Showing posts with label in free. Show all posts
Showing posts with label in free. Show all posts

android mobile se computer ko kaise control kare poori jankari

hello frnds
kya apko pata hai ki aap apne mobile ko apne pc ya computer ke liye mouse ke liye kaise use kar sakte hai???? ji ha ye baat 100%sach hai ki agar aap apne pass android phone rakhate hai to apko apne computer ke liye mouse ya keyboar kharidne ki koi jarurat nahi hai lekin apko usko liye sirf ye step follow karna hai or aap apne mobile ko ek mouse or keyboard me badal sakte hai

to chaliye ham apko batate hai ki apko is trick ki jarurat kab pad sakti hai?
1.apka mouse achanak kharab ho jaye
2.apke keyboard me koi problem ho jaye 
3.aap kisi se mouse ya keyboard leke aaye or o wapas leke chala jaye

apko apne computer ko mobile se control karne ke liye kya chahiye?
a.sabse pahle apko apne mobile me MAX REMOTE naam ka ek application install karni hai 





b.uske baad apko apne computer me iska window version download karna hai

                                                                                               
                                                             DOWNLOAD
ab apne dono software install kar liya hai to chaliye ab dekhte hai ki isko use kaise kare 
1.sabse pahle aap apne computer me MAX REMOTE ko open kare 
ss dekiye

2.uske baad apne mobile me open kare or autometic search pe click kare 
3.ab apko apke mobile me ek MAX REMOTE naam ka address milega apko uspe click karna hai or apke click karte hi ek panal open hoga 
4.usme apko mouse ke icon pe click karna hai,click karte hi apko ek notification milega usko OK karna hai or apko ek mouse mil jayega jo WI-FI mouse hai 
5.ab apke pass ek wifi mouse hai or apko batata hu kuch badhiya baate is application or software ke baare me 

a.aap jo keyboard dekh rahe hai usase asani se typing kar sakte hai
b.aap mike ke icon pe click karke direct google me search kar sakte hai
c.aap mobile ke icon pe click karke besic input,text transfer,vlc player etc ka use kare                                       
d.aap jo MONITER ka icon dekh rahe hai uspe click karte hi apko ye chije badi asani se                  milengi or aap direct ye programe open kar sakte hai opera,google crome,power                         point,exel,wordpad,note pad ,calcutatoretc

final:
ab apke pass ek bahut hi accha system hai jisase aap kisi bhi computer ko badi asani se apne mobile ke isharo pe chala sakte hai or bina kisi keyboard ya mouse ke control kar sakte hai dosto isi tarah hamare sath bane rahe ham apko behtar jankari dene ki kosis karenge 

request for you/agr apki thodi bhi help hui hai to

plzzz share this post with your frnds
 thannkxxx for read this



  

5 online free tools free me website list scan karne ke liye janiye hindi me

hello frnds 
apko pata hai ki kabhi kabhi hamare blog me virus bhi aa jate hai or hamare blog ko bahut slow kar dete hai or bhi bahut se problem aane kagti hai isliye hame apne blog ko scan karte rahna chahiye jisase hame ye jankari hoti rahe ki kahi hamare blog me bhi koi virus to nhi aa gaya hai or apko iske liye ham kuch top rank ki site ke naam de rahe hai janha pe apko apne blog ko scan karne me bahut hi asaani hogi aap in sites me se kisi bhi site ka use kare apne blog ke baare me bahut sari jankari prapt kar sakte hai to chaliye apko ham sites ke name dete hai 



12 online free tools free me website list scan karne ke liye
1.scan my server
2.sucuri
3.free scan
4.quttera
5.detectify


1.scan my server
scan my server ek bahut hi acchi site hai ye apke blog ke baare me bahut si jankari apko email ke jariye deta hai,is site se apko apne blog me php etc ki jankari milti hai aap chahe to isko ek baar try kar sakte hai 

