Showing posts with label BLOGGING. Show all posts
Showing posts with label BLOGGING. Show all posts

top css hover image effect blogspot blogger ke liye jarur padhe

hello frnds 
aap sabhi blogging ka MAZAA le rahe hai or ham apko aaj fir apke blog me kuch mazedaar karne ki trick lekar aaye hai,frnds apne bahut se blogs me dekha hoga ki us blog ki kisi bhi imege per mouse le jate hai to kisi blog ka imege half spin hota hai or kisi ne hover effect laga rakha hai jisase usme kuch change ho jata hai jaise uska colour ka change hona etc to apka man bhi karta hoga ki aap apne blog me bhi aise hi kuch kar sakte to kitna accha hota to frnds aaj ham apko o sabhi trick or image effect ke baare me batayenge jo apko jarur try karna chahiye 

apko ham code de rahe hai aap try kare or jo accha lage usko use kare

1.Opacity

bahut saare bloggers is style ko use karte hai,bahut hi COOL style hai aap bhi use kijiye or dekhiye apke blog ke liye kaisa hai 
code1
.post img{
-webkit-transition: all 1s ease;
-moz-transition: all 1s ease;
-o-transition: all 1s ease;
-ms-transition: all 1s ease;
transition: all 1s ease;
}
.post img:hover {
opacity:0.7;
filter:alpha(opacity=50);
}

2.zoom out on hover

ye kuch alag hi style hai ye bahut hi accha hai jab koi imege pe mouse le jayega to imege autometic zoom hoga jo bahut slowly hota hai aap try kare 
code2
.post img{
-webkit-transition: all 1s ease; -moz-transition: all 1s ease; -o-transition: all 1s ease;
}
.post img:hover {
-o-transition: all 0.6s;
    -moz-transition: all 0.6s;
    -webkit-transition: all 0.6s;
    -moz-transform: scale(1.4);
    -o-transform: scale(1.4);
    -webkit-transform: scale(1.4);
}

3.brightness

ye bhi ek accha option hai ham sabhi bloggers ke liye jo apne blog me kuch new karna chahte hai apne reader ko attract karna chahte hai to apko ye jarur try karna chahiye 
code3
.post img{
-webkit-filter: brightness(60%);
-moz-transition: all 1s ease;
-o-transition: all 1s ease;
-ms-transition: all 1s ease;
transition: all 1s ease;
}
.post img:hover {
-webkit-filter: brightness(100%);
}

4.360* rotate on hover

frnds agar apko uper di hui designe pasand nhi aai hai to apko style ek baar jarur use karna chahiye 
code4
.post img {
-webkit-transition: all 1s ease;
-moz-transition: all 1s ease;
-o-transition: all 1s ease;
-ms-transition: all 1s ease;
transition: all 1s ease;
}
.post img:hover {
-webkit-transition: all 0.5s ease;
-moz-transition: all 0.5s ease;
transition: all 0.5s ease;
padding: 4px;
background: #eee;
background: -webkit-gradient(linear, left top, left bottom, from(#eee), color-stop(0.5, #ddd), color-stop(0.5, #c0c0c0), to(#aaa));
background: -moz-linear-gradient(top, #eee, #ddd 50%, #c0c0c0 50%, #aaa);
-webkit-border-radius: 4px;
-moz-border-radius: 4px;
border-radius: 4px;
-webkit-box-shadow: 0 0 3px rgba(0,0,0,.7);
-moz-box-shadow: 0 0 3px rgba(0,0,0,.7);
box-shadow: 0 0 3px rgba(0,0,0,.7);
-moz-transform: scale(1.2) rotate(-350deg);
-webkit-transform: scale(1.2) rotate(-350deg);
-o-transform: scale(1.2) rotate(-350deg);
-ms-transform: scale(1.2) rotate(-350deg);
transform: scale(1.2) rotate(-350deg);
-webkit-box-shadow: 0 0 20px rgba(255,0,0,.4), inset 0 0 20px rgba(255,255,255,1);
-moz-box-shadow: 0 0 20px rgba(255,0,0,.4), inset 0 0 20px rgba(255,255,255,1);
box-shadow: 0 0 20px rgba(255,0,0,.4), inset 0 0 20px rgba(255,255,255,1);
}

