top browser se Android mobile me blogging kaise karte hai poori jankari hindi me

Hello all dear readers
aaj ham baat karnge ki mobile se blogging kaise , bahut se aise readers ye sawal jarur karte hai ki kya mibile se blogging kiya ja sakta hai lekin o tab nirash ho jate h jab unko apne ans me milata hai ki aap phone mobile se blogging nhi kar  sakte hai to chaliye jante hai kya sach me ham mobile se blogging nhi kar sakte hai 
ye bhi padhe :)

mobile se blogging karne ke kya karaan hai ?

mobile se blogging karne ke bahut se karan ho sakte hai 
  1. aapke pass pc ya computer na ho 
  2. aapko computer ke pass bathna pasand na ho 
  3. agar apke pass pc ya computer hai lekin apko usko kaise chalate hai uska knowladge na ho 
  4. kuch log smart hote hai unki soch alag hoti hai o sochte hai kijab hab apne blog se kamayenge to in sabhi ko offord karenge 
  5. kuch logo ko online kamane me yakin nhi hota hai un logo ko mobile se blogging karna chahiye 
ye bi padhe:)

kya aap mobile se blogging kar sakte hai

bhai ham to kahenge ki aap kar sakte hai 
  1. aap post likh sakte hai 
  2. kisi bhi post ko edit kar sakte hai 
  3. blog ka stutas dekh sakte hai 
  4. widget add kar sakte hai
  5. template ko thoda bahut manage kar sakte hai 
or bhi bahut kuch kar sakte hai aap apne mobile se 


apko mobile se blogging karne ke liye koun se app chahiye ?

agar app ki baat kare to GOOGLE CROME,FIREFOX sabse ache hai lekin bahut se aise log hai jinke phone me jyada ram nhi hoti hai jisase o inme se kisi bhi app ko use kar sakte hai lekin apoko bata du ki apko blogging karne ke liye bahut se aise app milenge jo 2MB se bhi kam ke hai aap chahe to usme se koi bhi try kar sakte hai 
ye bhi padhe:)




app ke naam ki list jo apki help karte hai mobile se blogging karne me 

ye rahe apke app jo apki help karenge 
  1. google crome {iske bare me sabhi ko pata hai }download kare
  2. fire fox              {ye bhi bahut badhiya hai }    download kare       
  3. cool browser {kewal 1.2mb ka fast&easy}download kare
  4. kk browser     {kewal 1.2mb ka bahut hi best hai1.5mb ka}download kare
  5. aups browser{bahut hi acha hai1.6mb ka }download kare

in sabhi ke baare me hame bhi nhi pata tha mai to firefox se blogging karta tha lekin ek whats app frnd ne mujhe bataya tha inke baare me 
mai usko thankxxx blona chahta hu 

ye sabhi app apki help karenge apko mobile se blogging karne me or apko bata du ki agar aap koi or aap use kare to shayad apko utni help na mile jitna ki aapkomobile se blogging karne me in sabhi apps se help milegi 

asha kata hu apko ye post jaruru pasand aayi hogi or apki help hui hogi agar apke man koi dought hai to aap comment kare ham apki poori help karenge 


thankxxx every body 

free me photo or imeage ko search karne ke liye google ka search kaise kare with out copyright

hello all dear readers
aaj ahm bat karte hai ki google se free copyright photo or imeage kaise search kare ji ha waise to ham koi bhi jankari search karne ke liye google search pe jyada vishwash karte hai
lekin google se search ki hui sabhi jankari lagbhag copyright hoti hai or copy right kisi bhi jankari ko ham apne blog pe publish nhi karte hai 



ye bhi padhe :P

  1. blogger pe blog kaise banate hai 
  2. blog me post kaise likhte hai
  3. blog q banaye or isase kya fayada hota hai
     copy right kya hota hai ?   