2.sucuri
sucuri ke baare me baat kare to apko bata de ki ye site scan ke mamale me bahut hi populer hai is site se aap apne blog ke baare me bahut sari jankari prapt kar sakte hai jaise ki kis search engine ne apko BLACK LIST me daal rakha hai,koi malware apke blog me hai ya koi hacker apke blog ko hack karne ki kosis kar raha hai in sabhi ke baare me jankari deta hai or sabse acchi baat ye hai is site ki ye sabhi plate from per work karta hai jaise BLOGGER,WORDPRESS,WIX,JOOMLA etc 

3.free scan
free scan sabse jyada upyog kiya jane wale site me se ek hai ye apke blog me un sabhi jankari ko pradan karta hai jiske baare me aap janana chahte hai jaise apka domain kab expire hoga apke ssl ke baare me koi virus hai uske baare me ya fir apke blog koi or problem ho to uski bhi jankari bhi deta hai lekin apko ye tool use karne ke liye pahle register karna hoga


4.quttera
quttera  ek bahut hi acchi site hai isme aap bina register kiye apne blog ko scan kar sakte hai or ye apko apke blog me malware,phishing,risk etc ke baare me jankari deta hai aap yeha se apne blog ke baare me bahut si jankari prapt kar sakte hai apko ye site  jarur try karni chahiye



5.detectify
detectify ye site SAAS besed pe work karta hai is site ko use karne ke liye apko pahle register karna hoga uske baad me ap is site ka use kar  sakte hai ye apke blog ke baare me 100+report deta hai isme apke blog me malware or phishing se judi bhi jankari hoti hai or jab aap is site me register karte hai to ye apko 14days ka trial time deta hai lekin uske baad apko is site ki service lene ke liye fee pay karni hogi and i want say it is not good but iski free trial jarur use kare  


request for you/agr apki thodi bhi help hui hai to

plzzz share this post with your frnds
 thannkxxx for read this



mp3 file ko ya kisi file ko blogger blog me kaise upload karte hai bilkul free janiye hindi me

hello frnds
aaj kal sabhi chahte hai ki unka blog wordpress pe ho lekin kuch wajah hoti hai jinke karan kuch blogger apne liye wordpress ko costly option mante hai blogging bhabhishya ke liye or apko ye bhi jankari hai ki blogger ya kisi or plateform se jyada better hota hai wordpress jisme bahut si chije badi asaani se ho jati hai jaise kisi file ko upload karna hai to bas  select kiya or upload kar diya bas ho gaya lekin agr aap blogspot blogger hai to yahi kam apke liye thoda sa hard ho jata hai lekin aaj ham apko batayenge ki aap kisi bhi file ko bina kisi paid service ke or aaj ham is post me janenge ki aap kaise ek MP3 SONG ko bahut hi asani se apne blospot blog me upoad kar sakte hai or ye aisa hoga ki koi bhi download bhi kar sakta hai or song ko online sun bhi sakta hai to chaliye start karte hai 

lets start hare
1.sabse pahle aapko apne blogger dashboard me login karna hai...
2.ab apko new post wale button per click karna hai ya aap us post ko choose kare jisme apko mp3 file upload karni hai,,agar apka post pahle se publish hai to uske iche dikh rahe EDIT wale option pe click kare 
screen shot
3.ab aap isko aise hi chor de or apne browsr me www.drive.google.com open kare or apne gmail id se usme log in kare 

4.ab aap apne google drive me aa chuke hai janha pe aap koi bhi file ya mp3 song upload karte hai apka screen kuch aise dikhega 
                             
5.ab apko koi mp3 song upload karna hai uske liye apko NEW wale button pe click kare to apko bahut se option milenge usme se apko uploads files pe click kare 
screen shot

6.jab aap upload files pe click karte hai to apko new window show hogi jisme apke computer ke sabhi file hote apke vidio,photo,textfile,zip file or mp3 song hote hai ab apko isme se koi bhi ek song select karna hai or upload karna hai google drive me