5. rotet and spin effect

is style ke baare me itna kaha ja sakta hai ki agar apko uper di hui style me se koi style nhi use karna hai to ye style jarur use kare bahut hi best hai rotet ke sath spin effect hai
code5 
.post img:hover {
opacity: 1;
-moz-transform: scale(1.2) rotate(-350deg);
-webkit-transform: scale(1.2) rotate(-350deg);
-o-transform: scale(1.2) rotate(-350deg);
-ms-transform: scale(1.2) rotate(-350deg);
transform: scale(1.2) rotate(-350deg);
-webkit-box-shadow: 0 0 20px #292832, inset 0 0 20px #292832;
-moz-box-shadow: 0 0 20px #292832, inset 0 0 20px #292832;
box-shadow: 0 0 20px #292832, inset 0 0 20px #292832;
webkit-border-radius: 50%; -moz-border-radius: 50%; border-radius: 50%;  rgba(0, 0, 0, .4);
-o-transition: all 0.8s ease-out;
-webkit-transition: all 0.8s ease-out;
-ms-transition: all 0.8s ease-out;
transition: all 0.8s ease-out;
}


template me code kaise add karte hai janiye step by step

  1. sabse pahle apko apne blogger.com me log in karke apne blog ke dashboard me jana hoga
  2. uske baad apko TEMPLATE pe click karna hoga
  3. ab apko EDIT HTML PE click karna hoga fir apko CTRL+F press karna hai
  4. ab apko ek search box show hoga usme apko  ]]></b:skin> code search karna hai
  5. jab apko ye code mil jaye to apko niche diya gaya apko]]></b:skin> ke uper pest karna hai 
  6. ab apko apne template save kar dena hai 
frnds ye rahi aaj ki post agar apko is post ke baare me kuch puchna hai to plzzz comment kare mai apki help jarur karunga 

request for you/agr apki thodi bhi help hui hai to

plzzz share this post with your frnds
 thannkxxx for read this

top 5 stylish sub-heading design bloggers blog ke liye jarur padhiye

hello frnds 
aaj ham sikhenge ki apne blogspot blog me stylish heading kaise use kar sakte hai waise to aap jante hi honge ki agar hamare pass html ki acchi jankari nhi hai to ham apne blog ke kisi bhi post me stylish heading nhi use kar sakte hai isliye ham apke liye lekar aye hai kuch bahut hi acche heading style apko ye jarur use karni chahiye,qki aaj har ek blogger adwance ho raha hai apne blog me kuch alag karna chah raha hai isliye ham apke liye lekar aaye hai ye bahut hi accha collection aap bhi use kijiye 

chaliye sikhate hai 

step1:log in your blogger dashboard(blogger dash board me log in ho jaiye)
step2:apko apne dashboard me dikh rahe TEMPLATE>> EDIT hTML click kare 
step3:apko ab ctrl+f press karna hai or ye code pest karna hai </b:skin> hit search
step4:ab apko niche diye huye kisi style ka code jo apko pasand aa jaye usko copy karna hai or </b:skin>ke just pahle pest kar dena hai 

chaliye style or code dekhate  hai

style 1

code 
.post h3{
margin-top:10px;
    max-width:95%;
    padding:6px 2px;
color: #000000;
    padding-left:10px;
    margin-bottom:10px;
    font-size:20px;
    font-family:'Oswald',sans-serif;
    background-color:#F8FAFD;
    text-decoration:none;
    border-left:10px solid #05A8FC;
    box-shadow:1px 1px 2px gainsboro;
transition: border-left .777s;
-webkit-transition: border-left .777s;
-moz-transition: border-left .777s;
-o-transition: border-left .777s;
-ms-transition: border-left .777s;
}
.post h3:hover {
  border-left:10px solid #FC2B2C;
}