ji copy right ke baare me kaha jaye to iska matlab simple hai ki kisi bhi blog ya site se copy hui post ya imeage ya photo copy right hoti hai agar o blog apko kisi bhi vastu ko copy karne ki permisionbhi deta hai to bhi aap uske blog se copy kiye gaye post ya imeage ko apne blog pe post nhi kar sakte hai qki google apko ye anumati nhi deta hai 


  google se search kare copyright free photo 
  1. sabse pahle aap www.google.com pe jaye 
  2. waha pe apko jiska imeage or photo chahte hai usko search box me type kare 
  3. fir uske baad apko IMAGES pe click karna hai 
  4. uske baad apko apke right<danye > hand me uper gear ka icon bana hua dikhega 
  5. ab apko uspe click karna hai 
  6. uspe click karte hi apko ADWANCE SEARCH  ka option milega uspe click kare 
samjhne ke liye screen shot dekhe 
uske baadapke samne ek new window open hogi jaha pe bahut se option hote hai 

  1. yeha pe apko o word dalne hai jo aap search karna chahte hai 
  2. yeha pe apko click karna hai 
  3. ab apko free pe click karna hai 
  4. uske baad apko ADWANCE seach pe click karna hai 
ab apko bahut se imeage milenge jo bikul free hai aap isko kahi bhi use kar sakte hai 
dosto apko meri ye post kaisi lagi uski jankari aap hame de or hame ye bataye ki apko hamse or kya chahiye ham apki poori help karenge 

online internet se mobile ya landline pe free me call kaise kare

hello frnds
app sabhi internet nam se parchit honge aaj sab kuch internet se kiya jaa sakta h ye inta gahara h ki koi chahe jitna bada gotakhor ho lekin iska pata nahi laga sakta h.aaj ham baat kerenge ki agar apko kahi pe achanak internet se call karni pad jaye to aap kya karenge wiae to apko bata du ki aaj internet ki duniya me lagbhag sab kuch sambhaw hai or jo log internet ke diwane hai unko har samay kuch na kuch new chahiye hota hai isliye aaj apko bata rahe hai ki aap internet ke help se kisi bhi number ko online call kaise kar sakte hai 

free me call karne ke liye kya karna chahiye

sabse pahle apko isme se kisi bhi ek site pe jana chahiye or apko ye trick pc ya copmuter pe hi use karni chahiye  
ye dono sites same work karti h ap isme se kisi bhi site pe ayenge to apko samse features milenge 

free me call kaise kare?

sabse pahle jab aap usme se kisi site me jayenge to apko usme ek number dailer dikhega ab apko usme apne frnds ya aap jiske pass call karna chahte hai uska number dale or jab apki call lag jaye to aap unse baat kar sakte hai
                                            screenshot of call2friend.com
note:app number dalte samay country ka cade jaroor dale
exa.india ka cade h +91
aap kewal 120 second yani kewal 2<do>minuts baat kar sakte h

hame bataye ki apko meri ye post kaisi lagi agar apko koi dought hai tp aap comment karke puch sakte hai

thankxx for read


mobile number ka naam or address kaise pata kare true caller app ki help se


hello frnds
aaj ahm apko btayenge ki aap kisi bhi number ke somthing sabhi details ek application se kase nikal sakte hai ap soch rahe honge ki kya aisa ho sakta hai to apko bata du ki aaisa ek aaap hai jiske use se ham kisi bhi numer ki bahut se detais nikal sakte hai is app ka naam TRUE CALLER 
aaj aap agar aap kisi bhi app downloder me TRUE CALLER type karke search karenge to apko bahut se app milenge lekin jo real me trucaller hai o baht hi badhiya hai app hai ham to kahte hai ki iss app ko har ek smart phone me hona chahiye 