7.ab apka ek song upload ho gaya hai maine apne google drive me ek song upload kar rakha hai or mai iska share link copy kar liya hai,share link copy karne ke liye apko right side me uper ek chain jaise bane icon pe click karna hoga jab apko share able link mil jaye to  aap CTRL+C press karke link ko copy kar le 
screen shot
8.ab apne jo link copy kiya hai usko apne browser me pest kare or ENTER button pe click kare,enter click karte hi apko screen me apka song nazar aayega
9.ab aap agar isko apne kisi post me add karna chahte hai to aap us link ko ek BUTTON me edit kar dijiye jaise niche dikh raha hai aap uspe click kare or hamara upload kiya hua song sune hamare site pe 


  • <audio controls><source src="Paste-Link-of-Audio-file-here"></source></audio>






  • DOWNLOAD this song


  • 10.ab ye ten number aise hi diya qki jankari poori ho chuki hai ab aap try karo ☺☺☺☺

    frnds aaj jo post maine di hai ye apki bahut help karegi or agar apko koi problem hoti hai ya aap internet se juda koi bhi swal puchna chahte hai to comment jarur kare ham apki poori help karenge 


    request for you/agr apki thodi bhi help hui hai to

    plzzz share this post with your frnds
     thannkxxx for read this

      Online paid survey karke kamaye lakho rupye mahine top websites se hindi me

      hello frnds
      kaise hai aap sabhi acche hai na.chaliye ham apko kuch aisi site ki list denge jinse aap ghar baithe work karke lakho rupye monthly kama sakte hai isme apko bilkul waise hi work karna hai ki aap online koi game khelte hai koi document ready karte hai koi pic edit karte ye  bilkul waise hi work karta hai,ham apko bata de ye survey kisi compney ke dwara diya jata hai or compney apse apne product ke baare me kuch swal karti hai jinka ans apko dena hota hai or jab aap survey compleate karke submit karte hai or compney ko lagta hai ki apka survey sahi hai to o apke survey complaete karne ke paise deti hai ap ek din me jitne jyada survey compleate karte hai compney spko usi ke hisab se paise deti hai is tarah ke site ko ham SURVEY site kahte hai lekin hamare india me is tarah ki trusted site bahut hi kam hai or iski tulna me us or uk me jyada lekin chhodiye us uk ko ham apko kuch aise site ke name bata  rahe hai jo apko india me hi acche paise denge or apko apne home se hi work karna hai,

      survey site pe account banane ke liye apke pass kya hona chahiye?

      a.apke pass computer hona bahut hi jaruri hai.
      b.apke pass internet bhi hona bahut jaruri hai quki apke pass agr net uplabdh nhi hoga to ap   online work kar hi sakte hai. 
      c.apke pass mail id bhi honi bahut jaruri hai apko site pe account banane ke liye iski jarurat      padegi.

      jab apke pass ye sabhi chije uplabdh ho jayegi to sirf apko survey site pe account banana baki rah jata hai or apko ham aise kuch site ke name bata  rahe hai jaha pe aap online work karke lakho rupee kama sakte ho 

      1-inboxdollars.com
      apne abhi jo uper name padha hai INBOXDOLLARS.COM bahut hi populer site hai ye site logo se online survey karwake logo ko paise deti hai,apko ye jankar or bhi khusi hogi  ki jab aap is site ko joi karte hai to ye site apko bonus ke roop me apko apke ac me 5$ deti hai yeha pe apko earnig karne ke liye or bhi bahut se ways milenge jaise ki apko ek search engine milega aap usme kuch bhi search karke paise kama sakte hai ap mail padhkar paise kama sakte hai,aap apne reffeler bana kar bhi apise kama sakte hai or bhi bahut se raste hai is site pe paise kamane ke isliye ham aapse yahi kahenge ki apko agr online survey karke paise kamana hai to inbox dollor ko jarur join kare 

