame bataye ki ye post aapko kaisi lagi
kisi bhi chij k bare me puchna ho to mail ya comment kare

my mail id is;anytimehelp7@gmail.com

Ads Inside Post