  $ smart phone me kya isko jarur rakhana chahiye 

dosto kabhi kaabhi aisa hota hai ki ham kisi se baat nhi karna chahte hai or ham jisase baat nhi karna chahte hai o hame bahut se alag alag numbro se call karta hai or ham uske phone ko receve karna chahte hai lekin jab aap is app ko install kar lete hai to apko isase bhi chutti mil jati hai qki ye app jis number se phone aata hai us number ki bahut se detai hame deta hai 
      jaise: 
  1. number ke malik ka naam
  2. number ke malik ka address
  3. phone kis sim se kiya gaya hai jaise VODAFONE,BSNL,AIRTEL,IDEA ETC
  4. is number se kitni der pahle baat hui thi ya kitni der pahle is number se miss call aaya tha 
  5. aap is app<TRUE CALLER> ki help se kisi bhi number ko block kar sakte hai
or bhi bahut se feature hai jinko use karke aap bahut si jankari le sakte hai kisi bhi number ke baare me 

  $  isko use kaise karte hai  

sabse pahle jab isko install karte hai tab apko apna naam or number dalkar isme registration karna hota hai uske baad aap isko bade pyar se use kar sakte hai isme aap kisi bhi number ko search karke uska naam address or sim kis compny ka hai o sab jan sakte hai 

true caller down load karne ke liye yeha click kare


frnds asha hai ki apko meri ye post jarur pasand aaayege or apki help bhi karegi agar apko hamse koi jankari chahiye to plzzz 

commnet kare 

thanks every readers

                

back to top/scroll to top button kaise add karte or kyu add karte hai blogger template me


hello all dear blgger
kabhi kabhi aisa hota hai ki  ham apne blog me baht hi bada post dal dete hai lekin apko pata hai jab koi bhi visiter aise post ko poora padh leta hai to usko apke blog to sabse top section me aane me kuch problem hoti  hi apka visiter chahta hai ki apke blog me koi aisa button ho jispe click karte hai o apke blog ke sabse top hisase me pahuch jata hai 

  jante hai  bLOg me back to top button kyon add karte hai   

bloggers blog me back to top button add karne se ek to hamare visiter ko ye feel hota hai ki chahe jitni badi post ham padhe bas ek click me ham blog ke top me pahuch jaynge 
or dusra hamare blog ki khubsurti badh jati hai 


   kaise add karte hai back to top/scroll to top button  

sabse pahle apko apne blog ke dashboard me jana hai 
waha pe apko LAYOUT pe click karna hai 
uske baad apko ADD A GADGET pe click karna hai 
uske baad apko html/java script pe click kare 
ab apko ye code apke samne jo box open hoge uske niche wale box me peste kar dena hai 

<style>
/********************
BACK TO TOP BUTTON
********************/
.tcb-top {
 position: fixed;
 bottom: 25px;
 right: 0;
color:#fff;
 -webkit-transform: translateX(100%);
 -moz-transform: translateX(100%);
 -ms-transform: translateX(100%);
 -o-transform: translateX(100%);
 transform: translateX(100%);
 background: #222;
 -webkit-transition: all 0.3s ease, -webkit-transform 0.5s 0.3s ease;
 -moz-transition: all 0.3s ease, -moz-transform 0.5s 0.3s ease;
 transition: all 0.3s ease, transform 0.5s 0.3s ease;
 text-transform: uppercase;
 padding: 10px 10px 10px 0;
 opacity: 0;
 visibility: hidden;
 font-weight: bold; }
 .tcb-top-visible {
 opacity: 0.5;
 visibility: visible; }
 .tcb-top-fadeIn, .tcb-top:hover {
 opacity: 1;
 -webkit-transform: translateX(0);
 -moz-transform: translateX(0);
 -ms-transform: translateX(0);
 -o-transform: translateX(0);
 transform: translateX(0); }
 .tcb-top:before {
 content: '';
 position: absolute;
 height: 100%;
 width: 50px;
 right: 100%;
 top: 0;
 background: #222 url(http://imgh.us/tcb-direction.svg) no-repeat center 50%;
 background-size: 20px; }
</style>
<a href="#top" class="tcb-top">Top</a>
<script src="http://ajax.googleapis.com/ajax/libs/jquery/1.11.0/jquery.min.js"></script> 
<script>
jQuery(document).ready(function($){
 // duration of animation while going back to top
 var back_duration = 600,
 // scroll position after which 'back to top' button will be visible
 back_offset = 800,
 // store 'back to top' element in variable for easy access
 back_button = $('.tcb-top');
 // animate back to top
 back_button.on('click', function(e){
 e.preventDefault();
 // running jQuery animate function of 
 $('body,html').animate({
 scrollTop: 0 ,
 }, back_duration
 );
 })
 // making button direction aware
 var lastScrollTop = 0, delta = 5;
 $(window).on('scroll', function(){
 var scrollTop = $(this).scrollTop();
 if( Math.abs(scrollTop - lastScrollTop) <= delta) return false;
 // show button after offset value
 ( scrollTop > back_offset ) ? back_button.addClass('tcb-top-visible') : back_button.removeClass('tcb-top-visible');
 // check if scrolling down
 if(scrollTop > lastScrollTop){
 back_button.removeClass('tcb-top-fadeIn');
 } else {
 // scrolling up? if yes make it fadeIn
 (back_button.hasClass('tcb-top-visible')) ? back_button.addClass('tcb-top-fadeIn') : back_button.removeClass('tcb-top-fadeIn');
 }
 lastScrollTop = scrollTop;
 });
});
</script>