      2-tellypulse.com
      Tellypulse.com o website hai jisko star panal ne launch kiya hai ye logo se online survey krwake logo ko paise deti hai is site pe india se bahut se log work karke paise kamate hai agr ap india se hai to apko is site pe work karna chahiye qki ye bahut hi trusted site hai  aap yeha pe bina kisi tension ke work kar sakte hai 

      3-surveyhead.com
      surveyhead ek bahut hi populer site hai jo 2008 me online hui thi or is site ke owner GOZING hai jo bahut hi trusted  person hai jo tabse ab tak yani ki 1995 se 2005 tak $5 milloin dollars paid kar chuka hai baki uper ki di hui site ki tarah ye bhi bahut trusted site hai or logo ko online survey karwake paie deti hai jab aap is site pe register karte hai to uske kuch hi time baad apko survey milna suru ho jata hai jab apke surveyhead account me 5$ ho jaye to aap isko paypal ke jariye badi asani se apne account me transfer kar sakte hai,ham apse yahi kahenge ki ye site bahut hi acchi hai aap is site se bahut hi kam time me accha paisa kama sakte hai ,isliye agr aap online survey karke paise kamana chahte hai to apko ye site jarura use karni chahiye 

      4-in.toluna.com
      toluna ek bahut hi badi community site hai janha pr lagbhag 7000000 ki sankhya se jyada log kam karte hai ye site apko accountt craete karte wakt apko bonus bhi deti hai or apke account me daily new survey send karti rahti hai or apko ye jankar bhi khusi hogi ki ye site apko dusre site ki tulna me jyada paise deti hai or apko ye to pata chal chuka hoga ki jab ye site itni populer hai to scam hone ke chance hi nhi hai,aap yeha pe jo bhi earn karte hai usko bahut hi easy tarike se withdraw kar sakte hai or ye site apko time pe paise deti,paid survey ke dwara paise kamane ke liye ye ek bahut hi acchi site hai 

      5-Globaltestmarket.com
      globaltestmarket ek bahut hi purani website hai iski suruat 1999 me hui thi is site ki sabse badi khoobi ye hai ki kisi bhi country ka member is site pe signup karke paise kama sakta hai ye apne sabhi members ko survey offer karti hai or survey compleate karne ke paise bhi deti hai ye site international market me $32million se jyada paid kar chuki hai aap is site ke paise nikalne ke liye paypal ya pyaza ke account ka use karna padta hai qki ye site direct apke account me aise transfer nhi karti hai iske alawa aap yaha se amozon gift voucher bhi pa sakte hai ye bhi bahut hi acchi site hai 


      request for you/agr apki thodi bhi help hui hai to

      plzzz share this post with your frnds
      thannkxxx for read this

      top best site online photo imeage picture edit karne ke liye jo blikul free hai

      top best site online photo imeage picture edit karne ke liye jo blikul free hai
      hello frnds 
      aaj ham baat karte hai ki free me online photo ko kiase edit kare frnds aap sabhi jante honge ki ham apne blog me copy right picture add nhi kar sakte hai lekin agar ham kisi photo ko apne ap banaye to hamari apni hoti hai jo copy right free hoti hai 
      aaj ham apko kuch aise site ke naam bataunga jaha se ap apne blog ke liye ya apne dosto gf ya bf ke liye badhiya se photo free me edit kar sakte hai 
      anytimehelp7.blogspot.com photo ko edit karne ke liye best site 

      ye bhi padhe:)

       free me photo edit karne bale site koun se hai 

      apko ye site bahut hi bdhiya photo edit kar denge lekin y=isko edit apko hi karna hai bas apko ye guide lines denge 

      #photo funia

      is site ko to aap log jante hi honge agar apko nhi pata hai iske baare me to ham apko bata de ki apko online photo editing ke liye shayad hi isase better koi site mile is site pe aap apne liye badhiya se koi or site nhi hai yeha pe aap bahut se frame or bahut se text poster etc ka use kar sakte hai apne photo ka stach bana sakte hai photo ko alag alag frame me laga sakte hai or bhi bahut kuch kar sakte hai 


