hello frnds
kya aap blogging me apna ek bahut acha future talash rahe hai to ye to pakka hai ki apke blog ko bhi iske liye ready rahna hoga apko apne blog me ache ache post dene honge hamesha apne blog ke readers ka dhyan rakhna hoga or agr apko apne blog ko bahut famous banana hai to apko apne blog ke post qulity ke sath sath uske designe pe bhi dhyan dena hita hai to aaj ham apko batate hai ki POST KE BICH ME CODE BOX KAISE ADD KARTE HAI OR YE Q JARURI HAI
sabse pahle jante hai ki code box blog ke liye kyo jaruri hai?
to chaliye ham apko batate hai ki apko ye code box apne blog me q add karna chahiye
ye bhi padhe:
aap agar is code box ka maza apne blog me lena chahte hai to apko ye steps follow karne honge
ye hai apka code
isko post ke bich me use kaise karte hai jante hai iske baare mekya aap blogging me apna ek bahut acha future talash rahe hai to ye to pakka hai ki apke blog ko bhi iske liye ready rahna hoga apko apne blog me ache ache post dene honge hamesha apne blog ke readers ka dhyan rakhna hoga or agr apko apne blog ko bahut famous banana hai to apko apne blog ke post qulity ke sath sath uske designe pe bhi dhyan dena hita hai to aaj ham apko batate hai ki POST KE BICH ME CODE BOX KAISE ADD KARTE HAI OR YE Q JARURI HAI
sabse pahle jante hai ki code box blog ke liye kyo jaruri hai?
to chaliye ham apko batate hai ki apko ye code box apne blog me q add karna chahiye
- apke blog me ye space<jagah >kam leta hai
- apka post behad acha lagne lagta hai apke post proffeshional look me aa jate hai
- apke blog ko log kahi jyada like karte hai
- apke post ki lenth short ho jati hai
ye bhi padhe:
- realeted post widget apne blog me kaise add kare
- blog me contact box add karne ka sabse easy trick
- blog me live demo or download button q or kaise lagaye
aap agar is code box ka maza apne blog me lena chahte hai to apko ye steps follow karne honge
- sabse pahle apko apne blogger.com me log in karke apne blog ke dashboard me jana hoga
- uske baad apko TEMPLATE pe click karna hoga
- ab apko EDIT HTML PE click karna hoga fir apko CTRL+F press karna hai
- ab apko ek search box show hoga usme apko ]]></b:skin> code search karna hai
- jab apko ye code mil jaye to apko niche diya gaya apko]]></b:skin> ke uper pest karna hai
- ab apko apne template save kar dena hai
- free me blog ya website kaise banaye
- har kisi ko apna blog q banana chahiye
- kisi bhi photo ko run kaise karaye
- blog me high traffic kaise paye
ye hai apka screen shot
/* Code Box
----------------------------------------------- */
.code {
background:#f5f8fa;
background-repeat:no-repeat;
border: solid #5C7B90;
border-width: 1px 1px 1px 20px;
color: #000000;
font: 13px 'Courier New', Courier, monospace;
line-height: 16px;
margin: 10px 0 10px 10px;
max-height: 200px;
min-height: 16px;
overflow: auto;
padding: 10px 10px 10px; width: 90%;
}
.code:hover {
background: #FAFAFA;
background-repeat:no-repeat;
}
ye to apko pata ho chuka hai ki code box ko apne template me kaise add karte hai or isase kya fayada hota hai ab apko batata hu ki isko post ke bich me kaise lagate hai
- sabse pahle aap o jagah<place>nishit kar le ki apko apne post kis jagah lagana hai
- uske baad ap janha bhi lagana chahte hai waha pe HTML section me jakar ye niche diya gaya code pest karde
- jab aap code pest karte hai to apko usko kuch change karne ki jarurat hoti hai
- aap dekh rahe honge ki niche jaha pe ye likha hai APNA CODE YEHA PE DALE waha pe apna code replace kar de
- fir aap COMPOSE section me jaye or apne post ka preview dekhe
<div class="code">
YOUR CODE
</div>
YOUR CODE
</div>
ab aap apne post ke bich me code box add karna sikh gaye hai agr apko is post ko lekar koi confusion hai to plzzz aap hame comment kare hamare forum me apna sawal puche ham apki poori help karenge
thankxxx for read this
Share this
Receive Quality Articles Straight in your
Inbox by submitting your Email below.
hello readers
apko comment karne se pahle kuch bata diya jaye
1.ap comment me galat sabd ka prayog nhi karenge
2.ap internet se juda koi bhi sawal puch sakte h
3.ap koi bhi sawal bar bar n puche
agar aap chahte h ki apke comment ko publish nhi kiya jaye to bata dijiye ya ap HAMSE SAMPARK KARE form fill karke send kare
THANKXXXX