Hello frnds
aaj ham aoko ek bahut hi best tarika batane wale hai jisase apki traffic badhane me bhi help milegi apko pata hi hoga ki jab ham koi new blog banate hai to hamko traffic badhane ke liye kitni kosis karte jaise social site pe share karna sabhi jagah janha se hame thodi bhi traffic aane ki assha hoti hai waha pe apne blog ka promotion karte hai lekin apko ye pata hi hoga ki sabse jyada traffic hame search engine se milti hai or back link bhi hamare blog ke liye bahut jaruri hota hai
read this:free me sms kaise karte hai kisi bhi number pe
agar apko apne blog pe bahut se number me traffic pana hai to apko apne blog ko sabhi search engine me add karna hota hai,or aaj ham sikhenge ki apne blog ki sabhi post or page ko search me kaise laaye,to chaliye jante hai
read this: blog me chalte huye words ko kaise lagate hai
thankxxxx for read this

meta search Description blogspot blog me kyo add karte hai?
- apka blog search me lana jaruri hai
- apke blog ke baare me sabhi search engine ko batana hoga
- apne blog ko better rank pane ke liye add karna chahiye
- post ko jab social site pe share karte hai to description apne aap show hota hai
- blog ke sabhi page or post search me aane lagte hai
meta search Description blogspot blog me kaise add karte hai?
apne blog ki sabhi post ko search engine me lane ke liye apko ye sabhi step ko sahi se follow karne honge
step>1 sabse pahle apko apne blogger blog ke dashbord jana hai uske liye apko www.blogger.com pe jana hoga
step>2 ab apko sabse pahle apne dashbord ke ''SETTING'' option me click karna hai or apko ab ''Search Preferences'' pe click karna hai
in short:Dashboard>>Settings>>Search Preferences
step>3 ab apko meta tags ka ek option dikhega uske niche description ka hoga uske samne apko ek empty box milega usme apko apne blog ke baare likhna hai ki apka blog kis subject pe hai or apke blog pe kya kya hai or aap jo bhi apne blog pe likhte hai usko likh sakte hai lekin aap yeha pe kewal 150 words ka hi use kar sakte hai
ye lijiye ab apka meta tag description add ho gaya hai or ab apki blog bhi kuch time ke baad search me aane lagegi
read this:populer post widget blog ma kaise add karte hai
read more ka button blog me kaise lagate hai
free me template download karne ke liye free top sites ki list
blogger pe blog banane ke baad kya karna chahiye janiye yeha pe
read more ka button blog me kaise lagate hai
free me template download karne ke liye free top sites ki list
blogger pe blog banane ke baad kya karna chahiye janiye yeha pe
apko meri ye post kaisi lagi ye hame jarur bataye or agar apko is post ko lekar ya koi or jankari chahiye jo blogger se judi hai to hamse comment ke jariyr puch sakte hai
thankxxxx for read this
Share this
Receive Quality Articles Straight in your
Inbox by submitting your Email below.
hello readers
apko comment karne se pahle kuch bata diya jaye
1.ap comment me galat sabd ka prayog nhi karenge
2.ap internet se juda koi bhi sawal puch sakte h
3.ap koi bhi sawal bar bar n puche
agar aap chahte h ki apke comment ko publish nhi kiya jaye to bata dijiye ya ap HAMSE SAMPARK KARE form fill karke send kare
THANKXXXX