style 2

post h3 {
color:#222222;
border-left:10px solid #222222;
border-right:10px solid #222222;
padding:3px 5px 3px  20px;
border-radius:15px;
-moz-border-radius:15px;
box-shadow:0px 0px 13px #222222;
-webkit-box-shadow:0px 0px 13px #222222;
-moz-box-shadow:0px 0px 13px #222222;
}
.post h3:hover {
color:#219DFC;
border-left:10px solid #219DFC;
border-right:10px solid #219DFC;
box-shadow:0px 0px 13px #219DFC;
-webkit-box-shadow:0px 0px 13px #32A4FC;
-moz-box-shadow:0px 0px 13px #32A4FC;
}


style 3


code


.post h3{
background: #F9F9F9;
font-family:'Oswald',sans-serif;
font-size: 120%;
padding: 6px 12px;
color: #333;
text-shadow: 1px 1px 1px #AAA;
border-bottom: 4px solid #03DA03;
-webkit-border-radius: 0 0 6px 6px;
-moz-border-radius: 0 0 6px 6px;
border-radius: 0 0 6px 6px;
-webkit-box-shadow: 1px 1px 2px #AAA;
-moz-box-shadow: 1px 1px 2px #AAA;
box-shadow: 1px 1px 2px #AAA;
margin: 6px 3px;
text-transform: capitalize;
width: 95%;
line-height:1.0em;
}
.post h3:hover {
border-bottom: 4px solid #003F80;
}

style 4


code 

.post h3 {
border-bottom-right-radius: 15px;
border-top-left-radius: 15px;
border: 3px solid rgb(251, 10, 38);
padding: 0px 1px 4px 14px;
box-shadow: rgb(251, 10, 38) 3px 3px3px;
color: rgb(251, 10, 38);
font-family:'Oswald',sans-serif;
font-size:120%;
font-weight:400;
margin: 0px 0px 1em;
text-transform: uppercase;
text-shadow: rgb(0, 0, 0) 1px 1px 0px;



style 5



code 5
.post h3 {
padding:5px;
border: 1px solid #cccccc;
-moz-box-shadow: 0 0 20px rgba(0, 0, 0, .2);
-webkit-box-shadow: 0 0 20px rgba(0, 0, 0, .2);
box-shadow: 0 0 20px rgba(0, 0, 0, .2);
color:#333333;
font:140% 'Oswald',Sans-Serif;
text-transform: uppercase;
}




customization:

1.aap apni custom font ka use kar sakte hai
2.aap font ke size ko badal sakte hai 
3.aap kisi bhi colour picker ka use karke colour ko bhi badal sakte hai


use kaise kare:


1.aap sabse pahle apne blogger ke post editor mr jaye 
2.apko janha pe bhi heading use karni hai us jagah pe SUB HEADIN use kare 
3.ab apko kuch type karna hai or preview dekhana hai 



frnds ye rahi aaj ki post agar apko is post ke baare me kuch puchna hai to plzzz comment kare mai apki help jarur karunga 


request for you/agr apki thodi bhi help hui hai to

plzzz share this post with your frnds
 thannkxxx for read this

5 online free tools free me website list scan karne ke liye janiye hindi me

hello frnds 
apko pata hai ki kabhi kabhi hamare blog me virus bhi aa jate hai or hamare blog ko bahut slow kar dete hai or bhi bahut se problem aane kagti hai isliye hame apne blog ko scan karte rahna chahiye jisase hame ye jankari hoti rahe ki kahi hamare blog me bhi koi virus to nhi aa gaya hai or apko iske liye ham kuch top rank ki site ke naam de rahe hai janha pe apko apne blog ko scan karne me bahut hi asaani hogi aap in sites me se kisi bhi site ka use kare apne blog ke baare me bahut sari jankari prapt kar sakte hai to chaliye apko ham sites ke name dete hai 



12 online free tools free me website list scan karne ke liye
1.scan my server
2.sucuri
3.free scan
4.quttera
5.detectify


1.scan my server
scan my server ek bahut hi acchi site hai ye apke blog ke baare me bahut si jankari apko email ke jariye deta hai,is site se apko apne blog me php etc ki jankari milti hai aap chahe to isko ek baar try kar sakte hai 

