free me blog ya website kaise banate hai blogger pe janiye hindi me

hello frnds
ap sabhi jante h ki aaj ham jyada se jyada kamane ki sochte jaise hamare pass koi product hai or agar use online becha jaye to kitna profit hoga aap soch bhi nhi sakte h lekin kisi bhi talent ko ya koi vichar ko ya koi group ko duniya tak lane k liye koi rasta hona chahiye to
frnds o rasta h blogging ap blogger per free blog bana sakte lekin kaise chaliye jante h
blog

realeted post widget apne blog me kaise lagaye janiye hindi me

hello frnds
aaj ham lekar aaye hai ek bahut hi badhiya tricks jo apke blog me char chand jarur laga degi dosto jab ham kisi bhi blog ko visite karte hai to usme ke ham post padhte hai jab ham ek post padh lete hai to ham usi subject se releted post or bhi padhna chahte hai or fir ham sochte hai RELATED POST WIDGET ke baare me jo hamare in sabhi problem ko slove kar deta hai

sabse pahle jante hai kuch sawalo ke jawab

$=related post widget q lagaye apne blog me????

ans;apke blog me jab koi visiter aayega to uska man karta hai ki o jis bhi subject se releted             post padh raha hai usase related bahut se post usko aap ke hi blog pe mile or o chahta             hai ki usko jayada search bhi na karna pade isase ye hota hai ki raeders bade aram se               apne man pasand topic pe post padhte hai or apke blog pe jayada time dene lagte hai

$=kya isko ham RELATED POST WIDGET ko apne blog me laga sakte hai??

ans;ha bilkul aap isko bade aaram se apne blog me laga sakte hai isko lagane ke liye apko koi         jankari ki jarurat nhi hai bas apko jo bataya jaye aap usko carefully follow kare to apko           koi pareshani nhi hogi

related post widget blog me kaise lagate hai

sabse pahle apko is site pe jana hoga hoga uske baad apko ek tab dikhai dega usme apko ye jankari dalni hai

1. apka e-mail address kya hai
2. apke blog ka naam kya hai
3. apka blog kis platefrom pe hai {jaise;blogger,wordpress etc}
4. aap kitne post dikhana chahte hai
jab aap in sabki jankari de denge to apko GET WIDGET button pe click karna hoga

ab apko install widget pe click kare
uske baad add widget pe click karo

aab app apne blog ke dashbord me aa gaye hai apne jo widget add kiya hai usko main post wale section ke niche isko add kar de or uske baad aap save aggriment pe click karke save kar de

ab app apna blog chek kar sakte hai apke blog me RELATED POST widget lag chuka hai

agar apko kuch puchna hai ya janna hai to aap jarur puch chahe to comment bhi kar sakte hai

thankxxxxx

top 5 sites email padhkar monthly paise kaise kamaye ke liye read email AND get money

hello frnds
apko pata hai aaj harjagah pe thodi to berojgari hai lekin kuch log aise raste apnate hai paise kamane ke liye jo apko ek baar to chouka denge ki kya kabhi aisa ho sakta hai to apko bata du aaj apko bahut se aise log mil jayenge lo internet se bahut sara paisa kama rahe hai lekin sabke paise kamane ke style alag hai koi blogging karke koi face book se or bhi bahut se aise source hai jinko use karke aap paise kama sakte hai aaj ham apko batayenge ki app mail padhkar paise kaise kama sakte hai

kya ye sach hai e-mail padhkar paise kama sakte hai

ji haa ye baat bilkul sach hai aap email padhkar hajaro rupye kama sakte hai lekin kisi ne kaha hai
hard work is key off succes
bina mehnat kiye to ham kuch bhi nhi paa sakte hai lekin agar ham ye than le ki hamko ye hasil karna hai to usko pane se bhi hame koi nhi rok sakti hai
isliye aaj ham apko u  top five site ki list dunga jo apko sirf mail padhne ke paise deti hai

list off top sites

dosto ye site ek bahut hi badhiya site hai  hai yeha pe apko email padhne ke rupye milte hai sabse achi baat ye hai ki jab aap is blog ke gold member ship me shamil ho jate ho to apko apka payment 72hrs me de diya jata hai
to jarur visite kare

paisa live ek bahut hi badhiya site hai yeha pe apko account banate hi 99inr diya jata hai app yeha pe ek mail ka 10paise se 50 rupee tak ka kama sakte hai yeha pe aap apne frnds ko bhi invite karke paise kama sakte hai ye apko chek ke jariye payment karti hai