ab apko save button pe click karna hai 
uske baad right side me uper me SAVE AGGRIMENT pe click karna hai or apne blog ko dekhe ki ye trick apke blo pe sahi se work kar rahi hai 

agr apko koi bhi problem hoti hai to aap hame comment  jarur kare 

post padhne ke liye thankxxxx
                              

top site free me logo banane ke liye janiye bas ek click me

hello frnds
aaj ham apko batayenge ki blog ke liye logo kaise banate hai or iske liye kya jarurat padti hai kya ham online logo bana sakte hai or bhi bahut se sawal hote hai new blogger ke liye to chaliye jante hai un sabhi sawalo ke jawab jo apko janana hai 



  $ blogger blog me logo kya kam karta hai  

blog me blog or favicon ek aise do bahut ji jaruri part hai jo hamare blog ko bahut hi badhiya pahchan dilata hai jo hamare blog ko sabse alag karta hai apne bahut se sites me dekha hoga ki aap jis bhi blog ko open karte hai waha sabse uper uska logo hota hai jaisa aap is samay hamare blog me sabse uper dekh rahe hai isko hi logo kahte hai 

  $ kya online logo banaya ja sakta hai   

ha bilkul banaya ja sakta hai bahu se aise blog hai jaha pe aap free me apne blog ke liye badhiya se logo bana sakte hai unko designe kar sakte ho unko saja sakte ho unpe ek romanch la sakte ho 

  $ kya off line logo banaya ja sakta hai   

ha bilkul banaya ja sakta hai ap ko bas thoda sa knowladge hona chahiye kuch chijo ka jai apko photoshop ka knowladge hona chahiye paint programe ka knowladge power point ka knowladge hona chahiye jinse aap bahut hi badhiya se logo bana sakte hai apne blog ke liye 

  $ online logo banane ke liye top site ke link   

ham apko TOP7 aise sites ki list de rahe jaha pe aap free me logo bana sakte hai inke use se apko ek badhiya blog logo banane ke mouka mil sakta hai 


off line logo banana utna mushkil bhi nhi to utna asan bhi nhi hai jitna log kahte hai or samjhte hai ham apko un sabhi programe ke naam bata rahe hai jaha pe aap off line logo apne blog ke liye bana sakte hai 

  1. paint programe 
  2. photoshop programe
  3. picsart app
or bhi bahut se software or app hai jinke dwara apne blog ke liye badhiya se logo bana sakte hai 
ap hame ye jarur bataye ki apo ye post kaisi lagi or aap hamse kya ummid rakhte hai ap apne sawal hamse puchne ke liye comment box ka use kare 

Ads Inside Post