2.sucuri
sucuri ke baare me baat kare to apko bata de ki ye site scan ke mamale me bahut hi populer hai is site se aap apne blog ke baare me bahut sari jankari prapt kar sakte hai jaise ki kis search engine ne apko BLACK LIST me daal rakha hai,koi malware apke blog me hai ya koi hacker apke blog ko hack karne ki kosis kar raha hai in sabhi ke baare me jankari deta hai or sabse acchi baat ye hai is site ki ye sabhi plate from per work karta hai jaise BLOGGER,WORDPRESS,WIX,JOOMLA etc 

3.free scan
free scan sabse jyada upyog kiya jane wale site me se ek hai ye apke blog me un sabhi jankari ko pradan karta hai jiske baare me aap janana chahte hai jaise apka domain kab expire hoga apke ssl ke baare me koi virus hai uske baare me ya fir apke blog koi or problem ho to uski bhi jankari bhi deta hai lekin apko ye tool use karne ke liye pahle register karna hoga


4.quttera
quttera  ek bahut hi acchi site hai isme aap bina register kiye apne blog ko scan kar sakte hai or ye apko apke blog me malware,phishing,risk etc ke baare me jankari deta hai aap yeha se apne blog ke baare me bahut si jankari prapt kar sakte hai apko ye site  jarur try karni chahiye



5.detectify
detectify ye site SAAS besed pe work karta hai is site ko use karne ke liye apko pahle register karna hoga uske baad me ap is site ka use kar  sakte hai ye apke blog ke baare me 100+report deta hai isme apke blog me malware or phishing se judi bhi jankari hoti hai or jab aap is site me register karte hai to ye apko 14days ka trial time deta hai lekin uske baad apko is site ki service lene ke liye fee pay karni hogi and i want say it is not good but iski free trial jarur use kare  


request for you/agr apki thodi bhi help hui hai to

plzzz share this post with your frnds
 thannkxxx for read this



blogger me comment form short policy massage kaise add karte hai janiye hindi me

hello frnds 
aap agr ek acche or pro blogger hai but no like me to apko pata hona chahiye ki apke blog ke liye apke readers ka comment kitna jaruri hai ye isliye jaruri hai ki apko readers se prerna milti hai,lekin apne dekha hoga ki kabhi kabhi kuch log bahut bekar bhasha me coment karte hai to iske liye apko apne blogspot blogger me ek comment policy banani chahiye ye isliye ki jab bhi koi apko comment kare to pahle comment policy  padh le uske baad me comment kare to chaliye ham apko batate hai ki kaise app bvlo0gger me comment policy add karte hai comment bbox ke uper 

to chaliye sikhte hai?

1.sabse pahle apko apne blogger dashboard me log in hona hai..
2.ab apko apne dashboard me dikh rahe SETTING ke icon pe click karna hai...
3.uske baad apko POST,COMMENT&sharing wale section pe click karna hai..
4.ab apko Comment Form Message ke samne ek add ka option milega apko uspe click karna hai. 
5.jab app add pe click karte hai to apke samne ek massage box open hota hai jisme apko koi bhi short policy add karni hai 
6.uske baad apko SAVE SETTING pe click karna hai 
7.ab apko apne massage ka preview dekhna hai ki kaisa lag raha hai maine jo add kiya hai o aap niche dekh sakte hai 







dosto ye post apki help jarur help karegi or apse ye asha hai ki aap isi tarah apna pyar banaye rakhenge dosto agr apko koi jankari chahiye to aap hame comment kare ya mail kare ham apki help karenge aap hamre forum me apna sawal jarur kare apko jawab jarur milega aap is forum me screen shot bhi bhej  sakte hai 