ye bahut hi badhiya site hai yeha pe agar aap mehnat kare to apko 10000rupee month bade aaram se kama sakte hai aap ko bas utni mehnat karni hai jitna aap ek office me one hrs me karte ho aapko yeha login karna hai or is site ko lagbhag 2hrs time dena hai yeha pe apko ek mail ke 1rupee se 200rupee tak mil jayenge or jab bhi koi apke throw is site se judeg to spko 100rupee milenge

senderning site pe paise kamane ke bahut se source hai yeha pe aap survey complete karke online shoping karke mail padhkar paise kama sakte hai yeha pe apko ek mail padhne ke 1$ se 5$ tak mil sakte yani ham kah sakte hai ki ek mail padhne ke 65 rupee milenge or haa agar aap apne account me 6month login nhi karte hai to apko account senderning delete bhi kar sakta hai aap yeha se 30$ ka payout le sakte hai

ye site apko baut se paise kamane ke liye option deti hai jaise mail padhkar paise kama sakte hai  yeha pe dher sare offer aate hai unse paise kama sakte hai apko bata du ki ye site 2002 se online hui  hai or ab tak online hai frnds ko invite karke bhi aap paisse kama sakte ho

asha hai apko ye post jarur pasand aayegi agar apko kuch puchna hai to aap sidhe comment box me comment karke puch sakte hai ya apko koi or jankari chahiye to jarur commentkare

top 10 websites online free me paise kamane ke liye

hello frnds
aaj kal to har koi apni kamai online karna chata hai or ye bhi kahte hai ki online paise kamana bahut hi kathin kaam hai yani hard work hai lekin aap ko mai batana chahunga ki online paise kaana me koi jyada bad problem face nhi karni hoti hi ye bhi sach hai ki BINA MENHAT KE TO KUAA PANI BHI NHI DETA HAI

apne abhi tak bahut se sites pe work kiya hoga lekin sabne apko dhokha hi diya hoga lekin aaj ham apko kuch aise sites ke naam dunga jinko kaam karte huye bahut saal ho gaye hai or 100% trusted hai agar aap online work karne ke shoukin hai to mai to apko yehi site suggest karunga

sabse pahle jante hai ki online kamane ke liye kin chijo ki jarurat hoti hai

1. apko ek mail id chahiye
2. apko bank account chahiye
3. apko ek paypal account chahiye
4. ap jis site pe paise kamana chahte hai uspe account chahiye

hamko  internet ki kamai ke paise kaise milenge

aap jis bhi site pe work karke paise kamayenge waha se apko paise jo bhi milenge wo sabhi  dollor me honge or dollor videshi paise hote hai usko apne yeha yani aap jis desh me rahte hai waha pe lane ke liye apko ek paypal account ki jarurat hoti hai to apko sabse pahle paypal account bana lena chahiye
jab apko paise nikalne honge to apko apne paypal account ka email dena hoga uske baad apke account me o dollor transfer ho jayenge uske baad apko paypal account se apne bank me paise transfer karne honge

top 10 sites list apke liye jo trusted hai 100% aap jarur use kare

aaj ham apko un sabhi top 10 sites ki list dunga jobahut se saalo se online work karne ke paise de rahi hai

agar aap kewal search ke jariye paise kamana chahte hai to apko bata du apke liye qmee bahut hi badhiya site sabit hogi lekin shayad abhi india me work nhi kar rahi hai to agar kar rahi hai to apko jarur isko use karna chahiye lekin isme search karte samay ye baat dhyan rakhnei chahiye ki apko ek hi topic baar baar search nhi karni hai nhi to apko kuch nhi milega

agar apko vidio dekhne ka shouk hai to apko is site pe jana chahiye yeha pe apko roj kuch vidio dekhne ko milega jo vigyapan hote hai jinko dekhne ke hame paise milte hai yeha pe aap jitne jyada vidio dekhte hai apko utne hi jayada paise milte hai

ye  site bahut hi populer site hai yeha pe aap kai tariko se paise kama sakte hai vidio dekhkar game helkar or kisi bhi topic pe search karke bhi badhiya paise kama sakte hai yeha pe aap serve karke bhi badhiya paise kama sakte hai
agr aap mehnat kare to aap yeha se 20pound se jyada kama sakte hai ek mahine me

aap is site me free me register karke paise kama sakte hai yeha pe apko bahut se tariko se kaam karna hota hai jaise web designe karke kisi bhi project ko pura karke aap yeha pe koi bhi karte hai to ous kaam ke paise per project ke hisab se deti hai aap yeha akar isko dekh sakte hai

agar aap kewal sarve karke paise kamana chahte hai to ye site apke liye behtar option hai yeha pe aap kewal sarve karke paise kama sakte hai