      #pixlr

      ye site bahut hi popular site hai yeha pe apko online free me photo editing karne ka chance milta hai yeha pe apko sabhi feature same photoshop ke jaise milenge jo apke photo ko bahut hi beautifull bana dete hai to der kis bat ka abhi try kare

      #photocat

      ye sit bhi achi hai lekin isko bahut hi badhiya nhi kah sakte hai qki ye apko o sabhi feature provide nhi karti hai lekin agr apko apne photo ko retouch krna hai,usko thoda bahut edit karna hai,ya fir apko koi collage banana hai to aap ispe work kar sakte hai aap in teeno me se kisi bhi option pe click karenge to load hone me thoda time le sakta hai  

      #funny.pho.to 

      ye site bahut hi populer hai iske populer hone ke sabse badi wajah ye hai ki aapko yeha pe 700+ frame diye jate hai jo apko pic ko ek bahut hi badhiya look deta hai bhai ham to yahi kahenge ki agar apko apne photo me koi badhiya frame lagana hai to pahle is site ko jarur try kare 

      #photo face fun 

      ye site bhi bahut achi hai ye site same photofunia ke jaise work karti hai yeha pe apko koi bhi pic ya photo ko bade aram se koi bhi effect de sakte hai koi bhi frame use kar sakte hai jo apke man pasand ho 


      mujhe vishwash hai ki apko ye post jarur pasand aayi hogi to share jarur kare a

      agar apko koi sandeh hai to comment jarur kare apka koi sujhav bhi hai to hame bataye 

      free me photo or imeage ko search karne ke liye google ka search kaise kare with out copyright

      hello all dear readers
      aaj ahm bat karte hai ki google se free copyright photo or imeage kaise search kare ji ha waise to ham koi bhi jankari search karne ke liye google search pe jyada vishwash karte hai
      lekin google se search ki hui sabhi jankari lagbhag copyright hoti hai or copy right kisi bhi jankari ko ham apne blog pe publish nhi karte hai 



      ye bhi padhe :P

      1. blogger pe blog kaise banate hai 
      2. blog me post kaise likhte hai
      3. blog q banaye or isase kya fayada hota hai
           copy right kya hota hai ?   

      ji copy right ke baare me kaha jaye to iska matlab simple hai ki kisi bhi blog ya site se copy hui post ya imeage ya photo copy right hoti hai agar o blog apko kisi bhi vastu ko copy karne ki permisionbhi deta hai to bhi aap uske blog se copy kiye gaye post ya imeage ko apne blog pe post nhi kar sakte hai qki google apko ye anumati nhi deta hai 


        google se search kare copyright free photo 
      1. sabse pahle aap www.google.com pe jaye 
      2. waha pe apko jiska imeage or photo chahte hai usko search box me type kare 
      3. fir uske baad apko IMAGES pe click karna hai 
      4. uske baad apko apke right<danye > hand me uper gear ka icon bana hua dikhega 
      5. ab apko uspe click karna hai 
      6. uspe click karte hi apko ADWANCE SEARCH  ka option milega uspe click kare 
      samjhne ke liye screen shot dekhe 
      uske baadapke samne ek new window open hogi jaha pe bahut se option hote hai 

      1. yeha pe apko o word dalne hai jo aap search karna chahte hai 
      2. yeha pe apko click karna hai 
      3. ab apko free pe click karna hai 
      4. uske baad apko ADWANCE seach pe click karna hai 
      ab apko bahut se imeage milenge jo bikul free hai aap isko kahi bhi use kar sakte hai 
      dosto apko meri ye post kaisi lagi uski jankari aap hame de or hame ye bataye ki apko hamse or kya chahiye ham apki poori help karenge 

      Ads Inside Post