blog(website) ki traffic kaise badhane ke liye jane kuch top tips

hello frnds
aap logo ne blog bana liya hai ab aap post bhi likh rahe hai or apko traffic bahut kam hi mil rahi hai to aaj ham apko kuch aise tips batayenge jisase apke blog ki tarffic bahut hi asaani se badhane lagegi lekin ye bhi baat apko samjhni chahiye ki aap jo kuch bhi apni life me hasil karte hai o sab apki mehnat per hi nirbhar hota hai isliye mai apko jo bhi trick batau ya aap kisi or blog se jane un sabhi ko apne blog ko behtar banane ke liye jarur use kare to chahliye ham apko kuch bahut hi badhiya tips de raha hu aap usko jarur use kare 

mujhe viswas h ki a apki jaroor madad karegi

1.khoobsurat or fast load hone wala templet use kare

har ek visitor chahta h ki apki site sundar or fast open hone wali chahiye,kyoki aap jab kisi site ko open karte hai to aap chahte hai ki website ya blog turant open ho jaye or sabse badi baat aaj bhi bahut se log apke blog ko 2g network me hi padhte hai jo apke blog ki loading acchi na hone se udas hote hai or apka blog bina kuch dekhe ya jane ki apke blog me sabse behtrin chij kya hai ye sab jane bina hi close kar dete hai fir apke blog pe wapas nhi aate hai jo apke blog ke liye bahut hi bekar chij hai isliye aap apne blog me bahut fast loading wala or khoobsurat bhi lage aisa template use kare yahi apke liye accha rahata hai.....

template kaha se download kare free me click hare 

2.apke post ka tittle thoda bada hona chahiye

apne dekha hoga ki bahut se blogger aise bhi hote hai jo ki tittle ke naam pe kewal do words likh dete hai aisa karne se apke search rank pe bahut asar padta hai kyoki koi bhi search engine sabse pahle unhi result ko show karta hai jiska tittle thoda lamba hota hai or aap ye bhi kah sakte hai ki lambe post tittle ko koi bhi search engine bade ashani se padh leta hai or apke post ko search me acchi rank deta hai isliye apko  apne post ka tittle thoda log rakhna chahiye

3.share button ka istemal kare

aap apne blog ki sabhi post me share button ka istemal jarur kare kyoki bahut se reader apke fan bhi hote hai ya ho sakta hai apne jo jankari apne blog me di hai o bahut helpfull hai to apka reader apke post ko share karna chaahe or jab apke post ke niche ya uper share buttons nhi honge to usko share karne me bahut problems hogi to apko share button jarur add karne chahiye ,,,ap apne blog  k setting me jaiye vaha pe share button ka option hota h waha se share button jaroor lagaye  ho sakta h ki koi content visitor ko pasnd aa jaye or share kar de like facebook  pe etc

4.ap doosre k blog pe b comment kare 

apko hamesha dusre blog ko read karna chahiye or comment bhi karna chahiye aisa karne se apko famous hone ke chance banenge apko dusre blog se backlink bhi milegi,or apko apne blog pe aaye huye comment ka reply jitna jaldi ho sake utna fast kare kyoki apke visitors ko apka jawab 24hrs me to chahiye isliye apko reply jald se jald karne ki koshis karni chahiye ap doosro k bhi blog padhe or  agr kisi ka ans jante h to jaroor comment kare 

5.keywords ya labels ka use jarur kare

aap jo bhi post likhe usase juda ek labels bhi banaye apke visitors ko koi post pasand aati hai to usko us post se jude or bhi jankari chahiye hoti hati hai or jab aap labels ka use karte hai to readers ko bahut hi asani hoti hai ek hi topic per post padhne me isliye apko labels ka use jarur karna chahiye 


heme aasha hai ki apko is post se bahut sahayata milegi 

frnds ye rahi aaj ki post agar apko is post ke baare me kuch puchna hai to plzzz comment kare mai apki help jarur karunga 

request for you/agar apki thodi bhi help hui hai to

plzzz share this post with your frnds
 thannkxxx for read this


on page seo kya hai or isko kaise use karte hai apne blog ya site ke liye janiye hindi me

hello frnds 
aaj ham apko batayenge ki aapko apne blog ke liye SEO ko kaise use karna chahiye or apko apne blog me isko use karne ki jarurat kya hai SEO ka matlab kya hota hai or bhi bahut se aisi jankari hai jo apko janani chahiye aapne blog bana liya hai lekin apka kam blog banake chor dena nhi hota hai apko apne blog ke liye bahut work karna hota hai jisase apka blog search me aaye apke blog pe traffic aaye or ham apne blog ke famous ho jaye ham apni blog ki traffic badhane ke liye bahut se research karte hai unko use karte hai lekin jo hamare new bloggers hote hai o seo ke bare me kuch nhi jante hai to chalte hai aaj ham apko iski poori details acchi tarike se denge...