agar apko content likhne ka man hota hai lekin apko uske paise nhi mil rahe hai to apko is blog pe content dena chahiye yeha pe content likhne ke apko paise milte hai aap yeha pe 300$ month kama sakte hai

agar aap deta entry me expert hai to apko is site me abhi register karna chahiye yeha pe apko work karne ke liye ek test dena hota hai jaha pe apko 90% marks lane hote hai uske baad hi aap yeha work karne me able honge

is site pe registration karte hi apko 350 rupee bonous milta hai yeha pe apko yeha pe aap apne dosto ko invite karke badhiya paise kama sakte hai yeha game khelkar bhi aap paise kama sakte hai is site me aap jab gold member ship ho jate hai to apko 72 hours me payment kar diya jata hai

agar aap ko photography ka shouk hai to shayad apko pata na ho ki aap apne photo ke jariye badhiya paisa kama sakte hai agar apke dwara jo photo upload kiye gaye hai agr unko koi load karta hai to apko uske paise milte hai

agar aap mail padhne ke shoukin hai to apko is site me jana chahiye aapko yeha pe mail padhne ke paise milte ek mail ke apko lagbhag 60rupee milte hai jab apke account me 2000inr ho jaye to aap usko draw kar sakte hai

frnds agar apko mere dwara di gayi jankari jara sibhi usefull ya kaam ki lage to aapko share jarur karna chahiye  AGAR APKE PASS KOI SAWAL HAI TO comment BOX ME hame bataaye ham apki help karenge

custom template me menu kaise add karte hai POORI JANKARI

hello frnds
apko blog banane ke baad ham apne blog ko bahut hi pyara sa banana chahte hai to ham apne blog me bahut se template upload karke dekhte hai lekin kuch template me menu pahle se hi bane hote hai jinko hame change karna hota hai lekin ham ye nhi jante hai ki inko change kaise kare to aaiye jante hai

custom template ke menu change kare
• apko pahle jo template pasand hai usko upload karna chahiye
• upload hone ke baad usko apne laptop ke browser me open karna chahiye
• open hone ke baad apko jo menu dikhai de usko note kar lena chahiye
• ab apko apne blog ke dash board me jana chahiye
• uske baad apko TEMPLATE per click karna chahiye
• ab apko EDIT HTML pr click karna chahiye
• usme ek baar click karke CTRL+F press karna chahiye
• ab apke samne RIGHT HAND me uper search box dikhai dega
• usme apko jo menu change karna hai
EXA:jaise apko apne blog me BLOGGER dikhai de raha hai or app isko change karna chahte              hai to apko pahle SEARCH BOX me BLOOGER daal ke search karna hai to apke samne                     blogger  high light ho jayega isko aap apne hisab se change kar sakte hai

ab apko bas apne template ko SAVE kar lena hai

agar apke pass koi question hai to hamse jarur share kare ham apkihelp karenge

blog me menu baar kaise add edit karte hai POORI JANKARI

hello frnds

aaj ham baat kaenge ek aise topic pe jiske na rahne se apka blog bilkun bhi kisi kam ka nhi lagta hai aap soch rahe honge ki aisa kya baat hai to ham apko bata de ki jab ham blog banate hai to ab hamko apne log ko bahut hi badhiya disgine karna hota hai lekin inme sabse jyada behtar bhumika nibhate hai lekin kya apko pata hai ki isko kaise banate hai agr apko nhi pata hai to chaliye jante hai ki isko kaise banaye or apne blog ko ek acchi si designe de qki ek visiter blog ki look theme uska colour etc pe baht hi jyada dhyan deta hai isme hi uska intrest hota hai

blog me menu kyu banaye

• isase blog dekhane me badhiya lagta hai
• apke blog pe jo visiter aata hai usko pata chal jata hai ki apka blog kis topic ke uper hai
• apko bhi bahut badhiya lagega
menu ko blog me kaise add kare

•  sabse pahle apko apne blog ke LAYOUT wale option per click kare
• uske baad apko apko LAYOUT me CROSS COLOM ke niche jo add a gadget hai uspe click kare
• jab aap ADD A GADGET pe click karenge to ek new window open hogi jisme apko HTML pe click karna hai
• uske baad apko ye code usme dalna hai

blogger

wordpress

blogger

blogger

blogger

blogger

jab aap is code ko peste karenge to apko isme kuch change karna hoga EXA niche dekhe

apko you tube naam se ek menu button banana hai
to apko ye karna hoga

you tube

ye bahut hi simple hai aap aise hi jitne chahe button bana sakte hai chahe jitne

abaap hame bataye ki apko meri yepost kaisi lagi

happy blogging

Ads Inside Post