1.seo kya hai?
seo ka matlab hota hai search engine optimize jo ki hamare blog me hamare dwara kiye gaye research me se ek hai ham apne blog ko rank dilane ke liye bahut se method ka use karte hai seo unme se ek hai jiska use karke ham apne blog ko search engine me ek accha rank dila sakte hai isme bahut se proccess hote jinko poora karke ham apne blog ko ek behtar rank dilate hai google,bing,yahoo jaise search engine me or ham bahut hi badhiya traffic prapt karte hai....

2.seo ki kya jarurat hai apko?
 agr aap internet ke baare me jante hai ya aap koi online produck sell karna chahte hai to apke pass ek site hona bahut jaruri hai or jab apke pass site hogi to aapko usko search engine  me top rank me lana bhi jaruri hai qki jab apke site pe visitors aayenge tabhi to apka produck sell hoga or aap paise kama payenge.....

type of seo
seo do tarah ke hote hai jo niche diya gaya hai 
  • on-page seo
  • off-page seo

on page seo
sabse pahle ham jante hai on page seo ke baare me ki ye kya hai or isko apne blog me kaise use karte hai jab ham apne blog ko google jaise search engine ke liye ready karte hai or apne blog ko search engine ke liye edit karte hai to ham usko on page seo kahte hai on page seo me ham kya karte hai janiye
  • website ki speed:apke liye jaise apke blog ke template jaruri hai ki uski disgine acchi ho dekhne me acchi lage to apko apne blog ke loading speed pe bhi dhyan dena chahiye 

  1. apke blog ki speed 1-5 sec hai to bahut accha hai
  2. apke blog ki speed 5-10 hai to bhi accha hai
  3. lekin agr apke blog ki speed 10 sec se jyada hai to apko apne blog me kuch devlop karna hoga
  4. blog ki speed badhane ke liye apko usme jitne bhi bade bade pic hai unko replace kar de,blog me jo bekar ki ccs code hai unko bhi hata de apke blog ki speed fast ho jayegi

  • tittle tag:kisi bhi site ya blog ke rank ko incress karne ke liye tittle tag ka hona bahut jaruri hai agr apne tittle ko optimize kiya hai to apko search engine se bahut fayada hoga 
  1. accha tittle banane ke liye apko apne tittle me 70 words se jyada word nhi use karna hai
  2. apka main keyword jarur ana chahiye kam se kam ek bar to jarur 
  3. janha tak ho sake main keywords ko sabse pahle likhe tittle me
  4. tittle me baar baar same keyword na use kare,qki google apki post ko spam bhi kar sakta hai
  • meta description:meta description ko ham apne blog me isliye use krte hai jisase google ya or koi search engine ye samjh jaye ki hamare blog me kya hai agr apne apne blog me sahi se meta tag add nhi kiya hai to apke blog ke search me aane ki sambhawan 12% hi bachti hai jo ki bahut hi kam hai 
  1. agr apka blog kisi news blog ki taraha hai to apko meta tag me ye likhna chahiye ki aap yeha pe kis tarah ki jankari pa sakte hai ya kis kshetra ki jankari pa sakte hai 
  2. apke meta tag me apke blog se jude sabhi main keyword hone chahiye
  3. apko meta tag me jab bhi koi new post dale or uska keyword apne meta tag me nhi add kiya hai to turant update kar de

  •  keyword density:ye bhi ek bahut hi bada sawal hota hai apke blog ke liye ki apne apne blog ko search me aane ke liye kitna ready kiya hai apko koi bhi post likhte wakt ye pata hona chahiye ki apko apne post me main keyword kitni baar use karna hai to answer ye hai ki agr apne post ko 1000 words ki likhi hai to apko apne post me main keyword ko 50 baar use karni hai   exa:apne apne post ka main keyword seo kiya hai to aap kewal 100 words ke bich me 5 bar hi seo likh sakte hai like this 100words=5main keywords,,1000words=50 main keywords
  • hidden content:hidden content ka matlab hota hai ki bahut se log apne post ko page me likhkar publish kar dete hai or usko hidden bhi kar dete hai sochte hai ki unko isase acchi traffic milegi lekin aisa kuch nhi jab koi reader apke blog pe us post ke jariye aata bhi hai to apke blog pe usko ye post kahi pe dikhai nhi padti hai or o udas ho jata hai google HIDDEN content se bahut hate karta hai


  • image alt tag:apko pata hoga ki google me jab ham kisi bhi chij ki pic search karte hai to usase jude bahut se photo apko dikhata hai,aap sochte honge ki shayad google photo ko dekh kar search me lata hai galat hai,google jo bhi pic deta hai usme jo ALT tag hota hai usko read karke photo ko apke samne lata hai isliye hamesha apko apne photo me alt tag jarur add kare 


  • url structure:apko pata hai ki apke post ka jo link hota hai o bhi ek tarah se apke blog ki traffic incress karne me apki help karti hai, aap jab bhi post ko likhe to custom link ka use karke link ko bahut hi easy banaye jisase google ya koi or search engine apke link ko padhkar blog ko search me la sake


  • internel link:aapko apne post me apne old ke link bhi add karna chahiye jisase apke reader apke blog pe jyada se jyada time de sake lekin yaad rakhe ki agr apne post google ke baare me likhi hai to apko us post me sabhi link isi topic se related hi dena hai or hamesha yaad rakhe ki apko ek post me kewal 5 link hi add karni hai


  • bold keywords:ham apne post me main keywords blod rakhne chahiye isase hame bahut help milti hai traffic me or earning me qki pahli baat google jab dekhta hai ki apke post me koi keyword bold me hai to uspe o focus karta hai or agr apke blog pe adsense hai to ads bhi main keywords se jude hote hai jisase hamare earning ke chance badh jate hai


  • website ki sanrachna:apko apke blog ki rachana ko bahut hi carefully lena chahiye aap isko kaise use karte hai ye bahut jaruri hai apke blog ke liye,apko apne blog ki template bahut hi acche se use karna chahiye aap uska hight and width ko desktop or mobile ke hisab se rakhe aap jab bhi koi responsive blog ko padhte hai to apko koi pareshani nhi hoti hai,apko apne blog ki template attractive rakhni chahiye jisase reader ko apka blog padhne me bhi maza aaye 
  • responsive template:iska matlab ye hota hai ki agr apke blog ko koi bhi kisi bhi device me open kare to apka blog apne aap hi us divice ke hisab se set ho jaye jisase apke reader ko jyada dikkat na ho apko apne template ke responsive hone ke sath sath usme use kiye huye pic ko bhi responsive rakhni chahiye 
  • post lenth:apki post jitni long hogi utna hi accha hai apko apne post me kam se kam 1000words use karna chahiye lekin iska matlab ye nhi hai ki aap apne post me kuch bhi likhte rahe qki readers ko jankari chahiye agr apke blog pe ye hoga to o jarur aayenge
  • site map:ye bahut jaruri hota hai kisi bhi blog ke liye qki jab google kisi bhi chij ko search karta hai to sabse pahle o blog ki sitemap ko read karta hai or dekhte hai ki agr apke blog me site map hai to google apke post ko turant search me le aata hai  or jab apke blog me ye add nhi hota hai to google ko apke post tak pahuchne me dikkat hoti hai or o apke blog ko chor deta hai jo apke blog ki liye bahut harm full hai 

to ye rahi apke ON PAGE SEO KI JANKARI ab apko off page seo ki jankari ham apko agle post me denge aap hame jarur bataye ki apko ye post kaisi lagi 

thankxxx for read this

Ads Inside Post